Jab dekha unhone tirchhi nazar se,to hum madhosh ho gaye,Par jab pata chala ki nazare hi tirchhi hai,to hum behosh ho gaye…—————————————-Ab Jab ghire Baadal, Teri Yaad aayiJhoom ke barsa Saawan, Teri Yaad aayiBheega main, lekin phir bhi teri Yaad aayiKyon na aaye teri yaad?Tune jo chatri ab tak nahi lautai…—————————————-Lal diwar par chune se likha tha ghalib neLal diwar par chune se likha tha ghalib neYahan likhna mana hai.—————————————-Unki gali ke chakkar kaat kaat kar,Kutte bhi hamare yaar ho gaye,Wo to hamare ho na sake,Hum kutton ke sardar ho gaye—————————————-Na woh inkaar karti haiNa woh ikraar karti haiKAMBAKHT mere hi sapno mein aakarMere dost se pyaar karti hai.

Watan hamara to aik gulshan hayAur kyari hamari AazadiIs pe Tan Man nisar ho ApnaHum ko jaan say hy pyari AazadiIs k Khaitoon Khalyanoon Shehroon mainIs ky drya behti nehroon MainGoonjta hay sirf nara-e-AkbarIs pe takya hay sari AazadiQaim iska waqar rakhna hayAur yeh aitbar rakhna haySada lagay gi dushmanoon k seenoon peBn k aik zarb kari AazadiIqbal ka dlnasheen khayal hay yehJohad Quaid ki aik misal hay yehAur shaheedoon k khoon ka tohfaHum pe hay qarz bhari AazadiWatan si koi baat kaheen aur nahi hayGulshan si koi baas kaheen aur nahi hayJugnoo k chamknay k liya sirf raat hay kafiKhilnay k liya phooloon k barsat hay kafiAazadiya izhar ki sooghat hay kafiAik honay ka ahsas kaheen aur nahi hayDolat ki gerchah yahan farawani nahi hayPunjab ka pr aur kaheen pani nahi hayQuaid kisi aur jagah bani nahi hayYeh pyar yeh ikhlas kaheen aur nahi hayDherti bhi aik jesi Aakash bhi hay wesaPhooloon ki rango boo ka libas hay aik jesaSeep main hain mooti almas aik jesaApnoon ka yeh aflas kaheen aur nahi hay

Hmm Hmm Hmm Hmm HmmDe Re NaLog Kehte Hai Main Sharaabi Hoon (2)Tum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye HaanLog Kehte Hai Main Sharaabi HoonKissi Pe Husn Ka Guroor Jawaani Ka NashaKissi Ke Dil Pe Mohabbat Ki Rawaani Ka NashaKissi Ko Dekhke Saanso Se Ubharta Hai NashaBina Piye Bhi Kahin Hadh Se Guzarta Hai NashaNashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao ZaraKisse Hai Hosh Mere Saamne To Laao ZaraNasha Hai Sab Pe Magar Rang Nashe Ka Hai JudaKhili Khili Hui Subah Pe Hai Shabnam Ka NashaHawa Pe Khushbu Ka Baadal Pe Hai Rimjhim Ka NashaKahin Suroor Hai Khushiyon Ka Kahin Gham Ka NashaNasha Sharaab Mein Hota To Naachti BotalMaikade Jhoomte Paimaanon Mein Hoti HulchulNasha Sharaab Mein Hota To Naachti BotalNashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao Zara (2)Log Kehte Hai Main Sharaabi Hoon (2)Tum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye HaanLog Kehte Hai Main Sharaabi HoonThodi Aankhon Se Pilaa De Re Sajni Deewaani (2)Tujhe Main (2)Tujhe Saanso Mein Basaa Loonga Sajni DeewaaniTujhe Naulakhaa Manga Doonga Sajni Deewaani (2)–

Shayriana mehfil mein aap sub ko humara salaamShukriya un yaaron ko jino nay pasand kiya mera pehle kalaam (seriously thanksfor all those who replied to Dil hai ke manta nahin)abh toh bus hum liktay ja-ingaydost agar yun hi miltay ja-ingay!Kal Ho Na HoKal ho na ho..aaj pyar kar lo‘I Love You’.jaa kar use keh do‘yes’.. ya phir milay ga tume.. ‘no’‘no’..mila toh use bhar bhar apnay pyar ka yakin dowaqt ka kiya hai.woh toh chalta hai rukta nahinsacha pyar hai toh .woh jukhsakta nahinJab pyar hai toh use izhaar bhi karosab kuch us ek jaanaman par hee nisaar karochup na raho saree duniya se jaa kar larowoh agar tume mila nahindost toh lakh milagay..par PYAR nahinRahe jaogay akeelay boht. thora tanhaban ke ekh kora panhajaise chand ke bina bhi sitare chamktay rehay gaywaise dard-a judaai ke diyah barso talak jaltay rehay gayis ghum se mera yaaron door rahoisliya kehta hoon baath meri man loKal Ho Na Ho..aaj pyar kar lo‘I Love You’.jaa kar use keh do..

