Bijliiyaan aksar vo giraate raheAashiyaane hum bhi banaate rahe- – - – - – - – - – - – - – - –Kitni mujhko aap se umeede thiKitnaa aap mujh ko rulaate rahe- – - – - – - – - – - – - – - –Dekhta raha main ek phool koKhayaal mujhko aapke aate rahe- – - – - – - – - – - – - – - –Aapke dil ko Khuda humne kahaAap mere dil ko dukhaate rahe- – - – - – - – - – - – - – - –Kaati is tarah se humne zindagiDiye jalaa-jalaa ke bhujhaate rahe- – - – - – - – - – - – - – - –Hum bhi sun ke an-suni karte raheSamjhaane waale humko samjhaate rahe- – - – - – - – - – - – - – - –Dil gawaya barson pehle ishq meinJaan se bhi aaj hum jaate rahe- – - – - – - – - – - – - – - –Duniya deewana kahegiYuh hi agar share hum sunaate rahe.- – - – - – - – - – - – - – - –

Ek arsa huwa kisi ko pasand aye huye”Riyaz” teri ankhon me samaye huye.Sher ab na kahiye ke hai faqat ye kuchJo aaj hai kisi ko is kadr uljhaye huye——————————- – - – - –Maaf karna hume agar gustakhiya ho jaye,Hum hosh me nahi hum hai kabziyae huye—————————— – - – - – -Ja ko agar takalluf na ho kisi bhi cheez kaTo farmaya ke hum tere ghar se aye huye—————————- – - – - – - –Manzar kuch is kadar na ho ke tufaan aa hi jayeTeri tuti huyi tasveer ko seene se hai lagaye huye————————– – - – - – - – - -Afsos ke kuch pal to kaat diye maine tere sath sathKe ab chale kahi aur hum ‘paimane’ larkharaye huye———————— – - – - – - – - – -Mukaddar ye nahi ke juda ho rahe hai hum,Mukaddar ye ke dhago se hum hai hilaye huye.

Chiraagon ki roshni jab zara hili,laga tumhari ek aahat si mili,jaake dekha jab dar pe,to phir wahi kafir hawa mili..`Teri ulfat ko kabhi nakam na hone dengeteri DOSTI ko kabhi badnam na hone dngemeri zindagi me Suraj nikle na nikleteri zindagi me kabhi sham hone na denge`Wafa Me Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,Woh Sach KaheNaKahe Aetabar Karna Hai.Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua,Mujhe Tau Khair Tera Intezaar Krna Hai.`Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani LikhnaKaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna.Yeh Bhi Likhna K Mere Hont Hansi Ko Tarse,Umer Bhar AnkhSe Behta Raha Pani Likhna.`Dard se dosti ho gayi yaaron,Zindagi bedard ho gayi yaaron.Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,Door tak roshni to ho gayi yaaron..`Dilo ko khridne wale hazar mil jayege,aap ko daga dene wale bar-bar mil jayege,milega na aapko hm jesa koi,milne ko to dost beshumar mil jayege.`And this one my favourite:Manzile bhiuski thi, Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha, Kafila bi uska tha..Sath-Sathchalne ki sochbi uski thi, Fir raastabadalne kafaisla bhi uska tha.Aaj kyo akelahoon, Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha..?

Chiraagon ki roshni jab zara hili,laga tumhari ek aahat si mili,jaake dekha jab dar pe,to phir wahi kafir hawa mili..`Teri ulfat ko kabhi nakam na hone dengeteri DOSTI ko kabhi badnam na hone dngemeri zindagi me Suraj nikle na nikleteri zindagi me kabhi sham hone na denge`Wafa Me Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,Woh Sach KaheNaKahe Aetabar Karna Hai.Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua,Mujhe Tau Khair Tera Intezaar Krna Hai.`Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani LikhnaKaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna.Yeh Bhi Likhna K Mere Hont Hansi Ko Tarse,Umer Bhar AnkhSe Behta Raha Pani Likhna.`Dard se dosti ho gayi yaaron,Zindagi bedard ho gayi yaaron.Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,Door tak roshni to ho gayi yaaron..`Dilo ko khridne wale hazar mil jayege,aap ko daga dene wale bar-bar mil jayege,milega na aapko hm jesa koi,milne ko to dost beshumar mil jayege.`And this one my favourite:Manzile bhiuski thi, Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha, Kafila bi uska tha..Sath-Sathchalne ki sochbi uski thi, Fir raastabadalne kafaisla bhi uska tha.Aaj kyo akelahoon, Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha..?

