Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhainJo bhii kaho ge merii dukaan per wo paogeMaine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake haiBolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge`Kuch pal hote hain kuch pal k liyeji le inhe har pal k liyeYe waqt to ret ki tarah fissal jayegade jayega yaade umar bhar k liye.`Khuda se Scooter manga.. Car di;Apartment manga.. bangla diya;dost manga to tumhain diya..Khuda ne is bar aisa zulm kyoun kia`Ladka: Kaash in hasinaaon kay baap mar jayen’bahaana gam kaa hotahum inke ghar to aateaai murkh tere liye yeh bolna bhi paap hoga.… kisi din tu bhi kisi haseena kaa baap hoga !`Meeting you was fate, becoming your friend was choice,but falling in love with you was completely out of my control.`Chaand ko garoor haiki uske pass noor hai to kya huaMujhe bhi garoor haiki mera dost Langoor hai`Suna hai Yaad may hamari,kisi ko loose motion lag gaye hain….?Chalo Hain to ye bhi aansu,bas zara rasta bhatak gaye hain….`Shiyari Se Tujhe Koi Kam Nai,Tu Qatal B Karde Tu Tujh Pe Elzam NaiKabhi Tu Ayega Tu Mere Ghar Dawat KhanePalang Pe Lita K Na Choda Tu Mera Naam Nai.`Shraab dard ki dawa haiPeene se koi khraabi nahiDil ke dard se peete hainWaise hum Shraabi nahi…`Ladki: Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahiMohabaat ek se hoti hai, hazaron se nahiLadka: Chandni chand se hogi to sitaron ka kya hogaMohabbat ek se hogi to hazaron ka kya hoga.

Socho koi pagli thiAlbeli, anjaani deewaanisi…Ek pagli thi aur uski ek kahaani thiPaglapan hi jisse kho diya usneEk aisi roti hui si kahaani thiBarish ki us raat ki kahaani thiJahan barish na sirf aasmaani thiEk pagli aur uske toote dil kiEk roti hui si kahaani thiEk zindagi si kahaani thiBahut kuch paakar kho diyaEk jaani hui phir bhi anjaani kahaani thiHaan yeh pagli ki uske khoye hue paglepan kiEk roti hui si kahaani thiApne aaj ko badalti huiPhir bhi ateet ki kahaani thiKuch reh gayaa hain adhoora shaayadEk chubhti hui kahaani thiKuch dhoond rahi yeh pagli aaj bhiShaayad… kuch khoti hui kahaani thiKuch dard aaj bhi hain mehsoos kartiPoorani lekin phir bhi aajsi kahaani thiSocho ek pagli thiAur uski ek yehi kahaani thiNa socha na jaanaBas ek ehsaas ko leKise sab kuch de diyaHaan ek aise paglepan kiEk deewani si kahaani thiDil ki dil ke jazbaaton kiDil ke ehsaason ki kahaani thiKisi ko dil na dena apnaYeh kehti huiDil dekar paaya toota huaEk tootese se dil ki kahaani thiMuskan ki Muskaraahat kiInki khoti hui kahaani thiDil mein jo yekin tha sabparUnki khoti hui kahaani thiKuch pyar tha kuch dosti thiJaane anjaaneApne begaano ke liyeInke kho jaane ki kahaani thiKhud par jo bharosa thaUske kho jaane ki kahaani thiSocho ek pagli thiHaan uski yehi kahaani thiPaakar hain ab itna kuch gavaayaaKuch pane se darrti huiKhud ko khoti hui kahaani thiSocho ek pagli thiUski na pagli si ek kahaani thi…..

Soch ko badlo, sitare badal jayeng,Najar ko badlo, nazare badal jayenge,Kashtiya badalne ki jarurat nahi,Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge.Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,Zindagi ki akhari sham aa jaye,Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,Hamari zindagi apke kam aa jaye.Qayamat tak tujhe yaad karenge,Teri har baat par aitbaar karenge,Tujhe MAIL karne ko to nahi kahenge,Par phir bhi tere MAIL ka intezar karenge.Koi ankhon se baat kar leta hai,Koi ankhon mein mulakat kar leta hai,Bada mushkil hota hai jawab dena,Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.Bahut dur magar bahut paas rehte ho,Aankho se dur magar dil ke paas rehte ho,Mujhe bas itna bata do,kya tum bhi mere bina udaas rehte ho?Teri dosti hum is tarah nibhayenge,Tum roz khafa hona hum roz manayenge,Par maan jana manane se,Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.Woh ruthte rahe hum manate rahe,Unki raahon me palkein bichate rahe,Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai,Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai,Aap karib ho to apnapan hai,Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.Woh inkar karte hain ikrar ke liye,Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale,Ankhein band karte hain didar ke liye.Kuch nasha to aapki baat ka hai,kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,humein aap yun hi sharabi na kahiye,is dil par asar to aap se mulakat ka hai !

