Adab!Yeh gazal ap logon ke pesh e khidmat hai!!!Woh shakhas mere Dil se utar kion nahi jataIs rah guzar se woh guzar kion nahi jataAb aur bhi kuch log mere Dil mein hein rehteyTu hai to phir dhihan udher kion nahi jataDekhey ga kon jab chaka chond hon ankheinTu aur zara sa phir sanwar kion nahi jataPhir sab ne hi tu jatey hoey dekha tha usse perUs shakhas ka Dil se per asar kion nahi jataKi jati hai ab muhabbat mein sabar ki talqeenSeedha sa nahi kehtey keh mer kion nahi jatajo log yahan kertey hein sachai ke daweyHairat hai ye keh un ka phir sar kion nahi jataYeh shakhas roz phirta hai sarkon pe awaraIs ko to pocho ke yeh ghar kion nahi jataWoh shakhas nahi na us ki koi chiz yahan haiUs shakhas ka mosam e hijar kion nahi jataYeh tu bahut mushkil hai ke woh muj ko pehchaneyUs se mil jane ka phir dar kion nahi jataMehboob mera jab dekhna chahta hai tamashaDushman mein to Aneel phir ghir kion nahi jata..

Bana gaya hai diwana ek shawab tumhara,Jaga hoon to yad tumhari soya hoon to khwab tumhari.Apne haathon se yun chehre ko chupate kyun ho,mujh se sharmate ho toh yun samne aate kyun ho,Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa,pyaar karte ho toh phir pyaar chupate kyun ho.Use Mat Dhoondho Jo Aapke Paas Nahi,Kya Faida Uske Intezaar Mein Jiski Koi Aas Nahi,Sirf Ek Baar Halke Se Nazar Utha Ke To Dekho,Shayad Koi Aapki Ek Jhalak Ke Liye Bekarar Ho.Jami Kagaj ki ban jaye samander raushnai ka,Fir bhi jikar na ho paye sanam teri bewafai ka.Garibi tod deti hai jo rishte khash hote hai,Paraye bhi apne hote hai jab paise pas hote hai.Pyar main suda karne ki aadat hai in amiron ki,Le leti hain jan hum jaise garibon ki.Saja jo mere name likhi thi wo kisi ki jindgi se judi hui thi,Usne jo batai raste wo hathkadiyon se bhari hui thi.Surat na dekhkar kab tak sabar karun ? AankheTo band kar lu, iss dil ka kiya karun.

Bana gaya hai diwana ek shawab tumhara,Jaga hoon to yad tumhari soya hoon to khwab tumhari.Apne haathon se yun chehre ko chupate kyun ho,mujh se sharmate ho toh yun samne aate kyun ho,Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-vafa,pyaar karte ho toh phir pyaar chupate kyun ho.Use Mat Dhoondho Jo Aapke Paas Nahi,Kya Faida Uske Intezaar Mein Jiski Koi Aas Nahi,Sirf Ek Baar Halke Se Nazar Utha Ke To Dekho,Shayad Koi Aapki Ek Jhalak Ke Liye Bekarar Ho.Jami Kagaj ki ban jaye samander raushnai ka,Fir bhi jikar na ho paye sanam teri bewafai ka.Garibi tod deti hai jo rishte khash hote hai,Paraye bhi apne hote hai jab paise pas hote hai.Pyar main suda karne ki aadat hai in amiron ki,Le leti hain jan hum jaise garibon ki.Saja jo mere name likhi thi wo kisi ki jindgi se judi hui thi,Usne jo batai raste wo hathkadiyon se bhari hui thi.Surat na dekhkar kab tak sabar karun ? AankheTo band kar lu, iss dil ka kiya karun..

Suraj dhal gaya andhera hone laggaPhir kyun tumhari yadon mein mera dil khone laggaAbhi tak to hans raha tha ye dilKyun raat aate hi rone laggaKyun teri yaad aate hi ye bechain hone lagga.Na jane kab ayegi phir vo baharJab sunane ko milegi teri vo meethi fuhaarNa jane kab sath dega dobara ye tutta hua saajJab dobara sunane ko milegi teri meetthi awazNa jane kab ayegi vo raatJab milane ko mere sang tere dil mein bhi utthegi aagNa jane kab hoga dobara tera man bechainKab dekhane har pal apne biccchude mehboob ko tarsenge tere nainIs dharati is gagan par char dishaoon ka pehara haiDil mein mere kyun ek jakham gahra haiKyun har pal meri ankhon kea age tera hi chehara haiKyun vash mein nahien hain mere ye jajbaatKoi to bata de aisa kya hua hai mere dil ke sath.Kab laut ke ayenge phir vo dinJab jiya nahien jayega tumse mere binNa jane kab ayegi vo raatJab tumhari yaad aur tanhai ki jagahTum khud hi hogi mere sath.

