maut ik geet raat gati thizindagi jhumjhum jati thikabhi divane ro bhi padate thekabhi teri bhi yaad aati thikis ke matam mein chand taron seraat bazmeaza sajati thirote jate the tere hijr nasibraat furqat ke dhalati jati thikhoi khoi si rahati thi wo aankhdil ka har bhed pa bhi jati thizikr tha rangobu ka au’ dil meinteri tasvir utarati jati thihusn mein thi in aansuon ke chamakzindagi jin mein muskurati thidardehasti chamak utha jis meinwo hum ahalevafa ke chati thitere un aansuon ke yaad aayizindagi jin mein muskurati thitha sukutefaza tarannumrezbuegesueyar gati thigamejanan ho yan gamedauranlau si kuch dil mein jhilmilati thizindagi ko wafa ke rahon meinmaut khud roshni dikhati thibaat kya thi ki dekhte hi tujheulfatezist bhool jati thithe na afalak gosh bar aavazbekhudi dastan sunati thikaravaten le ufaq pe jaise subahkoi doshiza rasmasati thizindagi zindagi ko vaqtesafarkaravankaravan chupati thisamane tere jaise koi baatyaad aaa ke bhool jati thiwo tera gham ho ya gameduniyashammasi dil mein jhilmilati thigham ke wo dastanenimshabiaasmanon koo neend aati thimaut bhi gosh bhar sada thi “firaq”zindagi koi geet gati thiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Firaq Gorakhpuri

Your Comment Comment Head Icon

Login