Ik taaza hikayat haiSun lo to inaayat haiIk shakhs ko dekha thaTaaron ki tarah ham neIk shakhs ko chaha thaApnon ki tarah ham neIk shakhs ko samjha thaPhoolon ki tarah ham neWoh shakhs qayamat thaKiya us ki karain baatainDin us ke liye paidaAur us ki hi thi raatainKam milna kisi se thaHam se theen mulaqaatainRang us ka shahabi thaZulfon main theen mehkaarainAankhain theen ke jadoo thaPalkain theen ke talwaarainDushman bhi agar dekhainSou jaan se dil haarainKuch tum se woh milta thaBaaton main shabahat mainHaan tum sa hi lagta thaShokhi main shararat mainLagta bhi tumhi sa thaDastoor-e-mohabbat mainWoh shakhs hamain ik dinApnon ki tarah bhoolaTaaron ki tarah doobaPhoolon ki tarah tootaPhir haath na aaya wohHam ne to buhat dhoondaTum kis liye chonkey hoKab zikr tumahra thaKab tum se taqaza haiKab tum se shikayat haiIk taaza hikaya haiSun lo to inayat hai

Kagaz pe humne zindagi likh di,Ashkon se seench har khushi likh di,Dard jab humne ubhara lafzo pe,Logon ne kaha wah kya gazal likh di.Kaash banane waaley ne dil sheeshey ka banaya hota,To todne waaley ke haath mein zakham to aaya hota.Mohabbat kar ke dekhi to,Mohabbat ko pehchana hai,Wafa bas naam ki hai,Bewafaai ka fasana hai..Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya,Saathi ne jaise zeher ka jaam diya,Jo kabhi kaha karte they, bhula mat dena,Unhone hi bhool jaane ka paigaam de diya..Har din woh aapki meri mulaqat,Har roz hasna roothna aapka,Gaye woh din milne ke aapko,Gaye woh din manane hansane ke aapko,Bas itna hi tha saath aapka mera,Yahi soch ke hanste apni kismat per..Har din woh aapki meri mulaqat,Har roz hasna roothna aapka,Gaye woh din milne ke aapko,Gaye woh din manane hansane ke aapko,Bas itna hi tha saath aapka mera,Yahi soch ke hanste apni kismat per..

Aik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?Tum Mujh Ko Achey Lagtey HoKuch Chanchal Se , Kuch Chup Chup SeKuch Pagal Pagal Lagtey HoHain Chahney Waaley Aur Buhut Par Tum Mein Hai Aik Baat BohatTum Apney Apney Lagtey HoAik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?Tum Mujh ko achey lagtey hoYeh Baat Baat Pe Kaho JaanaKuch Kehtey Kehtey Ruk JaanaYeh Kis Uljhan Mein Rehtey Ho..?Kiya Baat Hai Hum Se Keh DaaloAik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?Tum Mujh Ko Achey Lagtey HoGhum-e-dil sunane ko jee chahta haiTumhe azmane ko jee chahta haiSuna hai yeh jab sey,bohat door ho tumBohat door jane ko jee chahta haiTumhain hum sey koi shikayat nahin haiYoon hi rooth jane ko jee chahta haiFaqat hai yay hi nazroon ka dhookakeh dhookay mein aaney ko jee chahta haiDuaa hai keh woh hum se,so baar rootheinHamara mananay ko ge chahta haiNazar woh naa ayein per un ke gali meinYunhe aane jaane ko gee chahta hai

umad ghumad kar badal chaayechanchal hawaon nay daud lagaiipagal mera man mayurahawa usko dekh pakad na paayimahak uth ti hai khayalon meinmeray mann aangan ki phoolwaarikhili hain anganeet champa chameligaalon nay gulabon ki rungat churaiiudtay gesu badal say hawa meinbadalon nay rimjhim ki ladi barsaiibheega anchal dharti ka barkha meinkaliyaan phool ban kar muskaiiaisay mein .jhoom uthi ek kali yovan ka nikhaar liyegarm hawaon nay chooma uskopaagalpan bhara pyaar liyejhuki tahni magar bikhari na kalichaaya tha ek badal preet ki bochaar liyerimjhim giri budain pyaar kikhilnay lagi kali rangon ki bahar liyekhushboo say mahak uthi phoolwari mann kibadal ki chaah ka uphaar liyekaisay batalaaye kali badal koanuraag bikhra rahi woh badal kay liyekhili har pankhudi kali kipreet ki bahaar liyebadal bhi jhuma dekh kar kali kophool ban gayi kali badal ka pyar liye..

