Dear Diary:January 5th 2009:“Kal aisa hi waqt thajab hum gum sum say rehthay thaydil mein hazaar gham chupa karkisi ko kuch bi nahi kehtay thay.Ab sun li hai Rab-ji nayyeh choti si faryaad humari..“koi apna aisa zindaggi mein aayejo mita kar gham, dayde khushi.”January 7th 2009:“Aaj aisa dost mila hai humkoKaise kahun mein tujhse..jab bi unka zikr karunlafz uthar athay hai shayari kay.Eik aisa rishta jura hai.Khuda karey, kabhi na tutay!jaise kaali raath mein achanak roshni chayeaise hi Woh humsay milay!”January 15th 2009:“Jabse dosti hui hai unseab hum muskuratay hi rehte hai!!Ghuzratay hai jab gulshan saikhushi khushi sab say kehta hai:“Aisa dost mila hi humkojo in phoolon say bi khoobsurat hai!!Rang say barhi hai unki baathaykhushboo hain unki hasi main!!Chaand sitare chamaktay haijab woh eik meethi si ghun gatay hai!!Aisa dost mila hai humko.ab kaysay kahun mein tujhse..!!”January 30th 2009:“Aisa koi zindaggi mein aaya Tha..jo kar gaya humsey bewafayi..daykar do pal ki khushi aur laykar daaman..chala gaya kahin.”February 1st 2009:“Aaj aisa hi waqt hai..hum gum sum say baythay haidil mein eik gham chupa rakha hai.ab kisi ko kya keh sakthay hai?”

Kabhi ro k muskraye, kabi muskra k roeUski yaad jab b ayi, ushe bhula k roe,Ek uska hi nam tha, jise hazar bar likha,Jitna likh k kush hue, usse jiyada mita k roe. ..Aye mera janaza uthane waalo,Dekhna koi bewafa paas na ho,Agar ho to usse kehna,Aaj to khushi ka mauka hai udaas na ho. ..Baat Din ki nahi, Ab raat se dar lagta haiGhar hai kachcha mera, Barsat se dar lagta haiTere tohfay ne to bas khoon ke aansoo hi diye“Zindagi” ab teri saugaat se dar lagta hai. ..Hamari khushi ki baghwan se fariyad na karna,Bhula dena mujko kabhi tum yad na karna,Kiya barbad tune mujhe ye meri badnasibi thi,Iltaza hai kisi aur ko yun barbad na karna...DOSTI AGAR BURI HAI TO USE HONE MAT DO,HO GAYI TO USE KHONE NA DO,AUR AGAR DOST HO SABSE PYARA TO USE SONE MAT DO.!! JAGTE RAHO!!.Ram Ram Friendwa, Kaisan ho?Hamar se koi galati huie gava ka?Tohar SMSwa ke darshan kiye jamana bit gava,Tanik ek dui SMSwa bhijwai do hamar..!.Ek aadmi uski bahen ke sath scooter pe ja raha tha,Signal pe kisine pucha “kya yeh aapki biwi lagti hai?”Aadmi : biwi hogi teri, meri to bahen hai sale ?.Girl’s Father: main nahi chata kMeri beti apni pori zindagi ek gadhay k saath guzare,Boy Friend: bas isiliye main usay yahan se lay jane aya hoon.

your msg is very nice neha jeeeeeHar kisi ko mohobat ras nahe atiYe to apne apne naseeb ki bat hai Koi bhoolta he naheor kisi ko yad he nahe atiTum aaye zindgi me kahani bankar,Tum aaye zindgi me raat ki chandni bankar,Bassa lete hai jinhe hum aankho meWo aksar nikal jate hai aankho se panni bankar..Khushi ko dhudne se gam milta hai,Yeh gam zindagi mein hardam milta hai,Jo dil ke sare dard baant le)Aisa dost zindagi mein kam milta hai .!.Apne dil ki sun afwahon se kaam na le,Mujè yaad rakh ‘beshak naam na le,Tera veham hai ki main bhula hoon tujhe,(Meri koi aisi saans nhi jo tera naam na le..Dekh ke Humein woh sir jhukate hainBula ke Mehfil mein Nazrein churate hain.Nafrat hai Humse toh bhi koi baat nahiPar Gairon se Mil ke Dil kyun jalate hain.1pal ka ehsaas bankar aate ho tum,Dusre hi pal khusbhu ki tarah ud jate ho tum,Jante ho DAR lagta hai TANHIYO se HUMEFir bhi “TANHA” hume chod jate ho tumHo sakta hai humne anjaane mein aapko kabhi rula diya,Aapne duniya k kehne pe hume bhula dia,Hum to vaise bhi akele theKya hua agar aapne ehsaas dila diya.Unka waada hai ki vo laut ayenge,Issi umeed par hum jiye jayenge,Yeh intezaar bhi unhi ki tarah pyaara haiKar rahe the, kar rahe hai or kiye jayenge..Vishesh (Soni)”