Soch ko badlo, sitare badal jayeng,Najar ko badlo, nazare badal jayenge,Kashtiya badalne ki jarurat nahi,Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge.Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,Zindagi ki akhari sham aa jaye,Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,Hamari zindagi apke kam aa jaye.Qayamat tak tujhe yaad karenge,Teri har baat par aitbaar karenge,Tujhe MAIL karne ko to nahi kahenge,Par phir bhi tere MAIL ka intezar karenge.Koi ankhon se baat kar leta hai,Koi ankhon mein mulakat kar leta hai,Bada mushkil hota hai jawab dena,Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.Bahut dur magar bahut paas rehte ho,Aankho se dur magar dil ke paas rehte ho,Mujhe bas itna bata do,kya tum bhi mere bina udaas rehte ho?Teri dosti hum is tarah nibhayenge,Tum roz khafa hona hum roz manayenge,Par maan jana manane se,Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.Woh ruthte rahe hum manate rahe,Unki raahon me palkein bichate rahe,Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai,Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai,Aap karib ho to apnapan hai,Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.Woh inkar karte hain ikrar ke liye,Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale,Ankhein band karte hain didar ke liye.Kuch nasha to aapki baat ka hai,kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,humein aap yun hi sharabi na kahiye,is dil par asar to aap se mulakat ka hai !

Chandni raat hai ..!lagi zor se joolab hai..!Ek haath main lotha..!Aur doosre haath main misses chadda ka diya hua gulab hai.Jab pyar kia to darna kya hai..!mohabbat ke samne yeh zamana kya hai..!zamane ke samne se lejaenge tumhe.!Ek baar jo mar gaya pyar main to phir maut se darna kya hai..chandni raat sahil ko diwana bana deti hai.!shamma parwane ko jala deti hai..!Ishaq aisi chiiz hai..!jo achcho achcho ko roola deti hai.Mohabbat dil ka sukoon hai..!shahjahan ka diya hua junoon hai.!jis din mohabbat bhadak gaya..!samjhlo yaaro kyamat coming soon haiLadkio se pyar mat karna !QK.!Ati hai heer ki tarah..!Lagti hai kheer ki tarah..!Chubti hai teer ki tarah.!Bheek mangwati hai fakeer ki tarah..Ye rozroz ke bahane ache nahi lagte..!chehre aap ab bachche nahi lagte.!khuda kare is saal nikale barat aapki .!kyunki ab aap kunware ache nahi lagte..Dost to ruksat ho hi jate hai..!par kuch yaadon ke dayre ban jate hai..!bhool jana to insaan ki fitrat hai..!dekhte hai aap humain kab tak yaad rakh pate hai.phool nahi hum kanto main baste hai..!khushi nahi hum gum main bhi haste hai..!shayari karna aasan nahi dost ..!dard dil main hota hai ..!tab shayari bante haipehle bahon main lena ..!phir seene se lagana..!phir mithimithi batein karna.!phir khoob kiss karna..!phir bistar par letana !uff kitna mushkil hai bachcho ko sulaanatumse mila main kal to.!mere dil main hua ek sound.!lekin aaj tum mili to kehta hoon..!your file not found..

