Tabiyat in dinon beganaegam hoti jati haimere hisse ke goya har khushi kam hotii jati haiwohi hai shahidosaqi, magar dil bujhata jata haiwohi hai shamma lekin roshani kam hoti jati haiqayamat kya ye ae husnedo aalam hoti jati haike mahafil to wahi hai, dilkashi kam hoti jati haiwohi maikhanaosahaba, wohi sagar wahi shishamagar aavazenoshanosh maddham hoti jati haiwohi hai zindagi lekin ‘jigar’ ye hal hai apnake jaise zindagi se zindagi kam hoti jati haiPoet of the Poem /  Ghazal or Nazam: Jigar Moradabadi

Your Comment Comment Head Icon

Login