aao ki koi khwab bunen kal ke vastevarana ye raat aj ke sangin daur kedas legi janodil ko kuch aise ki janodiltaumr phir na koi hasin khwab bun sakengo hum se bhagati rahi ye tezgam umrkhvabon ke aasare pe kati hai tamam umrzulfon ke khvab, honton ke khvab, aur badan ke khwabmerajefan ke khvab, kamalesukhan ke khwabtahazibezindagi ke, farogevatan ke khwabzindan ke khvab, kuchaedarorasan ke khwabye khwab hi to apani javani ke pas theye khwab hi to apne amal ke asas theye khwab mar gaye hain to berang hai hayatyun hai ki jaise dastetahesang hai hayataao ki koi khwab bunen kal ke vastevarana ye raat aj ke sangin daur kedas legi janodil ko kuch aise ki janodiltaumr phir na koi hasin khwab bun saken Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sahir Ludhianvi

Your Comment Comment Head Icon

Login