Sard Raaton Ki Tanhaai Mein..Hum Teri Yaadon Ke Chirag Jalaye Bethe Hain,Kabhi To Tum Zindagi Ki Haqeeqt Banogi,Sochkar Palkon Mein Khwab Sajaye Bethe Hain!Tumhare Saath Ke Lamhe Har Waqt Sata-te Hain,Ab Tumhare Aane Ki Bus Aas Lagaye Bethe Hain,Aankhon Mein Ashkon Ko Ab Rok Nahi Pate,Ki Dil Ko Bilal Sambhale Huye Bethe Hain!Kaash Tum Mere Dard-E-Dil Ko Samajh Paao,Hum Jo Seene Mein Abhi Tak Dabaye Bethe Hain,Par Woh Jo Humse Dard Bayaan Nahi Karte,Rehkar Khamosh Konsa Raaz Chhipaye Bethe Hain!Khushi Bhale Thodi Si Par Dene Ke Liye Shukriya,Paigam Tere Bheje Huye Seene Se Lagaye Bethe Hain,Hai Ek Tasveer Bhi Nighahon Mein Teri,Bus Ab Usiko Mann Ki Murat Banaye Bethe Hain!Tujhe Yaad Karna Teri Raah Takna Hurdum,Sab Bhulakar Ab Yeh Ek Naya Kaam Liye Bethe Hain,Janta Hon Tujhe Paane Ka Anjaam “E-NaaZ”,Phir Bhi Hum Naadan Tumhi Se Dil Lagaye bethe Hain..!!

Aaj bheegi hain palken uski yaad mein ,aansu bhi simat gaye apne aap mein,oos ki boonden bikhri hain zameen par,mano chandni bhi royi ho uski yaad mein*****************************************kabhi palkon pe ansu hain kabhi lab pe shikayat hai,magar ay zindagi phir bhi mujhe tujh se muhabbat hai,jo aata hai wo jata hai, ye duniya aani jaani hai,yahan har shay musafir hai safar mein zindagani hai,ujalon ki zarorat hai, andheera meri qismat hai,magar ay zindagi phir bhi mujhe tujh se mohabbat hai,zara ay zindagi tham le tera dedaar tu kar lon,kabhi dekha nahi jis ko osay main pyar to kar lon,abhi se chor k mat ja abhi teri zarorat hai,magar ay zindagi phir bhi mujhe tujh se muhabbat hai,koi anjaan sa chehra ubharta hai fizaon mein,ye kis ahaten jagi meri khamosh rahon mein,abhi ay mout mat aana mera thikana jannat haimagar ay zindagi phir bhi mujhe tujh se muhabbat hai

DostooN ek bar fir se main oMi, hazir hun, aap ke liyekuch pyar bhare kuch ehsaas lekar..umeed karta huN ki, mere yeh ehsaas aapko pasand aayeNge..sukriyaa..~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa denaMujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa denaJab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jayeNazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa denaTere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniyaThukara ker mujhe tum kafiir na banaa denaJab dard judai ka tumhe bhi lage sataneeMeri tarah tum bhi AshQ naa baha denaPass jab tu aati haiN,kheel sa jata mausamBin uske jiiyu ek pal bhi,rab aisa na banaa denaIshQ ke rahooN maiN gar wafa na nibha sakaTu mout se badh kar mujhe koi aur sazaa denaTeri ek pal ki bhi judai naa ab seh payege oMiMeri khawabo se jakar mujhe shayar na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Meri Apni Qalam se — OMi ” Tanha ”

There was one lover who left this world.god asked him if he is having any ‘khwahish’lover says ” yes”god says “wht ‘khwahish’ u have”lover says”i wanna send one message to my ‘bewafa sanam’ ”god says” say whtever u wanna say it will be send to her”lover says..” tu wahin hein jo kehti thi, aajoongi kahin bhi yaad karne parbewafa sanam kam se kam ansoo to ajaati bhaane mere janaje par”at that instant of time he hears a voice of gal n that comes out to be hisloven she says..“yeh keh kar tune daag laga diya mere sachhe pyar par,kam se kam dekh to liya hota, ek aur janaja nikla tha tera janaja nikalnepar”n tears comes out from the lover’s eyes after hearing these words from hislove.isliye sach hi kahan hein” agar kissi se pyar karo to sache dil se karo”

There was one lover who left this world.god asked him if he is having any ‘khwahish’lover says ” yes”god says “wht ‘khwahish’ u have”lover says”i wanna send one message to my ‘bewafa sanam’ ”god says” say whtever u wanna say it will be send to her”lover says..” tu wahin hein jo kehti thi, aajoongi kahin bhi yaad karne parbewafa sanam kam se kam ansoo to ajaati bhaane mere janaje par”at that instant of time he hears a voice of gal n that comes out to be hisloven she says..“yeh keh kar tune daag laga diya mere sachhe pyar par,kam se kam dekh to liya hota, ek aur janaja nikla tha tera janaja nikalnepar”n tears comes out from the lover’s eyes after hearing these words from hislove.isliye sach hi kahan hein” agar kissi se pyar karo to sache dil se karo”.