Chandni raat hai ..!lagi zor se joolab hai..!Ek haath main lotha..!Aur doosre haath main misses chadda ka diya hua gulab hai.Jab pyar kia to darna kya hai..!mohabbat ke samne yeh zamana kya hai..!zamane ke samne se lejaenge tumhe.!Ek baar jo mar gaya pyar main to phir maut se darna kya hai..chandni raat sahil ko diwana bana deti hai.!shamma parwane ko jala deti hai..!Ishaq aisi chiiz hai..!jo achcho achcho ko roola deti hai.Mohabbat dil ka sukoon hai..!shahjahan ka diya hua junoon hai.!jis din mohabbat bhadak gaya..!samjhlo yaaro kyamat coming soon haiLadkio se pyar mat karna !QK.!Ati hai heer ki tarah..!Lagti hai kheer ki tarah..!Chubti hai teer ki tarah.!Bheek mangwati hai fakeer ki tarah..Ye rozroz ke bahane ache nahi lagte..!chehre aap ab bachche nahi lagte.!khuda kare is saal nikale barat aapki .!kyunki ab aap kunware ache nahi lagte..Dost to ruksat ho hi jate hai..!par kuch yaadon ke dayre ban jate hai..!bhool jana to insaan ki fitrat hai..!dekhte hai aap humain kab tak yaad rakh pate hai.phool nahi hum kanto main baste hai..!khushi nahi hum gum main bhi haste hai..!shayari karna aasan nahi dost ..!dard dil main hota hai ..!tab shayari bante haipehle bahon main lena ..!phir seene se lagana..!phir mithimithi batein karna.!phir khoob kiss karna..!phir bistar par letana !uff kitna mushkil hai bachcho ko sulaanatumse mila main kal to.!mere dil main hua ek sound.!lekin aaj tum mili to kehta hoon..!your file not found..

Agar jawab doge to baat karenge! Nahi doge to intezar karenge! DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak aap ko har pal YAAD karenge….Yaado mai hamari who bhi kohye honge. Khule aakho se kabhi who bi soye honge. Mana hasna hai ada gam chupane ki, par HASTE-HASTE kabhi who bhi roe honge?Pal Pal tarsii hu is PAL ke liye, Yeh Pal aaya bhi Tha kuch PAL ke liye, Socha tha ise Zindagi ka ek HASIIN Pal banau per Yeh PAL bhi Tehre Kuch Pal ke liye…Dhur nigaho se bar bar jaya na karo, Dil Ko is tarah tadpaya mat karo, tum bin Ek pal bhi Jee na payenge Hum, Yeh Ehsaas bar bar Dilaya na karo…….Nazar Andaz kaisa kare Aap ko, Nazaro mai B hai Aapko, Yaad Ane par Roye bhi tho kaise, Darte hai, Jhuki jo Palke tho Chubhegi Aapko………….Khat ki shuruaat ek chooti si mazak se…Mazak Dard ban jayega yeh malum na tha.. Samjthe the Jisse Hum Aapna “YAAR”. wo “PYAAR” ban jayega Malum na tha…!!Hum raat ki tanhai mai unhe yaad kiya karte hai aur sitaro se unka zikar kiya karte hai who aaye na aaye khawbo mai fir bhi hum unka intezar kiya karte hai….Tanhai mai fariad kar sakte hai.. Virane ne ko Aabad kar sakte hai, Kya hua Aapse Mil nahi sakte, Sachhe DILSE Aapko yaad tho kar sakte hai……….Royegi aakhe Muskurane ke baad, Aayegi raat Din Dhaljane ke baad, O Janewale Zara mud ke Dekh, Shayad Yeh ZINDAGI hii Na Rahe Tere Jaane Ke Baad……….

Duwa karna yaro juda ho rahe hai,Rahi zindagi to fir aaker milenge..Ager mergaye to duwa karte rehna,Aansun bahane ki koshish na karnaA duniya badi bewafa hai samajhna,Kahin dil lagane ki koshish na karna.Mere doston zindagi ek safer hai samajhna,Kahin thaher jane ki koshish na karna.Danishon ki duniya hai sari,Alfazon ka mydan hai sara.Zer aur zaber ko pehechan na pao,To mydan me aane ki koshish na karna.Kashti ummidon ki ger sahil na paye,To khud dub jane ki koshish na karna.Kadam pe andhera karegi ye duniya,Kahin dil jalane ki koshish na karma.Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye,Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye,ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha,Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye.Akela sa mehsus karo jab tanhai me,Yaad meri aye jab judai me,Mehsus karna tumhare karib hu me,Jab chahe dekh lena apni hi parchai me.Kadam yuhi dagmaga gaye raaste me,Warna sambhlna hum bhi jaanthe the,Thokar bhi lagi tho us pathar se,Jise hum apna mante the.Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko,Tho yun humein ruswa na kiya hotha.Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein,Bas ek baar humein samaj-liya hotaWo roye to bahut, par mujhse muh mod kar royeKoi majburi hogi to dil tod kar royeMere samne kar diye mere tasveer ke tukdePata chala mere piche wo unhe jod kar royeMere khwabon mein aana aapka kasur thaAapse dil lagana hamara kasur thaAap aaye the zindagi mein pal do pal ke liyeAapko zindagi samajh lena hamara kasur tha..

