Duniya Ke Afsaney MainHar ikk shaks ki iss duniya ke afsaney mainmohabbat ki ikk apni dastan hoti heysabh ke dilon pe kisi ke naam ki mohrain hain lagi hotinhar aik ko zaroor kisi na kisi se pyar hota heytamam omr kuch pyar ko chupaney main guzar daitey hainto kuch kholla izhaar kar ke duniya main badnam hotey haindil hotey hain kuch tootey hoey zakhmi aur piyaseyaur kahi dilon ke bhag to shadaab hotey hainpaata hey koi duniya main manzil aur khushian sabhikuch ki kamai to bas dard aur ghum hi hotey hainqismat waley to sacha pyar apna paa hi laitey hainpyar ko haar kar bhi kuch loug jeet jatey hainguzartey hain omr kuch kisi ko bhool janey mainkisi ki zindagi to sirf kisi ki yaad hoti heykuch sonatey hain mohabbat ke kissey namm ankhoon seaur kuch pyar ki kahani sonatey muskuratey hainkoi kisi ki yaad main tarapta rehta heyaur kisi ki bewafai main koi neel bahata heydekha jaye to zindagi ki kathin rahon mainhar koi roswa aur tanha hi hota heyduniya ke iss wasih afsaney main aafihar ikk ki apni aik dastan hoti hey

Duniya Ke Afsaney MainHar ikk shaks ki iss duniya ke afsaney mainmohabbat ki ikk apni dastan hoti heysabh ke dilon pe kisi ke naam ki mohrain hain lagi hotinhar aik ko zaroor kisi na kisi se pyar hota heytamam omr kuch pyar ko chupaney main guzar daitey hainto kuch kholla izhaar kar ke duniya main badnam hotey haindil hotey hain kuch tootey hoey zakhmi aur piyaseyaur kahi dilon ke bhag to shadaab hotey hainpaata hey koi duniya main manzil aur khushian sabhikuch ki kamai to bas dard aur ghum hi hotey hainqismat waley to sacha pyar apna paa hi laitey hainpyar ko haar kar bhi kuch loug jeet jatey hainguzartey hain omr kuch kisi ko bhool janey mainkisi ki zindagi to sirf kisi ki yaad hoti heykuch sonatey hain mohabbat ke kissey namm ankhoon seaur kuch pyar ki kahani sonatey muskuratey hainkoi kisi ki yaad main tarapta rehta heyaur kisi ki bewafai main koi neel bahata heydekha jaye to zindagi ki kathin rahon mainhar koi roswa aur tanha hi hota heyduniya ke iss wasih afsaney main aafihar ikk ki apni aik dastan hoti hey.

Ehsaas k andaz badal jate hain warna,Aanchal bhi usee tar say banta hay kafan bhi.————————–Sirf es waste es boot say akeedat hay mujhay,tarashay janey main bohat dard saha hay es nay.————————–(Ghalib)Bazecha-e atfal hay dunya mere aagay,Hota hay shabo roz tamasha mere aagay.————————–(Parveen Shakir)Es bar jo eendhan k leye kat k gira hay,Chiryoo ko bara piyar tha es booe shajar say—————————Baz Gasht (by Mohsin Naqvi)Sukoot-e sham-e ghareeba main sun sako to suno,K maqtaloo say abhi tak sadaeen aati hain,Lahoo say jen ko munawar kare damaghe bashar,Hawaaen esay charagho say khouf khati hain.—————————-Azmat-e Adam (by Mohsin Naqvi)Ishq,,,, Mazil k rukh ka ghaza hay,Akl,,,,, Rastay ko saaf karti hay,Zindagi par jo log cha jain,Mout un ka tawab karti hay.

Wo ja rahi thi bas ,itne me mulaqaat ho gaye…………..Nazar unse aise mili ki ghayal hum ho gaye………Jindgi ki track aise badli ki ……………Jana tha kahi aur chala gaya kahi aur…….Ha huzur aisa hota hai pyaar mai……….Socho kuch aur hogi kuch aur ……….Waqt be waqt yaad aayegi wo………..Bas thora sa dard hoga,thora sa tarap hogi………..Dil ki chuppi arju ,aakho ki paani, nadi ki tarah bahegi……….Lekin tumhe insaaf nahi milegi ,dunia ki jalimi harkato se…….Aur aise gujar gayegi ya pal ……………..Na pyar hoga……………aur na hi tumahra astitb hoga…………Bas ek khawab hogi ,aise hi larki se mulaqaat hogi…………Aur aise hi pyaar hogi………. Aur aise hi pyaar hogi……………