Chiraagon ki roshni jab zara hili,laga tumhari ek aahat si mili,jaake dekha jab dar pe,to phir wahi kafir hawa mili..`Teri ulfat ko kabhi nakam na hone dengeteri DOSTI ko kabhi badnam na hone dngemeri zindagi me Suraj nikle na nikleteri zindagi me kabhi sham hone na denge`Wafa Me Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,Woh Sach KaheNaKahe Aetabar Karna Hai.Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua,Mujhe Tau Khair Tera Intezaar Krna Hai.`Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani LikhnaKaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna.Yeh Bhi Likhna K Mere Hont Hansi Ko Tarse,Umer Bhar AnkhSe Behta Raha Pani Likhna.`Dard se dosti ho gayi yaaron,Zindagi bedard ho gayi yaaron.Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,Door tak roshni to ho gayi yaaron..`Dilo ko khridne wale hazar mil jayege,aap ko daga dene wale bar-bar mil jayege,milega na aapko hm jesa koi,milne ko to dost beshumar mil jayege.`And this one my favourite:Manzile bhiuski thi, Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha, Kafila bi uska tha..Sath-Sathchalne ki sochbi uski thi, Fir raastabadalne kafaisla bhi uska tha.Aaj kyo akelahoon, Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha..?

Kanto main phulonko khilte hue dekha hai,Tufano main kashtiyonko sambhalte hue dekha hai,Andhero ko ujalon main dhalte hue dekha hai,Hamane waqt ke saath logo ko badalte hue dekha hai,Kanto main phulo ko.Jab jab bhi aaye kisi ki yaad,jiske bina dil rahetatha hardam udas,jab wo aakar mila bahot dino ke baad,Tab aasuonko bhi kushiyonmain badalte hue dekha hai,Kanto main phulo koApne haq ke liye bar bar insano ko ladate hue dekha hai,Hamane kai acche logonko buri sangat main padate hue dekha hai,Budhe lachar Maa Baap se jawan bete aur bahu ko,zagadate hue dekha hai,Banate bante kam ko kai bar bigadate hue dekha hai,Kanto main phulo koHamane kai baar apne matalab ke liye,khun ke rishton ko bhi tutate hue dekha hai,Apni jeb bharne ke liye dusro ko lootate hue dekha hai,Aur pakade jane par choro-jebkataronko marte dum tak,pitate hue dekha hai,Apne hi desh ke logonko dharm aur jati ke naam pe,batate hue dekha hai,Kanto main phulo ko.BHARAT DESH hai hamara,Jag main hai sab se pyara,jab jab bhi kabhi ispar aanch aayee kisiki,Tab tab desh ke shur-veer jawano ko,Matrubhumi ki raksha main Amar hote hue dekha hai.JAI HIND JAI BHARAT

Ek arsa huwa kisi ko pasand aye huye”Riyaz” teri ankhon me samaye huye.Sher ab na kahiye ke hai faqat ye kuchJo aaj hai kisi ko is kadr uljhaye huye——————————- – - – - –Maaf karna hume agar gustakhiya ho jaye,Hum hosh me nahi hum hai kabziyae huye—————————— – - – - – -Ja ko agar takalluf na ho kisi bhi cheez kaTo farmaya ke hum tere ghar se aye huye—————————- – - – - – - –Manzar kuch is kadar na ho ke tufaan aa hi jayeTeri tuti huyi tasveer ko seene se hai lagaye huye————————– – - – - – - – - -Afsos ke kuch pal to kaat diye maine tere sath sathKe ab chale kahi aur hum ‘paimane’ larkharaye huye———————— – - – - – - – - – -Mukaddar ye nahi ke juda ho rahe hai hum,Mukaddar ye ke dhago se hum hai hilaye huyeAllah Hafiz..

