jalta hun hijreshahidoyadesharab meinshauqesavab ne mujhe dala azab meinkahate hain tum ko hosh nahi iztarab meinsare gile tamam hue ek javab meinphaili shamimeyar mere ashkesurkh sedil ko gazab fishar hua pechotab meinrehte hain jama kuchaejanan mein khasoamaabad ek ghar hai jahanekharab meinbadanam mere giriyaerusava se ho chukeab uzr kya raha nigahebehijab meinmatalab ke justaju ne ye kya hal kar diyahasrat bhi nahi dilenakamayab meinnakamiyon se kam raha umr bhar hamenpiri mein yas hai jo havas thi shabab meinkya jalve yaad aaye ke apni khabar nahibebada mast hun main shabemahatab meinpaiham sajud paesanam par damevida“momin” khuda ko bhool gaye iztarab mein  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Momin Khan Momin

Your Comment Comment Head Icon

Login