Tere pas aane ko jee chahata hainaye zakhm khane ko jee chahata haiidhar aaye shayad wo maujetarannumgazal gungunane ko jee chahata haizamana mera aazamaya hua haitujhe aazamane ko jee chahata haiwohi baat reh reh ke yaad aa rahi haijise bhool jane ko jee chahata hailabon par mere khelata hai tabassumjab aansu bahane ko jee chahata haikai martaba dil pe bijli giri haimagar muskurane ko jee chahata haitakalluf na kar aj barqetajallinasheman jalne ko jee chahata hairukhezindagi se naqaben ulat karhaqiqat dikhane ko jee chahata haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sikander Ali Wajd

Your Comment Comment Head Icon

Login