Mere Marne ke baad aey dost aansoo mat bahana.agar yaad aaye meri to seedhe upar chale aana.Agar waha me na dikhu to samajh lena tu narak me hai.Arz hai unki galiyon ke chakkar kaat kaattekutte hamare yaar ho gaye,wo to hamare na ho sake par humkutton ke sardar ho gaye.Dil k dard ko zuba par laate nahi,hum apni aankhon se ansu bahate nahi,Zakhm chahe kitne hi gahre kyo na ho,hum DETTOL k siva kuch laagate nahi.Tum paas hot to tujhpe pyar aata hai,Tum door ho to tera intezaar satata hai.Kya kahe is dil ki haalat ki,Tujhe yaad kar karke hume bukhaar ho jaata hai.Amiri ke khwab Dekhne laga,Angreji Sharab Chakhane laga,Baap ne kabhi Pager nahi dekha,aur beta Mobile rakhne laga!!!Mandir mein jap karta hoon,Masjid mein adab karta hoon,insan se kahin bhagwan na ban jaunisliye roz tujhko SMS karke pap karta hoonHotho se jo choo liya,Ehsaas Aab tak hai,Aankhe Nam hai, Aur sanso mein Aag aab tak hain.Aur kyo na ho. Khayi Bhi to ‘HARI Mirchi.’hai.Andhe ke hath me “TORCH”,Bahare ke hath me “RADIO”,Gunge ke hath me “MIKE”,AUR AAP KE HATH ME “MOBILE”WAH WAH Kya Jamana Aaya hai!!!*

Wafa Me Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,Woh Sach KaheNaKahe Aetabar Karna Hai.Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua,Mujhe Tau Khair Tera Intezaar Krna Hai.Khwabo main ayenge SMS ki tarah.Dil main bas jayenge ring tone ki tarah,ye yari kabhi kam na hogi balance ki tarah,sirf tum busy na hona network ki tarah.Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani LikhnaKaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna.Yeh Bhi Likhna K Mere Hont Hansi Ko Tarse,Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.Dard se dosti ho gayi yaaron,Zindagi bedard ho gayi yaaron.Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,Door tak roshni to ho gayi yaaron..Dilo ko khridne wale hazar mil jayege,aap ko daga dene wale bar-bar mil jayege,milega na aapko hm jesa koi,milne ko to dost beshumar mil jayege.Susti bhare jism ko jagate kyo nahi,uth kar sabke saamne aate kyo nahi,msg bhi tumhara smell marta hai,thodi himmat karke NAHATE kyo nahi.And this one my favourite:Manzile bhi uski thi,Rasta bhi uska tha.Ek main akela tha, Kafila bi uska tha..Sath-Sath chalne ki soch bi uski thi,Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha.Aaj kyo akela hoon, Dil sawal karta hai,Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha..?

TO MY JAAN,Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai?Wo jo apna tha wahi aur kisi ka kyon hai?Ye hi dunia hai to aakhir eisi ye dunia kyon hai?Yahi hota hai to aakhir yahi hota kyon hai?Dil – E – Barbad se nikla nahi ab tak koi,Ek lute ghar pe diya karta hai dastak koi,Aas jo toot gai phir se bandhata kyon hai?Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai?Tum assaratt ka kaho ya ise gam ka rishta,Kahte hai pyaar ka rishta hai janam ka rishta,Hai janam ka jo ye rishta to badalta kyon hai?Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai?Ek jara hath bada de to pakad le daman,Uske sine mein sama jaaye hamari dhadkan,Itni kurbat hai to phasala itna kyon hai?Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai?Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai?Wo jo apna tha wahi aur kisi ka kyon hai?Ye hi dunia hai to aakhir eisi ye dunia kyon hai?Yahi hota hai to aakhir yahi hota kyon haifrom:- ur loveMujhe Sirf Tumhara hi intezaar hai,Warm Regards,(¨`·.·´¨) Always`·.¸(¨`·.·´¨) Keep Loving &(¨`·.·´¨)¸.·´ Keep Smiling !`·.¸.·´ —

