jhonka idhar na aaye nasimebahar kanazuk bahut hai phul charagemazar kaphir baithe baithe vadaevasl us ne kar liyaphir uth khada hua wohi rog intazar kashakhon se bargegul nahi jhadate hain bag meinzevar utar raha hai urusebahar kahar gul se lalazar mein ye puchata hun maintu hi pata batade diledagdar kais pyar se fishar diya goretang neyaad aa gaya maza mujhe aagosheyar kahilati nahi hawa se chaman mein ye daliyanmuh chumate hain phul urusebahar kauthta hai naza mein wo sarahane se ae ‘ameer’mitata hai aasara dileummidvar kaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ameer Minai

Your Comment Comment Head Icon

Login