Kabhi hamare sabse karib ho jaate hai humse khafa,Khata ki humne, lekin aisa bhi kya ruthna,Chahte hai unhe dil-o-jaan se, bas itni si guzaarish ki,Sun to let eek baar hamari bhi,Phir chahe bewaafa hi kyon na kehna…Kitne saalon baad humne phir kisi se pyaar kiya,Pyaar ka izhaar karke, humne ikraar kiya,Lagta hai hamari lakeeron mein sirf dhoka likha hai,Jisse chaha, wahi phir se dard de gaya…Jaise suraj ke bina nahi hogi roshni ki kirne,Jaise raat ke bina nahi hoga chaand,Jaise baadlon ke bina nahi hogi bearish ki boonde,Jaise sagar ke bina nah hogi laherein,Jaise seep ki bina nahi hoge moti,Jaise majbooriyon ke bina nahi hogi judai,Jaise pyaar ke bina nahi hogi bewaafai,Jaise jazbaaton ke bina nahi hoti hai shayari,Aap samaye hamare dil mein is kadar,Jaise aapke bina hai hamari zindagi mein sirf tanhaayi…hi..hope u like these..waiting for your comments..Always Keep Smiling.Sincere Regards.

Mai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiMujh ko raton ki siyahi ke siwa kuch na milaMai wo nagma hon jise pyaar ki mahfil na miliWo musafir hon jise koi bhi manzil na miliZaqam paye hain baharon ki tamanna kit hiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiKisi gaisu kisi anchal ka sahara hi nahiRaste mai koi dhandla sa sitara hi nahiMeri nazron ne nazaron ki tamanna ki thiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiDil me nakam ummidon ke basere payeRoushi lene ko nikla to andhere payeRang aur noor ke dharon ki tamanna ki thiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiJo baat tujh me hai teri tasweer me nahiRangon me tera aks dhala na to dhal sakiDilbar se pyaar ke shararon ki tamanna ki thiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiDuniya me koi cheez nahi hai teri tarahPhir ek bar aaja samene mere kisi tarahApne sanam se mine bahanon ki tamanna ki thiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiPoet :saher loudhiyanwi

Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu haiHar saans ke sath tera hi naam aata kyu haiTu kitna bhi mujhse talkh e talluk rakhleZikr phir bhi tera meri zaban pe aata kyu haiYuh to hai kayi fasle tere mere bichLgata phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu haiTeri furkat main tadapne ki ho chuki hai adat meriTere dur hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu haiYe jaanti hu ke tujhko nahi mohabbat mujhseMagar phir bhi lab pe mere tera hi naam aata kyu haiHai yaqeen tujhko paana na hoga mumqeen mere liyeYe dil phir bhi roz umeed ki shama jalata kyu haiMehsus ki hai berukhi teri baato mian kayi baar maineLehjo wo phir bhi tera mujhko itna bhata kyu haiHai khabar mujhko nikalega tu meri chahat ka janaza ek dinMann mera phir bhi tere khwab sajata kyu haiGar bichad na hi hai to khuda humko milata kyu haiKAMSIN ko akhir wo itna satata kyu haiDil mera tujhko itni shiddat se chahta kyu haiHar saans ke sath tera hi naam aata kyu hai.

Ye dil tujhe itni shiddat se chahta kyu haiHar saans ke sath tera hi naam aata kyu haiTu kitna bhi mujhse talkh e talluk rakhleZikr phir bhi tera meri zaban pe aata kyu haiYuh to hai kayi fasle tere mere bichLgata phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu haiTeri furkat main tadapne ki ho chuki hai adat meriTere dur hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu haiYe jaanti hu ke tujhko nahi mohabbat mujhseMagar phir bhi lab pe mere tera hi naam aata kyu haiHai yaqeen tujhko paana na hoga mumqeen mere liyeYe dil phir bhi roz umeed ki shama jalata kyu haiMehsus ki hai berukhi teri baato mian kayi baar maineLehjo wo phir bhi tera mujhko itna bhata kyu haiHai khabar mujhko nikalega tu meri chahat ka janaza ek dinMann mera phir bhi tere khwab sajata kyu haiGar bichad na hi hai to khuda humko milata kyu haiKAMSIN ko akhir wo itna satata kyu haiDil mera tujhko itni shiddat se chahta kyu haiHar saans ke sath tera hi naam aata kyu hai.