Mahobbat Karnay Keh Bhi Khuch apne Andaaz Hotay Hain,Jaagti Aankhoon Main Bhi khoobsorat Khawaab Hotay Hain,Har Koi muskurakar Dekhe Yeh zarrori Tu Nahi,Hansti huyi Aankhoon Main Bhi Sailaab Hotay Hain..Aisi Dosti hamari ki dil chahye tu har safar har dagar me mile,mar bhi jau to pyar rahe kayam aur tu sath wali kabar me mile..Khayalo ko kisi aahat ki aas rehati hai,nighao ko kisi surat ki pyas rehati hai,tere bin kisi cheez ki kami to nahi,magar tere SMS bin tabiyat udas si rehati hai..Hame itna pyar mat karnaki duniya me mashhoor ho jayeaur na hi itna bewafa bananaki ham duniya ko chodne ke liye majboor ho jaye..Soch ko badlo sitare badal jayenge,Nazar ko badlo najare badal jayenge.Kashtiya badalne ki jarurat nahi,Dishao ko badlo KINARE badal jayenge..Ye chamakte sitare kis kaam keYe haseen nazare kis kaam keJise tufan se takrana acha lageUske liye kinare kis kaam ke.Hasne ke bad kyun rulati hai ye duniya?Jane ke bad kyun bulati hai ye duniya?Zindgi mein kya kasar baki thi,jo marne ke baad jalati hai ye duniya..Aaj fir se aakhein nam kyon hai ,Jise paya hi nahi use khone ka gam kyun hai ,Tumse milkar bichde to ehsas hua,ki Zindagi itni bedam kyun hai..

Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna,Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar Mat Karna,Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse Mohabaat Nahi,Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna…..!! !—————————————–Har hansi ko ikraar nahi kehate,har jagah baithne ko intezaar nahi kehate,yun to nazar milti hai hazaronse,har nazar ke milne ko pyaar nahi..—————————————–Kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage,Kitne benoor hain sapne hakikat ke aage,Koi ruki si dhadkan se puche,kitna tadapta hai dil mohabbat ke aage.—————————————–Kabhi to aasman se chand utre aur ek jaam ho jayeTumhare naam ki ik khubsurat haseen sham ho jayeUjale apni yadon ke hamare sath rehne deNa jane kis gali me zindagi ki sham ho jaye.—————————————–Khoobiyan itni to nahi hum mein,ki kisi ke dil mein ghar kar jayengepar bhoolna bhi aasaan na hoga,aisa kuch zaroor kar jaayenge….

“Bhoole Hai Rafta Rafta Unhe Muddaton Me HumKishtiyon Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye”Dil dhardknay ka sabab yaad ayaWo teri yaad thi ab yaad ayaAaj mushkil tha sambhlna ae dostto museebat main ajab yaad ayadin guzra tha bari mushkil sephir tera wada-e-shab yaad ayatera bhoola huwa peman-e-wafamer rahien gay ager ab yaad ayaphir koi log nazer se ghuzrayphir koi sheher-e-tarab yaad ayahaal-e-dil hum bhi sunatay lekinjab wo rukhsat huwa tab yaad ayabeth ker saya-e-gul main nasirhum buhat roye jab wo yaad ayaAap Agar Saath hote toh kyaa hotaHar Pal jaise jannat sa Ahesaas hotaNaa kuch mera naa tumhara hotaJo kuch hota ek duje ka hotaHar Pal jeene ka ek apna hi mazaa hotaKhushiyaa toh theek..Dard bhi hamare aage apne Ghootne tek detaAapki aahat pe yeh dil Be-chain hotaDil Khushiyo se jhoom uthh’taHar woh Lamha saath hotaJo sapno mei mera kaha soon’taWaqt aise toh kissi ke liye nahi ruktaPar hamare liye woh bhi Tham jaataHar pal mein waisa Ishq hotaJaise Shereen Farhaad ko har pal saath jode rakhtaAlag rehkar bhi unme woh pyaar JhalaktaHum saath rehte aur ye jag hamara pyaar dekhtaKhuda ko bhi is baat pe Faqhar hotaKe maine pyaar jaisa khoobsurat ehsaas banaya..