Wo ja rahi thi bas ,itne me mulaqaat ho gaye…………..Nazar unse aise mili ki ghayal hum ho gaye………Jindgi ki track aise badli ki ……………Jana tha kahi aur chala gaya kahi aur…….Ha huzur aisa hota hai pyaar mai……….Socho kuch aur hogi kuch aur ……….Waqt be waqt yaad aayegi wo………..Bas thora sa dard hoga,thora sa tarap hogi………..Dil ki chuppi arju ,aakho ki paani, nadi ki tarah bahegi……….Lekin tumhe insaaf nahi milegi ,dunia ki jalimi harkato se…….Aur aise gujar gayegi ya pal ……………..Na pyar hoga……………aur na hi tumahra astitb hoga…………Bas ek khawab hogi ,aise hi larki se mulaqaat hogi…………Aur aise hi pyaar hogi………. Aur aise hi pyaar hogi…………….

Dard se hath na milate to or kya karte,Gam ke aansoo na bahate to or kya karte.Usne maangi thi humse roshni ki dua,Hum khud ko na jalate to or kya karte.———— ——— ——— ——— ——–Haqikat jaan lo juda hone se pahle,Meri sun lo apni suna ne se pahle.Ye soch lena bhulane se pahle,Bahut royi hein ye aankhen muskurane se pahle.———— ——— ——— ——— ——–Chahat wo nahi jo jaan deti hai,Chahat wo nahi jo muskaan deti hai.Ae dost chahat wo hai,Jo pani mein gira aansoo pehchan leti hein.———— ——— ——— ——— ——–Bahut chaha usko jise hum pa na sake,Khayalo me kisi or ko le na sake.Usko dekh ke aansoo to ponch liye,Lekin kisi or ko dekh ke muskura na sake.———— ——— ——— ——— ———

Tere khushboo mein basey khat main jalata kaisePyar mein dubey hue khat mein jalata kaiseTere haathon ke likhe khat main jalata kaiseJinko dunia ki nigahon se chhupaye rakhaJinko ek umr kaleje se lagaye rakhaDeen jinko, jinhe imaan banaye rakhaTere khushboo mei basey khat main jalata kaise.Jinka har lafz mujhe yaad tha paani ki tarahYaad the mujhko jo paigham-e-zubani ki tarahMujhko pyare the jo anmol nishani ki tarahTere khushboo mein basey khat main jalata kaise.Tune dunia ki nigahon se jo bachkar likheSaal-ha-saal mere naam barabar likheKabhi din mein to kabhi raat ko uth kar likheTere khushboo mein basey khat main jalata kaisePyar mein dubey hue khat mein jalata kaiseTere haathon ke likhe khat main jalata kaiseTere khat aaj main ganga mein baha aaya hoonAag behte hue paani mein laga aaya hoon.(¨`·.·´¨) Always`·.¸(¨`·.·´¨) Keep Loving &(¨`·.·´¨)¸.·´ Keep Smiling !`·.¸.·´ ——

Ye dua hai aatish-e-ishq mein tu bhi meri tarah jala kare,Na ho khushi naseeb tujhe tere dil mein dard utha kare,Tere saamne tera ghar jale tera bas chale na bujha sake,Tere dil se nikle yahi dua ke na ghar kisi ka jala kare.Har nami me kuch kami tho rahegi,Aankhe kuch shabnami tho rahegi,Zindagi ko hum kitna bhi savare,Bin aapke kuch kami tho rahegi.Humse Apna Ghar Kisi Tarah Sajaya Na Gaya,Jindgee Tujhko Bhi Mehmaan Banaya Na Gaya,Laakhon Dilchaspi Ke saaman Thye Duniyaan Me Magar,Ek Lamha Bhi Tujhe Dil Se Bhulaya Na Gaya.Kabi yaadein kabi sapne suhane bhej deta haymujhe aksar wo yadon k khazane bhej deta hyMe jab guzre dino ki talkhiyon ko bhool jata hunmujhe phir koi beetay zamane bhej deta hykabhi qasmein kabhi ehd-e-wafa ka hosla dey karmujhe wo zinda rehne k bahane bhej deta hay..!Main hi thaam sakun haath unka,Mujh pe itni ibaadat si karde,Wo reh na paaye ek pal bhi mere bina,Aye khuda tu unko meri aadat si karde…..Itnay majboor hain taqdeer k Hathon….Na Usay panay ka Hosla hai,Na usay khonay ka zarf…...