Mere daman me jo khusiya hai to kya gum haiEk tu hai jindagi me to ye duniya bhi kum haiWo log jo chahato ko nahi samajhte haiYe kasoor unka nahi ye jamane ka brahm hai______ — – - – - – -_______- – - – - – - ________Mar ke bhi jeete hai kuch log yahaJo agar jeete hai ko jeete hai kahaTumne nahi dekha jamane ka dos kyaMat ja tu udhar ki yahi hai tera jaha____- – - – -______ – - – - – -______ – - – -______wo jami hai to mai bhi aasma huwo gali hai to mai bhi karwa huwo jaye to sahi mere didar binawo sahil hai to mai bhi dariya huRok lunga use aur aage kahi na jane dungaJakar ke baho me na use sharmane dungaJo deedar hoga to sirf nazro se nazro kaNa huwa jo ye to use hi aag lagane dunga_____- – - – - – -________- – - – - ________Ek Farmaish agle din ke liye ..Mujhse wo ansu nahi dekhe jaateCOMING SOON TO YOU

Hamari Tamanna Thi Mahobbat Mein Ashiyan Banane Ki,Bana Chuke To Lag Gayi Nazar Zamane Ki,Usi Ka Karz Hai Jo Aaj Hain Aankhoo Mein Aasoon,Aashiyan Bana Ke Saza Mili Hai Muskurane Ki`Meri Band Aankhoin Ka Saccha Kwaab Ho Tum,Meri Tanhaio Ke Sawalo Ka Javab Ho Tum,Ab To Khudai Bhi Ruth Jaye To Gum Na HogaMeri Duniya, Kaynaat Mera Chaand Ho Tum`Teri Nasili Nigaho Ki Garmi Pathar Ko Bhi Pighla De,Tere Husn Ki Ek Jhalak Kitne He Tajmahal Banva De,Bheegi Saanse,Sone Sa Rang,Aadao Main Naster Hain TereInsaan To Kya Tu Farishto Ka Bhi Imaan Dagmaga De`Jaan Se Bhi Zyada Unhe Pyar Kiya Karte The,Yaad Unhe Din Rat Kiya Karte The,Ab Un Raho Se Guzra Nahi Jata,Jaha Baith Kar Unka Intezaar Kiya Karte The`Koi Jagah Na Thi Dil Mein Mohabbat Ke Liye,Aapki Nazar Giri Toh Jagah Ho Gayi,,,,,Bure Zamaane Mein Achha Bankar Jeene Ki,Hume Maut Ki Sazaa Ho Gayi,,,,,,,Zindagi Humaari Hai Har Pal Dhalti Shaam,Chehra Aapka Dekha Toh Subha Ho Gayi.

Teri aankh mein jo nami si chai hai wo mere dur hone ki gavahi hai yaad itna na kiya karo mujhe hichki le le kar meri jaan pe ban ati hai.`Laut Jati Hai duniya gam hamara dekhakar,jaise Laut jati hai lehren kinara dekhkar,tu kandha na dena mere janaze ko,kahi fir Zinda na ho Jau tera sahara dekhkar..`Mangi thi duaa aasiyane ki, chal padi aandhiya jamaneki.Aapka gam to koi samajh na saka, Kyonki aapki aadat hai gamo me bhi muskurane ki .`Apani Apani Shakh Hai,Apane Apane NeeD,Na Jaane Phir Kisliye,Bhaag Rahi Hai BheeD.`Aub ham kisi ki mohhabat nahi , sirf matam kharida karte hai, aub hum kisi se pyar nahi sirf muhabat mitane ka hi souda karte hai.`SItamgar kasme hota to, tuje apne gum ki asuo me dobaye rhata, me kisi aur ki majhab par na pahuch kar teri hi yad me koya rhata. ..`Lahar kitni machli, kinaro se puchiye. Rut kiti dhali, sitaro se puchiye. kya batayegi dagar , kya batayege barati, dulhan kitni siski kaharo se puchiye.