Hello Friends..Can you help me to find.???Do try..!!———Ik aisi ladki mil jaye kahinjo dikhne main ho itni haseenchehra uska ho khila khilajaise chand mujh ko ho milaladki wo sub se alag homere sapnoon ki wo pari hojuldi se khatam ho jaye meri talashab to bus yehi khuaish hai ke kashladkian to bari deekhin hain magarrukti nahi kisi pe ye nazarlagta to nahi ke mile gi bhi kabhimagroor to hain ye mashoor sabhijo ladki mere khuwabon main aati haisaar saari raat mujhe jagati haitubhi to subha kaam se der hoti haiboss ki bhi phir dant sunni parti haiBus ab to nahi hota mujh se intizaarjo hai hi nahi kyon rahoon uske liye beqaraaryehi keh ke dil ko tasalli deta hoonmagar phir bhi najane kyon udaas hoonlagta hai koi jadoo kar gaya hai mujh parwarna ladkian to pehle bhi marti theen hum partheek hai kal pehli ladki ko pataon gahota hai jo ho jai le ke bhaag jaon gamaine ek bedaag chand dekha hai jameen per,shayad wo parchayee thi mere mehboob ki jameen per.————Thaks..Amjad

Ye dua hai aatish-e-ishq mein tu bhi meri tarah jala kare,Na ho khushi naseeb tujhe tere dil mein dard utha kare,Tere saamne tera ghar jale tera bas chale na bujha sake,Tere dil se nikle yahi dua ke na ghar kisi ka jala kare.Har nami me kuch kami tho rahegi,Aankhe kuch shabnami tho rahegi,Zindagi ko hum kitna bhi savare,Bin aapke kuch kami tho rahegi.Humse Apna Ghar Kisi Tarah Sajaya Na Gaya,Jindgee Tujhko Bhi Mehmaan Banaya Na Gaya,Laakhon Dilchaspi Ke saaman Thye Duniyaan Me Magar,Ek Lamha Bhi Tujhe Dil Se Bhulaya Na Gaya.Kabi yaadein kabi sapne suhane bhej deta haymujhe aksar wo yadon k khazane bhej deta hyMe jab guzre dino ki talkhiyon ko bhool jata hunmujhe phir koi beetay zamane bhej deta hykabhi qasmein kabhi ehd-e-wafa ka hosla dey karmujhe wo zinda rehne k bahane bhej deta hay..!Main hi thaam sakun haath unka,Mujh pe itni ibaadat si karde,Wo reh na paaye ek pal bhi mere bina,Aye khuda tu unko meri aadat si kardeItnay majboor hain taqdeer k Hathon..Na Usay panay ka Hosla hai,Na usay khonay ka zarf

Zamaane ke dar se teri Tasveer toilet mein chhupa rakhi hai !!Baar baar deedaar ho tera is liye julaab ki goli bhi kha rakhi hai !!!!Macchhar ne mujhe kaata Macchhar ko junoon tha !Khujli fir aisi machi ki dil besukoon tha !!Humne use pakda aur fir chhod diya gaalib !!!kambakht ki ragon mein apna hi khoon tha !!!!Pyar ki raah mein hum aur tum yun kho jayengeGar haath bhi rakha to ehsas na hogaHumara dil to tumne le liya hai sanamTumhara dil bhi tumhare paas na hogaAur bhi cheezein bahut see lut chuki hain dil ke saathYe bataya doston ne ishq furmaney ke baadIs liye kamre ki ek ek cheez “check” karta hoon mainEk tere aaney se pehley, ek tere jaaney ke baadBalti mein bhar bhar ke paani tera aks daikhta hoonBalti hila hila ke tera raqs daikhta hoonJab kaha tha aao to aate na theBin kahe aab bar bar aane lageYa kabhi wo berukhi, ya ye karamsaath ab bacchhon ko bhi lane lageDuniya Se Jo Dare, Usye Kayar Kehte Hain !Duniya Jis se Dare, Usye Shaayar Kehte Hain !!Biwi Se Jo Dare, Usye Shohar Kehte Hain !!!

Tu hai meri subha mein tu hai meri raton mein !Tujse aur kya kahun tu agar hai to main qush hoon !Sirf waham hai mera ya ke tera jadoo hai !Har waqt mere qayalon mein tu chali atihai !Lagta hai ke phoolon mein sirf teri qushbu hai !Phir bi dil udaas hai tere ishq mein………..!Lamha lamha tere bin zindagi adhuri hai !Tujko khoke jana hai kitni tu zaroori hai !Chand tare dekho to ye bhi nazar ata hai !Kahkashan ke raste mein tera ghar bhi ata hai !Phir bi dil udaas hai tere ishq mein………..!Har phool ki ajab kahani hoti hai .!Chup rehna bhi pyar ki nishani hai .!Kahi koi zakahm nahi hai .. phir bhi koi dard ka ehsaas hai ..!Lagta hai dil ke ek tukda aaj bhi us ke paas hai…!!Phool khilte hai Baharon ka sama hota hai !Aise mausam me hi ti pyaar jawan hota hai !Dil ki baton ko hoton se nahi kahte !Ye afsana to nigahon se bayan hota hai !Zindagi Jine ki qabil nahoti..!Agar qudane duniya banayi na hoti..!Koi mauth ki tamanna na kartha..!Agar Mohabbat mein Bewafai na hoti..!!