Kahan ho tum ?Saheliyo kahan ho tum jawaab doMain sun rahi hoon duur seTumari gungunahteenFaza main tairne lagi hainNarm narm ahhtainMain kis tara tumare sathNachun aur gaa sakonNa tum mujhe bula sakoNa main tumain bula sakonTarap rahi hoon main yahannKabhi to muj se aaaaa miloSaheliyo kahan ho tum jawaab doMain jal rahi hoonAaj apne aansuon ki chaoun mainDekhayi jo na de sakenWoh beriyaan hain paaoun mainBujha bujha hay dil meraMain kulfaton k bas main hoonSab hi chaman jesey kaheenMain us haseen kafas main hoonMain ghut k maar chali yahanTum aa k muj ko thaaaaam lo !!!!Zara Thair JaooKareeb mout khari hay zara thair jaoQaza se aankh lari hay zara thair jaoThaki thaki si fazayen bohjal bohjal se tareBari udas ghari hay zara thair jaoNaheen umeed k hum aaj ki saher dekheenYeh raat hum pe kari hay zara thair jaoAbhi na jao k taroon ka dil dharakta hayTamaam raat pari hay zara thair jaoDamfraq main tumain je bhar kar dekh to lainYeh fasle ki ghari hay zara thair jaoPhir is k baad na hum tum ko rokain geLaboon pe saans ari hay zara thair jao.!

Tumhaara naam kuch aise mere hoonthoon pe khilta haiAndherii raat mein jaiseAchaanak chaand baadal ke kisi kone se jhaankta haiAur saare manzaroon mein jaise roshnii sii phail jaati haiAur jaise larazti auus ke qatre pehan ke muskuraati haiTo khushboo baagh ki deewaar se rooke nahin ruktiUssi khushboo ke dhaage se mera har chaak silta haiTumhaare naam ka taara meri saansoon mein saansoon mein khilta haiTumhein jab dekhta hoon jab safar ki shaam se pehleKisi uljhi hoi gumnaam si jinta ke jaadoo meinKisi soche joe benaam lamhe ki khushboo meinKisi mausam ke daman mein kisi khvaahish ke pehlo meinTo iss khushrang manzar mein tumhaarii yaad ka rastaNajaane kis taraf phuut-ta haiAur phir aise mein mere hamraah chalta haiKe aankhoon mein sitaaaroon ki guzar-gaahein si banti hainDhanak ki kehkashaaein siiTumhaare naam ke in khusnuma lafzoon mein dhalti hainKe jin ke lams se hoonthoon pe jugno raqs karte hainTumhaare khvaab ka rista meri niindoon se milta haiTo dil abaad hota haiMera har chaak silta haiTumhaare naam ka taara meri raatoon mein khilta hai

Hi.I was travelling one day on this bus ride ..a fewmonths back ..it was a long journey somewhere and ireally didnt know how this came up in my mind but thewords just kept flowin in my senses so i jotted itdown in a paper ..and today i came across that bit ofpaper n I thought its time i send this to the shayrigroup ppl ..well keep the shayris comin they are all grt in theirwayi hope u all like this .do send me commentsbyeTCTabuKalam uthaya hai lekin lafz nahi miltheyZindegi ke fasane bayan karne ko aks nahi miltheyBahut kuch hai paya sab kho diyaAaj bhi tanhayi mein dil ro diyaKaise mausam they jab mohabaat ke sab rang thy miltheyAb akelepan mein bas yaadon ke toofan hain miltheyRoke they humne woh pal samay mein kahinchun leti hun inhein moti samaj kar kabhiHo jati hun kabhi zindegi se nazurda kabhiTau Beh jati hun in yaddon ke samandar mein kahinKash woh pal mere zindegi se mit na jaateyPar jo chale jaathey hain woh laut kar tau nahi ahtheyAye machalti hui hawa zara mughe apne saath lejaKya woh bhi rakhthey hain mughe dil meinmughe bas itna batla.

Sapne sab ke apne hote hai……………Kabhi jaada to kabhi kum hote hai………….Sapne hote hai baadal k sang uru……………Sapne hote hai ji jo chahe kare………..Per kiske hote hai sapne pure…………Kash kabhi aisa hota……….hum jaadugar hote……To sab pure hote ye sanjoye sapne…………….Phir hum hote aur sang wo hoti…………..Na hoti koi gam, na hote hum paresaan…………Aisai hi gujar jati ye hanshi pal ……….Per sapne to sirf sapne hi hote hai…………Phir bhi sapne sabke apne hote hai…………..Meri chhahat hai unhe pane ki………….Unki chhahat hai mujhe bhulane ki………….Yaaro dosti badi hasin hoti hai …………..Ye na ho to kya ye jindgi hai…………….