Aapki yaari Aapki wafa hi kafi hai,
Tamam umar ye aasra hi kafi hai,
Jahan milo dekh ke muskura dena,
Jene ke waste ye aasra hi kafi hai….

In andhero ke liye kuch aftab mage hai,
Dua mein hamne dost kuch khas mage hai,
Jab bhi maga kuch rab se,
To aap ke liye khusiyo ka pal mage hai.

Yah dosti chirag hai isse jalaye rakhana
Yah dosti gul hai isse khilaye rakhana
Hum rahe na rahe iss jahan main
Bus hamari yaad dil me basaye rakhana

Sadgi Main Ek Ada Itni Pyari Lagi
Apki Dosti Humko Subse Nirali Lagi
Yeh Na Tootay Kabhi Yahi Dua Hai
Kyn Ke Yahi Is Duniya Mai Hum Ko Hamari Lagi..

Kal fir yehi sama hoga,
Hum mein se kaun na jane kahan hoga,
Murjhaye phool to mil jayenge kitabo mein,
Par bichhade dosto ka shayad hi koi pata hoga

Ansu Bahe To Ehesas Hota Hai,
Dosti k Bina jiwan kitna Udas Hota Hai,
Umar Ho Apki Chand jitni lambi,
Aap jaisa Dost kaha Har kisi k Paas Hota Hai…

Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hain,
Khuda ne jab bhi poocha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai…

Kuch meethe pal yaad aate hain,
Palko par aasoo chod jate hain,
Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana,
Dosti ke rishtey jindagi bhar kaam aate hain.

Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai…

Hum To Sirf Aapki Baat Kiya Karte Hain,
Har Dhadkan Pe Aapka Naam Liya Karte Hain,
Aap Ho Hume Apni Jaan Se Bhi Pyare,
Tabhi To Waqt Bewaqt Yaad Kiya Karte Hain.

Dost ki yad se badi koi dolot nahin hoti,
Sath rehna hi dost ki jarurat nahin hoti.
Duriyan kardeti ha yado ko jinda,
Warna yadon ki koi kimat nahin hoti…

Muskil Hota Hai Aksar Kisi Iraade Ko JaganaUsko Khwaab Banakar Phir Apni Palkon Par SajanaDheere Dheere Usko Apni Dhadkano Mei BasanaYahi Hai Yaaron Jeene Ka TaranaJahan Bhi Rehna Hamesha Muskurana.

Baatein karke rula na dijiyega…
U chup rehke saza na dijiyega…
Na de sake Khushi,to Gam hi sahi…
Par DOST bana ke uhi bhula na dijiyega …

Tu naam ka derya hai rawani nahi rakhta
badal hai jo befaiz pani nahi rkhta
ye akhri khat akhri tasveer bhi leja
ye dost Ashiqe bholne walon ki nishanhi nahi rakhta…

Ae dost teri dosti per karte hai hum naaz..har waqt milne ki karte hai fariyaadhume nahi pata, gharwale batate hai..hum neend mein bhi karte hai aapse baat##############################Kar jaa kuch aisa yaari may,Ke thanks aur sorry words beimaan lage ..Nibha aisi yaari ke yaaro ko,Tumhe chhodna mushkil aur duniya chhodna aasana lage .