aaj bahut din baad hamari unse baath hui,laga mere saye nein apne hone ka ehsas dilaya.us waqt hame aysa laga jaise,mere dil apne hone ka ek ehsas dilaya.bato bato mein aysa laga ke mein,bhul gaya ek pal mein yeh sari duniya..kya khoya kya paya apne is zindagi mein,na soch kar yaad aah rahi thi,uske begar bitai hui woh duriya.duriyo se mein kavi dard nahi hua jo,maine uske bagar apni in bejan diwaro ke sath bitaye.par kahete hein na kavi kavi wohi dard aur gaam,hamari is zindagi ko kisi dour le jate hein bina hame bataye.bus jina hein hame unke pyar mein unki awaz ko sunkar,aur unki us muskurahat ko apne kahayalo me rakhkar.kavi eshsas na karne denge hum unhe k,unki muskurahat ko bekarar karne k liye,kardenge apni zindagi raab ke chokhat par.batein hum jab bhi kiya karte hein,,ek hein labz nikal atte hein apna khyal rakhte ho ke nahi.aur unka kahena ek hein hota hein aap apna khyal rakho ge,to hum apna khyal rakhenge warna nahi.aab hum kya unse kahe ke hum khud nahi jante ke,khyal kaise rakhte hein hum kitna unke begar.hamne sirf yeh kaha yeh to hamare andar aap ka dil hein,jaisa aap chahoge waise hum karenge hoke bekhabar.kahete hein pyar mein hamesha,apna dil khud ke pass nahi hota..yahi to mohabbat hein jo ek dusre ko bandhe rakha hein,nahi to apna khud ka dil dharamshala na hota.dil to sirf ek ko hein diya jata hein jo hamesha,hamari band akho mein samai hui rahete hein.khud ko uske karib pana ho to uski,ek mithi si awaz jene ke liye kafi hoti hein..

Jag suna suna lage.//Main toh jiya na maraHai ve das main ki karaDil jude bina hi tut gaye hath mile bina hi chhut gayeKi likhe ne lekh kismet neBaar baar rod akhiyan tainu jo na vekh sakiyanKhole aaye aaj kudrat neKataan main ki ve din teri soth tere binMain toh jiya na maraChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lageJag suna sunaHai to yeh kyun hota haiJab yeh dil rota haiRoye sisak sisak ki hawayeinJag suna lageChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lage reeeeeeeeeSuna Lage ReeeRoothi rothi sari raateinFikhe fikhe sare dinVirani si Virani haiTanhai si tanhai haiAur ek hum hai pyaar ke binHar PalchinChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lagePatharo ki is nagari meinPathar chehre Pathar dilPhirta hai mara maraKyun rahon mein tu awaraYahan na hoga Kuch hasil mere dilChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lageHai to yeh kyun hota haiJab yeh dil rota haiRoye sisak sisak ki hawayeinJag suna lageChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lage reeeeeeeee.Mohabaat mein ibadaat ki thi uskihooton par naam uska, dil mein tasveer thi uskipar mohabaat k badle mein humein mohabaat nahi milijiss mehfil mein khade khade lut gaye,wo mehfil thi uski.

Jag suna suna lage.//Main toh jiya na maraHai ve das main ki karaDil jude bina hi tut gaye hath mile bina hi chhut gayeKi likhe ne lekh kismet neBaar baar rod akhiyan tainu jo na vekh sakiyanKhole aaye aaj kudrat neKataan main ki ve din teri soth tere binMain toh jiya na maraChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lageJag suna sunaHai to yeh kyun hota haiJab yeh dil rota haiRoye sisak sisak ki hawayeinJag suna lageChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lage reeeeeeeeeSuna Lage ReeeRoothi rothi sari raateinFikhe fikhe sare dinVirani si Virani haiTanhai si tanhai haiAur ek hum hai pyaar ke binHar PalchinChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lagePatharo ki is nagari meinPathar chehre Pathar dilPhirta hai mara maraKyun rahon mein tu awaraYahan na hoga Kuch hasil mere dilChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lageHai to yeh kyun hota haiJab yeh dil rota haiRoye sisak sisak ki hawayeinJag suna lageChan Se jo tute koi sapnaJAg suna suna lageJag suna suna lageKoi rahe na jab apnaJAg suna suna lageJag suna suna lage reeeeeeeee.Mohabaat mein ibadaat ki thi uskihooton par naam uska, dil mein tasveer thi uskipar mohabaat k badle mein humein mohabaat nahi milijiss mehfil mein khade khade lut gaye,wo mehfil thi uski.Raj.Raining eyes.

