Aap se jab hamari yaari ho gay,Duniya aur bhi hamari pyari ho gay,Ise pehle hum kisi bhi chiz ke adi na the,Par aab apko yaad karne ki bimari hi gayi..

Itne Khushnaseeb To Hum Na TheHamari Taqdeer Mein Sitam Bhi Kam Na TheFir Kyun Hum Khuda Ko Itne Bha GayeKi Ban Ke Dost Aap Hamari Zindagi Mein Aa Gaye

Dosti ke mayne hamse kya puchte ho Hum abhi in baton se anjaan hain Sirf ek gujarish hai ke bhool na jana hame Kyonki aapki dosti hi hamari jaan hai

Khuda Ka Noor Aap Per Is Kadar BarseHar Koi Aapki Chahat Ko TarseAapki Zindgi Mein Aayen Itni KhushiyanKe Wo Khuda Bhi Aapki Zindgi Mein Aane Ko Tarse.

Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai,Dil Na Chah Ker Bhi Khamosh Ho Jata Hai,Koi Sab Kuch Keh Ker Dosti Jatata Hai,To Koi Kuch Na Keh K DOSTI NIBHATA HAI.

Na mujhe yaad rakhna,,
Na baante yaad rakhna,
Bas Dil ki dili tammana hai,
Bas hamara naam zroor yaad rakhna….

Dinse raat hone ko aaai hai
Pata nahin ye kaisi judai hai
Parwah nahin karte wo apne dost ki
Na jane ye kaisi dosti nibhai hai

Pyar Karnewalon ki kismat kharab hoti hai Har waqt inteha ki ghadi sath hoti hai Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena Dosti har rishtey se lajawab hoti hai

Safar lamba hai dost banate rahiye,
Dil mile na mile haath badate rahiye,
Taj na banaiye costly padega,
Har taraf Mumtaj banate rahiye.

Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum

Aapki Dosti Ki Ek Nazar Chahiye;
Dil Hai Beghar Use Ek Ghar Chahiye
Bas Yun Hi Saath Chalte Raho Ae Dost;
Yeh Dosti Hume Umar Bhar Chahiye

In ankho se sapne churaya na kero
humari dosti ko azmaya na kero,
tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai
unhe yu na ansuo mein gavaya kero

Yakeen to humein sir tum pe hai
Varna na jaane yahan kitne chehre hai
Hum to wada karte hain dosti kaa
Bas aap se bhi dost kehlane ki aas hai

Ek bewafa jisne tanhai ka manjar nahi dekha
Afsos mere dil ke andar nahi dekha
Mujhe dekhkr usne patthar bata diya
Me mom tha chukar nahi dekha

Mausam ki tarha halat badalte hai apne bhi halat badal jayee ge.Aj who hame bhul gaye to kay kal hum bhi unhe kise aur k liyee bhool jaye gemausam ki tarha halal badl jayee ge..