Kon kehta hai ke maut aayi to mar jaungamain to dariya hun samandar mein utar jaungatera dar chod ke main aur kidhar jaungaghar mein ghir jaunga sahara mein bikhar jaungatere pehlu se jo uthunga to mushkil ye haisirf ik shakhs ko paunga jidhar jaungaab tere shahar mein aaunga musafir ke tarahsayaeabr ke manind guzar jaungatera paimanevafa reh ke divar banawarna socha tha ke jab chahunga mar jaun gacharasazon se alag hai mera mayar ke mainzakhm khaunga to kuch aur sanvar jaun gaab to khurshid ko dube hue sadiyan guzarinab use dhundhane main tabasahar jaungazindagi shamma ke manind jalta hun ‘nadeem’bujh to jaunga magar subah to kar jaunga Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Nadeem Qasmi

Your Comment Comment Head Icon

Login