Pahla aur pahla ho hamara Arman…Hum batana nahi chahate par ho hamari jaanKash lakh chhupane par bhi apko nazar naa aateJo hamare mann pe chute hain apke Nishan…Kaha naa ….karte hain nafarat apse bahut..Par jo chahte hain chhupana kyu lete ho janAp na jano ye mumkin nahi toh kya…Humare samne toh pesh aya karo bankar humse Anjaan….Hum apko hi chahe ye wada humne kab kia..Jo apko apni chahat pe hai itna Gumaan….Areyy…. ab ap rahne hi dijiyeAb iss suhaane jahan me aur bhi hain,Jo banana lage hain humare dil ke Mehaman…Aur ab ..Pahla aur pahla the hamara Arman… Hum batana nahi chahate par the hamari jan…Ek din me toh dunia ghum jati he..Aur humari chahat kahati haiJo hume chahe raho usase Anjan….Aur jab koi apno se zyada apna hone lageTo karo use Pareshan….Aur jab wo manzar aa pahoche..ki koi jee na sake humare binaa…Toh humari Adayein aur Husn ki shama kahti hai…..le lo usaki JJaann..Ye kam nahi dilwalon ka, aashiqon ka….Humse dil milana nahi hai itna Asaan….Ab ap ye kya soch rahe hain janabhume samjhana hai sirf humari jaan ke bas ka KaamKaha ho ap ye sochke jeete hainKab wo aayenge aur hogi zindgi hum pe Kurban..Humari dastan toh yahi khatm karte hain abToh kahiye kya banenge ap humari jaan????Hey…hey…heyy..ye kuch ye wo aur aisa waisa nahiKah dete hain isame hain bade Imtihaan………….Pahla aur pahla ho hamara Arman… Hum batana nahi chahate par ho hamari jaan….

1) Tu Shaq Na Kar Mere Jazbato Pe,Tere Sath Hi Zindagi Meri Khubsurat Hai,Jitni Ehmiyat Hai Pani Ki Marte Insan K Liye,Bus Utni Hi Muje Teri Zarurat Hai2) Manzil ki talash me nikle hum sabhi,Sabki manzil 1 ho zaruri to nahi,Aise hi kisi mod par bichad jaye jo kabhi,Ye mat samajna ki hum apke saath nahi.3) Kaun kisiko dil me jaga deta hai.Ped bhi sukhe pate gira deta hai.Wakif hai hum duniya k riwajo se,dil bhar jaye to har koi bhula deta hai..4) Dosti to zindgi ka ek Khubsurat lamha hai.Ye sab rishto se albela hai,Jise mil jaye wo tanhai me bhi khush hai.,Jise na mile wo bheed me bhi akela hai..5) Apne bare me kahunga to kaiyon ka zikar ho jayega, Mante ho jinko bhalawo bhi bura ho jayega,Chhodiye kya bat chedni mere jehan ki,Mere baya’n semera koi apna khafa ho jayega.6) Muskil nahi hai jawab dena, Baton ka uski, Par hothon par uske koi sawalbhi to ho, Tod dun riwaj me uski tanhai ka, Kambakht ko mujhse koi sikayatbhi to ho.7) Kahin Kisiko Sahare Ke Liye Haath Chahiye,Toh Kisiko Pyar Ki Saugaat Chahiye.Par Hamein Kuch Mile Na Mile,Hume Aapki Dosti Ka Umr Bhar Saath Chahiye.8) Khusboo ne phool ko ek ahsaas banaya,phool ne chahat ko kuch khaas banaya.Chahat ne mohabbat ko ek pyaas banaya,aur mohabbat ne kitno ko devdas banaya.9) Usko mere waado ka aitbaar hoga,Dil me kisi ka bahut pyar hoga,Chhod dia usne beech jakar mera saath,Shayd kinare per useh kisi aur ka intzar hoga.10) Mohhobat dard b hai saaz b.Khamoshi b hai aawaz b.Khamosh-e-Dil pe na jao,Ki isme rooh ki aawaz b.Is begani duniya me..Mera koi humdum b hai humraaz bhi.

