Ye nikhaton ke narm ravi ye hawa ye raatyaad aa rahe hain ishq ke tute ta’alluqatmayusiyon ke god mein dam todata hai ishqab bhi koi bana le to bigadi nahi hai baatik umr kat gai hai tere intazar meinaise bhi hain ke kat na saki jin se ek raathum ahaleintazar ke aahat pe kan thethandi hawa thi gham tha tera dhal chali thi raathar saiohar amal mein muhabbat ka hath haitamirezindagi ke samajh kuch muharakatahaleraza mein shanebagavat bhi ho zaraitni bhi zindagi na ho pabanderasmiyatuth bandagi se maliketaqadir ban ke dekhkya vasvasa azab ka kya kavishenijatmujh ko to gham ne fursategam bhi na di “firaq”de fursatehayat na jaise gamehayat Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Firaq Gorakhpuri

Your Comment Comment Head Icon

Login