Aapki Dosti Pe Naaz Hai HameKal Tha Jitna Bharosa Utna Aaj Hai Hame!Dost Wo Nahi Jo Khushi Me Sath DeDost Wahi Jo Har Pal Apnepan Ka Ehsas De!!!

Phulo ko mehkna sikhane chale,In hawao ko rukh batane chale,Hum bahane dhoondte hai doston par mar mitne ka,Dost hai ki hme dosti sikhane chale..

Khushiyon Par Fizaon Ka Pehra Tha,Na Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra Tha,Teri Ankhon Se Jhalakte Dard Ki Kasam,Yeh Dosti Ka Rishta Pyar Se Gehra Tha

Meri Dosti Ki Tm Kya Azmaish Kr Sko GyJaan Sy Zyada Kia Farmaish Kr Sko GyMeri Dosti Hy Samandar K Pani Ki TarhanKya Kbi Us Pani Ki PEMAISH Kr Sko Gy

Doston Ki Bina Zindagi Fuzol Hai PerDosti Ke Bhi Apne Kuch Usool HainKehte Hain Dosti Main Bhi Takleef Milti HaiPer Aap Ho Dost To Sab Kuch Kabool Hai

Apni Takleef Mei Mujhe Umeed Samajhna; Koi Gam Aaye To Apne Najdeek Samajhna; De Saku Hasi Us Ansu Ke Badle To; Hajaro Ke Bech Mujhe Sabse Kareeb Samjhna

Kismat Se Mile Ho Mujhe Yun Chor Ke Na JanaKoi Apna Sa Laga Hai Dekha Sara ZamanaYun Hi Chalta Rahega Khushi Aur Gam Ka Aana JanaBas Hamare Saath Rahe Tumhara Yaarana.

Tum milo na milo koi gam nahi
SMS karo yeh milne se kam nahi
Dosti me dhoka de woh Hum nahi
Hamari Dosti bhi krishn Aur sudama se kam nahi

Waqt badlata hai zindagi ke sath,
Zindagi badlati hai waqt ke sath.
Waqt nahi badlata doston ke sath,
Bas dost badal jate hai waqt ke sath.

Tere saath baate karte karte waqt yu hi gujar gaya,Door hokar bhi dost, tera pyar dil ko chhu gaya,Ji liya he maine un har lamho ko,Kal ka kya pata tha dekho waqt kaha chala gaya.

Dil me tumhare apni kami chood jayenge,
Ankhome intezar ki lakir chood jayenge,
Yaad rakhna dhundte rahoge hame,
Dosti ki aisi kahani chood jayenge.

Sham ki tanhai mein kho na jaana,
Kisi ki masti mein doob na janaa,
Milengi zarur manzilein tumhe,
Unhe pakar hum jaise doston ko bhool na jana…

Kahte hai hatho ki lakire adhuri hoto
Kismat mein mohhbat nahi hoti.
Par sach to ye hai ki hatho mein ho koi
Pyara hath to lakiro ki bhi jarurat nhi hoti

Yeh Sila Mila Hai Mujh Ko Teri Dosti K PeechheKeh Hazaaroon Ghum Lage Hain Meri Zindagi K PeechheWoh Ameer Hain To Hoon Ge Main Ghareeb Hoon To Kiya HaiWoh Mehal Bana Rahe Hain Meri Jhompri K Peechhe

Dosti Nazron Se Ho Toh Usse Kudrat Kahete Hain
Sitaron Se Ho Toh Jannat Kahete Hain
Aankhon Se Ho Toh Mohabbat Kahete Hain
Aur Dosti Aap Se Ho Toh Kismat Kahete Hain