Sab say pyaaraa hai pyaar ka rishta,Jaan say jaan-nisaar ka rishta,Ham say rishta hazoor woh rakhiye,Jo galley say hai haar ka rishta,Arzoo ney teri nibhaayaa hai,Umar bhar intezaar ka rishta,Jiss kee tasdeek dil bhi karta hai,Hai vohi aitbaar ka rishta,Gull khizaayon mein saath chhod gye,Gull say achha thaa khaar ka rishta,Ham jisay dosti samajh baithey,Thaa faqt karobaar ka rishta..Dosti Ghazal hai, gungunaane ke liye.Dosti nagma hai, sunaane ke liye.Yeh vo jazba hai jo sabko milta nahin,Kyun ke hausla chaahiye dosti nibhaane ke liyeHam jisay dosti samajh baithey,Thaa faqt karobaar ka rishta,azbaat-e-ishq nakaam na hone denge,Dil ki duniya mein kabhi shaam na hone denge,Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,Par dost hum tumhen badnaam na hone dengeTumse doori ka ehsaas jab satane laga,Tere saath guzra har lamha yaad aane laga,Jabbhi tumhe bhulne ki koshish ki,Ae dost tu dil ke aur paas aane laga….MERE DOST MARE HUM SAFERTU KABHI TU MARE SAATH CHALTU AJAB TARHAN KA DOST HAIJO CHALAI BHI SAATH 2 KADAMMAIN TUJHAY DIL SE DUA BHI DONNA WAFA KARE NA TU JAFA KAREAJEEB HAIN TERE MANZILENAJEEB HAI TERE BAAM O DURTU MARE NAZAR KI TALISH HAIKATNI DOOR HI PHIR BHI PASS HAIMAIN CHAYON GA TUJH KO HAR KADAMMARE DOST MARAI MUTRAMKABHI KHAAT LIKHON TU JAWAB NA DAISARA PYAR DOOR SAI DEKHA BHI DAIKASE HAI AAI MOHBBATINTU .BATA DAI AJ OO MARE SUNAM ?KABHI ZINDAGI JO WAFA KAREDOO CHAR PALL TU MILYA KAREMAIN KHYON TUM HO HUMSFERTU NAHI NAHI KAHA KARETERE AK KUSHI PAR IMRANKARON MAIN JAN BHI KURBANKABHI AAI WO DIN AAI SUNAMMARE DOST MARE MUTRAM.

Hamne tho umr guzaar-di tanhaai mainseh liye situm teri judaai mainabh-to yeh faryaad hai khudha sekoi aur na tarpe—-teri bewafaai main.`Matt puch mere sabar ki inteha kaha tak hai?tu sitam kar le,teri taqkat jaha tak hai,wafa ki umeed jinhe hogi,unhe hogi,humein toh dekhna hai,tu zalim kaha tak hai?`Mayoos mat hona, yeh aik guna hota haiMilta vahi hai jo kismat main likha hota haiHar cheez milhe humain, yeh zaroori tou nahiKuch cheezon ka zikar doosre jahan mein hota hai..`Jan kar bhi tum mujhe jan na paye,aaj tak tum mujhe pehchan na paye,khud hi ki hai bewafai hum ne,ta ki tujh pe koi ilzaam na aaye…`Jinki raahon mein humne bhichai the sitare;Unse kehte hai harpal aansuon ke sahare;Ho gaye hai saare shikwe kitne kinare;Magar phir bhi kyun woh huwy na humare!`Har ek muskuruhat muskan Nahi hoti,nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti,aansu gam ke aur khushi ke ek jaise hote hai,inki pehchan aasan nahi hoti…`Hum agar aapse mil nahi paatayAisa nahin kay aap humein yaad nahin aateMana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye nahin jateyPar jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay..`Meri Chahat ne Use Khushi De di,Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di.Khuda Se Dua Mangi Marne Ki,Lekin Usne Bi Tadapne Ke Liye Zindagi De di ……`aaj ki raat mera darde mohabbat sun le,kap kapaate hue hontho ki shikayat sun leaaj izhare khayalat ka mouqa de dyham tere shahir me aaye hai musafir ki tarah..`ulfat mein aksar aisa hota hai,ankhein hasti hai aur dil rota hai,mante hai hum jinhe manzilapni humsafar unka koi aur hota hai.`