Mohabbat Ko Tm Apni Dunya Samajh Kr Hamein Bhool Bethay Ho Ay Dost

Zindagi Doston Se Hoti Hai Sirf Mohabbat Se Nahi

Hum Doston Ko Bhulte Nahi Hain; Magar Yeh Baat Jatate Nahi Hain; Doston Ko Hamesha Rakhte Hain Yaad; Hum Bhulne Ke Liye Dost Banate Nahi Hain

Wada Karte Hain Dosti NibhayengeKoshish Yahi Rahegi Tujhe Na SatyaengeZarurat Pade Toh Dil Se PukaranaMar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar Aayenge

Aisa Dost Chahiye Jo Hame Apna Maan SakeHamare Har Dukh Ko Jaan SakeChal Rahe Ho Haum Teyz Baarish MePhir Bhi Paani Me Se Ansuon Ko Pehchaan Sake

Mulaqat bhi kabhi aasu de jati hai,Nazre bhi kabhi dhoka de jati hai,Guzre huye lamho ko yaad karke dekhiye,Tanhayi bhi kabhi sukun de jati hai..

Hamare Har Raaz Ka Jo Humraaz HaiJo Saaya Bankar Har Pal Hamare Saath HaiHamari Har Khushiyo Ka Jo Haqdar HaiTu Hi Sacha Dost Aur Lajawab Yar Hai

Khushyon Per Fizaon Ka Pehra HaiNa Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra HaiAapki Aankhon Se Jhalakte Dard Ki QasamYe Dosti Ka Rishta Pyar Se Bhi Gehra Hai

Itni Dosti Naa Karo Ki Bigar Jaye HumThoda Danta Bhi Karo Ki Sudhar Jaye HumHamara Khata Per Hojana Tum KhafaMagar Itna Bhi Nahi K Bikhar Jaye Hum

Har aah tabassum ban jaye,
Har ashq sitara ho jaye.
Duniya hi badal jaye apne,
Gar dost tera ek ishara ho jaye.

Yahi To Khoobsurat Dosti Ka Naata HaiJo Bina Kisi Shart Ke Kiya Jaata HaiRahe Duriyan Darmiyan To Parwaah NahiDost To Harpal Dil Me Basaya Jaata Hai

Meri Hassi Ka Hisaab Kaun Karega? Meri Galti Ko Maaf Kaun Karega? Ae-Khuda Mere Dost Ko Salamat Rakhna; Warna Meri Shaadi Pe Lungi Dance Kaun Karega

Dosti Ke Amber Pe Mehtaab Hai Tu.Ae Dost Mere Liye Nayaab Hai Tu.Likhe Ye Alfaaz Jab Aahat Si Hooie K Tu Hai,Dosti Ki Mehak Liye Khilta Gulab Hai Tu.

Ummid Aisi Ho Jo Jeene Ko Majboor KareRaah Aisi Ho Jo Chanle Ko Majboor KareMehak Kam Na Ho Kabhi Apni Dosti KiDosti Aisi Ho Jo Milne Ko Majboor Kare

Aap se jab hamari yaari ho gay,Duniya aur bhi hamari pyari ho gay,Ise pehle hum kisi bhi chiz ke adi na the,Par aab apko yaad karne ki bimari hi gayi.

Dosti Se Kimti Koi Jagir Nahi HotiDosti Se Khubsurat Koi Tasvir Nahi HotiDosti Yun To Hai Ek Kacha DhagaMagar Is Dhage Se Mazbot Koi Zanjeer Nahi Hoti