Sard Raaton Ki Tanhaai Mein..Hum Teri Yaadon Ke Chirag Jalaye Bethe Hain,Kabhi To Tum Zindagi Ki Haqeeqt Banogi,Sochkar Palkon Mein Khwab Sajaye Bethe Hain!Tumhare Saath Ke Lamhe Har Waqt Sata-te Hain,Ab Tumhare Aane Ki Bus Aas Lagaye Bethe Hain,Aankhon Mein Ashkon Ko Ab Rok Nahi Pate,Ki Dil Ko Bilal Sambhale Huye Bethe Hain!Kaash Tum Mere Dard-E-Dil Ko Samajh Paao,Hum Jo Seene Mein Abhi Tak Dabaye Bethe Hain,Par Woh Jo Humse Dard Bayaan Nahi Karte,Rehkar Khamosh Konsa Raaz Chhipaye Bethe Hain!Khushi Bhale Thodi Si Par Dene Ke Liye Shukriya,Paigam Tere Bheje Huye Seene Se Lagaye Bethe Hain,Hai Ek Tasveer Bhi Nighahon Mein Teri,Bus Ab Usiko Mann Ki Murat Banaye Bethe Hain!Tujhe Yaad Karna Teri Raah Takna Hurdum,Sab Bhulakar Ab Yeh Ek Naya Kaam Liye Bethe Hain,Janta Hon Tujhe Paane Ka Anjaam “E-NaaZ”,Phir Bhi Hum Naadan Tumhi Se Dil Lagaye bethe Hain..!!Syed Bilal

Main Aiyna Hoon,Wo Mera Khayal Rakhti HayMain Toot-ta Hoon Tu Chun Kar Sambhal Rakhti Hay,Har Aik Maslay Ka Hal Nikal Rakhti HaiZaheen Hai,Mujhay Hairat Main Daal Rakhti Hay,Main Jab Bhi Tark-e-taluq Ki Baat Karta HoonWoh Rokti Hay Mujhay, Kal Pay Taal Rakhti Hay,Woh Mairay Dard Ko Chunnti Hay Apnay Pooron SayWoh Mairay Wastay Khud Ko Nidhaal Rakhti Hay,Woh Dobnay Nahi Daiti Hay Dukh Kay Darya MainMairay Wajood Ki Naow Uchaal, Rakhti Hay,Duain Uss Ki , Balaoon Ko Rook Laiti Hain?Woh Mairay Chaar Soo Hathon Ki Dhaal Rakhti Hay,Ik Aisi Dhunn ,Kay Nahin Phir Kabhi Main Nay SuniWoh Munfarid Saa Hansi Main Kamal Rakhti Hay ,Usay Nadamatain Mairi Kahan Gawara Hain,,Woh Mairay Wastay Asaan Sawal Rakhti Hay,Bichar Kay Uss Say Main Duniya Ki Thokaron Main HonWoh Pass Ho Tau Mujhay Lazawaal Rakhti Hay ,Woh Muntazir Mera Rehti Hay Dhoop MainMain Laut-ta Hoon To Chahoon Nikal Rakhti Hay.!

Kahaan Aa Kay Rukney Thay Raastey,Kahaan Moor Tha, Ussay Bhool Jaa,Joo Mil Gaya Ussay Yaad Rakh,Joo Nahien Mila Ussay Bhool Jaa,Woh Tere Naseeb Ki Baarishein,Kisi Aur Chhat Pe Pe Baras Gayien,Dil-e-Bekhabbar Meri Baat Sun,Ussay Bhool Jaa, Ussay Bhool Jaa,Mein Too Gum Thaa Tere Hi Dehyaan Mein,Teri Aass Tere Gumaan Mein,Saba Keh Gayi Mere Kaan Mein,Mere Paas Aa Ussay Bhool JaaKisi Ki Aankh Mein Nahien Ashq-e-Gham,Tere Baad Kuch Bhi Nahien Hai Kam,Tujhe Zindagi Ney Bhulaa Diya,Tu Bhi Muskuraa Ussay Bhool JaaNaa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa,Dil-e-Muntazir Too Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,Ussay Bhool JaaYeh Joo Raat Din Ka Hai Khel Saa,Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa KarNahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena, Ussay Bhool JaaJoo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,Woh Joo Raastey Mein Palatt GayaUssay Rookney Sey Husool Kya,Ussay Matt Bulaa Ussay Bhool JaBHOOL JA