Dil Kay Rishtay Ajeeb Hotay HainKoi Koi Dil Kay Kareeb Hotay HainMeri Tanhai Ka Zikar Na Kiya KarApne Apne Naseeb Hotay HainTanha Tanha Kaisay Zindagi GuzarainSunlo..Sunsako Toh Tumko Anso PukarainDosti Dariya Hai, Dosti Kinara HaiDosti Duniya Mein Jenay Ka Sahara HaiDuniya Ne Ghum Sehnay Kay Tarekay Sekha DeayHumara Ghum Hadh Se Barha Toh Hum Muskura DeayKhelo Toofanon Ki Lehron Se, Kinaron Se NahiManzilain Milti Hain Himat Se Saharon Se NahiHar Ek Ko Buri Nazar Se Na DekhoKyon Kay Har Chehra Kisi Ka Mehbob HaiBadla Wafa Ka Dain Gay Badi Sadgi Se HumTum Humse Rooth Jao Gay Or Zindagi Se HumGham Zindagi, Gham Bandagi, Gham Do Jahan, Gham JadvanMeri Har Nazar Teri Muntazir,Teri Har Nazar Mera ImtihanEk Jhoonka Sar Shaam AyaMein Samjha Tera Pegaam AyaJub Koi Tumko Pyar Se Bulay GaTumko Ek Shaks Yaad Aay GaKyon Baat Baat Pe Mera Imtihan Letay HoTum Toh Meri Jaan Ho, Kyon Meri Jaan Letay HoKuch Or Toh Khuda Se Nahi Chahtay Hain HumTumse Juda Na Hon Buss Yeh Dua Mangtain Hain HumJudaion Ki Raaton Ka Khumar Baqi HaiWoh Aa Chuke Hain Magar Intezar Baqi HaiUmar Katay Gi Kisay Saif YahanRaat Katti Nazar Nahi AttiHum Aah Bhi Bhartain Hain Toh Ho Jatain Hain BadnamWoh Kataal Bhi Kardain Hain Toh Charcha Nahi Hota

Aap itraate bahut ho dil ko behlate bahut ho,Sochte hai apko Dinner per le jaye,Par kya kare hamara iraada badal jaata hai,Kyunki aap khate bahut ho.!!Apki ‘smile’ ne saara jahan hila diya,Apki ‘smile’ ne saara jahan hila diya,COMA se jaage huye mareez ko permanently sula diya.Ladka apni dilruba se pooch raha haiKya pyaar karna paap hai?Kya pyaar karna paap hai?Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai“Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai”Santa to doctor : Dr: when i sleep monkeys play football in my dream..Dr:no problem just take this medicine before sleep.Santa: kal se loonga aaj raat ko final hai.Apko paakar ab khona nahi chahate.Itna khush ho ker ab rona nahi chahate.Yeh aalam hai hamara aapki judai se.Aankho mein neend hai magar sona nahi chahate.Woh Zindagi hi kya jisme Mohabbat nahi,Woh Mohabbat hi kya jisme Yaadein nahi,Woh Yaadein kya jisme Tum nahi,Aur woh Tum hi kya jiske saath Hum nahi.Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha,Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,Gum dene wale to har pal hai yahan,Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha.Mitti ki anokhi murat ho tum,Zindagi ki ek zarurat ho tum,Phool to khubsurat hote hai,Phoolo se bhi khubsurat ho tum.