Bina kahe jo sab kuch keh jaate hai,
Bina kasoor jo sab kuch seh jate hai,
Door rah kar bhi jo apna farz nibhate hai,
vahi insan sache “DOST” kahlate hai..

Din beet jate hai suhani yaadein banker,
Baatein rah jati hai kahani banker,
Par dost to hamesha dil ke karib rahenge,
Kabhi muskan to kabhi aankhon ka pani banker…

Ae dost kabhi mujhe bhula na dena….
is hanste hue chehre ko kabhi rula na dena…….
kabhi kisi baat per khafa ho bhi jao……
par mujhse door hokar mujhe judai ki saza na dena…

Mere Bigre Hue Kaamon Ko Banaya Tu Ne; Bojh Jo Mujh Se Na Utha Woh Uthaya Tu Ne

Faasla, Chaand Bana Deta Hai, Har Pathar KoDoor Ki Roshni Nazdeek To Aane Se Rahi

Kamjoriya Na Dhoond Mujh Mein Dost Mere; Ek Tu Bhi To Shamil Hai Meri Kamzoriyon Mein

Log Mujh Se B keh Dete Hain Aksar Duaa k Liye
Dekho Kis Qadr KHUDA Ne Mere Aiib Chupa Rakhe Hain

Rabb Kare Tu Sada Hasdi RaheKoi Dukh Tere Nere Vi Na AaveHor Ki Dua Manga Rabb To,Tenu Sadi Vi Umar Lag Jaave!!!

Dosti Aisi Karo Ke Duniya Dekhti RaheDosti Aisi Karo Ke Duniya Dekhti RaheAur Khuda Bhi Ake Tumse PuchheKya Mujse Dosti Karoge?

Kahi Andhere To Kahi Sham HogiMeri Har Kushi Dosti Ki Nam HogiKuch Mang Ke To Dekho DostHontho Pe Hasi Aur Hatheli Pe Jaan Hogi.

Mujhay Tum yaad nahe AataY
LoGoN saY aur apneY aap saY
yeh Baat Keh keh Kar
maiN thak GayA hooN

Aapki Dosti Ki Ek Nazar ChahiyeDil Hai Beghar Use Ek Ghar ChahiyeBas Yuhi Saath Chalte Raho Ae DostYe Dosti Hume Umar Bhar Chahiye!!!

Ek Pyari Si Muskurahat Hontho Par Aati Hai Or Ye Aankhe Nam Ho Jati HaiJab Un Yaado Ko Sametane Ki Koshish Karta Hu To Tham Sa Jata Hu

Mehfil Main Kuch To Sunana Padta Hai; Gham Chupakar Muskurana Padta Hai; Kabhi Unke Hum Bhi The Dost; Aaj Kal Unhe Yaad Dilana Padta Hai

Gum ke sagar me khabhi doob na jana,Manjil na payo toh toot na jana,Zindgi me agar dost ki kami mehsush hoToh hum jinda ye bhool na jaana.