Meri Zindagi Hai Wo.!!!Mujhey lagta hai aisa kabhi kabhiJaisy woh ajnabi larkiMujh sey pyar karti haiMujhey chahti haiAkser yunhi chup chup kerDekhti hai, janey kiya sooch kerNazrein chura jati haiKuch ghabra si jati haiApney aanchal ko hawaoon k zoorper lehrati haiMehsoos mujhey yeh hota hai kShayad mujhey woh bohat chahti haiMujhey aisa ehsas dilati hai jesayWoh mujh sey kuch kehna chahti haiMeray pochnay per kuch sharma si jati haiKuch ghabra si jati haiSuniyey” keh kar bhaag jati haiAjnabi larki shayad pyaar karti hai MIR seyAesa mehsoos hota hai janey kiyon mujheyDil bhi kitna pagal haiKiya kiya sochta rehta haiKuch masoom sey jazbey hainKuch undekhey sapney hainMager woh nahin janti MIR.!!!Meri Zindagi Hai WoTaskeen se dil ko hoti hai, Jub mazi ke yaad atii haiEhsaas judai ka hota hai, Jub sari duniya soti haiJub sin mein suraj hota hai, Jub raat mein chand hota jaiIs waqat mujhey yaad atey ho, Is waqat mujey tarpate ho

Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne,Khud bula ker phir sataya hai kisi ne,Jab tak jali hai shama jalta raha parwana,Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi neArmaan mere raiza raiza hogaye hain,Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne,Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye ga,Dil is tarah say aaj jalaya hai kisi ne,Dil rota hai raat bhar yaad kar k kisi ko,Is tarhan ulfat main zakham khaya hai kisi ne,Sangdil jo tha aaj woh bhi ro parhaUs ko bhi tarpaya hai kisi ne..Kareeb mout khari hay zara thair jaoQaza se aankh lari hay zara thair jaoThaki thaki si fazayen bohjal bohjal se tareBari udas ghari hay zara thair jaoNaheen umeed k hum aaj ki saher dekheenYeh raat hum pe kari hay zara thair jaoAbhi na jao k taroon ka dil dharakta hayTamaam raat pari hay zara thair jaoDamfraq main tumain je bhar kar dekh to lainYeh fasle ki ghari hay zara thair jaoPhir is k baad na hum tum ko rokain geLaboon pe saans ari hay zara thair jao…!

Meri Zindagi Hai Wo.!!!Mujhey lagta hai aisa kabhi kabhiJaisy woh ajnabi larkiMujh sey pyar karti haiMujhey chahti haiAkser yunhi chup chup kerDekhti hai, janey kiya sooch kerNazrein chura jati haiKuch ghabra si jati haiApney aanchal ko hawaoon k zoorper lehrati haiMehsoos mujhey yeh hota hai kShayad mujhey woh bohat chahti haiMujhey aisa ehsas dilati hai jesayWoh mujh sey kuch kehna chahti haiMeray pochnay per kuch sharma si jati haiKuch ghabra si jati haiSuniyey” keh kar bhaag jati haiAjnabi larki shayad pyaar karti hai MIR seyAesa mehsoos hota hai janey kiyon mujheyDil bhi kitna pagal haiKiya kiya sochta rehta haiKuch masoom sey jazbey hainKuch undekhey sapney hainMager woh nahin janti MIR.!!!Meri Zindagi Hai WoTaskeen se dil ko hoti hai, Jub mazi ke yaad atii haiEhsaas judai ka hota hai, Jub sari duniya soti haiJub sin mein suraj hota hai, Jub raat mein chand hota jaiIs waqat mujhey yaad atey ho, Is waqat mujey tarpate ho

Suraj dhal gaya andhera hone laggaPhir kyun tumhari yadon mein mera dil khone laggaAbhi tak to hans raha tha ye dilKyun raat aate hi rone laggaKyun teri yaad aate hi ye bechain hone lagga.Na jane kab ayegi phir vo baharJab sunane ko milegi teri vo meethi fuhaarNa jane kab sath dega dobara ye tutta hua saajJab dobara sunane ko milegi teri meetthi awazNa jane kab ayegi vo raatJab milane ko mere sang tere dil mein bhi utthegi aagNa jane kab hoga dobara tera man bechainKab dekhane har pal apne biccchude mehboob ko tarsenge tere nainIs dharati is gagan par char dishaoon ka pehara haiDil mein mere kyun ek jakham gahra haiKyun har pal meri ankhon kea age tera hi chehara haiKyun vash mein nahien hain mere ye jajbaatKoi to bata de aisa kya hua hai mere dil ke sath.Kab laut ke ayenge phir vo dinJab jiya nahien jayega tumse mere binNa jane kab ayegi vo raatJab tumhari yaad aur tanhai ki jagahTum khud hi hogi mere sath.Vikrammissing u very much