1960 girl : Pehla phela pyaar hai chhai bahar hai, aja sajna teraintzar hai.2003 girl : dusara/tisra pyar hai, dil bekrar hai, aja more sajnaverna chautha tayyar hai.Yaad anay lagay Chacha Galib ya Elahi ye majara kiya hayTarta hoon har ek larki ko warna in ankhon ka faheda kiya hayTERI AANKHEIN JHUKI JHUKI,TERA CHEHRA KHILA KHILA,TERI AANKHEIN JHUKI JHUKI,TERA CHEHRA KHILA KHILA,JAB TERE GALOON PAR SE HAATH GHUMAYA,TO AADHA KILO FAIR AND LOVELY MILAna gujarna eed k din kisi masjid k paas sekahi log chand samajhkar roja na khol deor hoke khuda khafa kahi hasin log banana chod deMachchhar ki Makkhi se ho gayi Shadi,Pahali hi Raat main Machchhar ki ho gayi barbadi.Bola Apni to Kismat hi Khoti hai,Makkhi Raat ko “GOOD NIGHT” lagakar soti haiInternet par ladki pataayiInternet par ho gayi sagaayiInternet par divorce ho gayaIs bahaane computer ka course ho gaya1980 girls: Maa mei Jeans pehanungiMaa : Nahin beti log kya kahengey ?2006 girls: Maa mein mini skirt pehanungiMaa: Pehen le beti kuch to pehan le!Similarity between Gandhiji & Mallika?Dono ne kapde tyag diye,ek ne desh ke liye,doosre ne Deshwasion ke liye!PYAR KARNA HI AASAN HOTA HAI,ROJ HOTEL MEA MILNA PADTA HAI,IN LADKIYO KA KYA JATA HAI,SARA BILL HUM LADKO KO DENA PADTA HAI. WAH..WAH

unhe afsos hai ki mai unse mila nahishikwa tha dil me magar koi gila nahi.khair jo hona tha so to ho hi gayaitezar hua magar phool koi khila nahi.——————————————————–wo mere raste me sir jhukaye bathe haisham-e-roshni kyo bujhaye baithe haikoi jaye jakar unse bhi talab karekyo wo raste ko mehkaye baithe hai—————————– – - – - – - – - – - -ek hawa chali aur ek ada bhi phir chaliwo us raste se kuch is tarah chaliki dekhne walo ne kya kuch nahi kahapar wo to thi manchali apni hi rah chali.———— – - – - – - ———- – - – - – - ——-firdaus tere ane ka mujhe bhi intezaar thanaam mera bahut diljalo me beshumaar thalog kehte mujhe ki ashiq nahi ashiqee hai tumai kya kehta mujhe to sirf isika funkaar tha—— — – - – - ———– – - – - – ———- – - – - ——kitne dino talak mujhe tere jane ka gam rahasataya bahut tumhe par mujhe kaha inkaar thasoya nahi tha rato se din ki khabar kise kahachora tha maine sab kuch jo mera ghar-bar tha

RoommateDedicated to all those who have shared an apartment or are stillsharing an apartment:Main Aur mere roommatesaksar Yeh Baatain Karte HainGhar saaf hota to kaisa hotaMain kitchen saaf karta, tum bathrooom dhotemain hall saaf karta, tum balcony dekhteLog is baat pe hairaan hoteaur us baat pe haste..Main aur mere roommates,aksar Yeh Baatain Karte HainYeh hara bhara sink haiya bartanon ki jang chidi hui haiYeh colour full kitchen haiya masalon se holi kheli haiHai farsh ki nayi designya doodh, beer se dhuli hui hainYeh cellphone hai ya dhakkan,sleeping bag ya kisika aanchal,ye airfreshner ka naya flavour hai,ya trash bag se ati badbooYeh pattiyon ki hai sarsarahutke heater phirse kharab hua haiYeh sonchta hain roommate kab se gum sum -Ke jab ke usko bhi yeh khabar haiKe machar nahi hai, kaheen nahi haimagar uska dil hai ke kah raha haimachar yaheen hai, yaheen kaheen hai !Toand ( pet ) ki ye haalat, meri bhi hai, uski bhi,dil mein ek tasvir idhar bhi hai, udhar bhiKarne ko bohot kuch hai magar kab kare humKab tak yoon hi is tarah rahe humDil kahta hai Safeway se koi vaccum cleaner la deye Carpet jo jine ko zoonz raha hai, fikwa deHum saaf rahe sakte hai, logon ko bata dain,Haan hum roommates hai – roommates hai – roommates haiAb dil main yehi baaaat, idhar bhi hai udhar bhi..Sab ko bata dain..

RoommateDedicated to all those who have shared an apartment or are stillsharing an apartment:Main Aur mere roommatesaksar Yeh Baatain Karte HainGhar saaf hota to kaisa hotaMain kitchen saaf karta, tum bathrooom dhotemain hall saaf karta, tum balcony dekhteLog is baat pe hairaan hoteaur us baat pe haste..Main aur mere roommates,aksar Yeh Baatain Karte HainYeh hara bhara sink haiya bartanon ki jang chidi hui haiYeh colour full kitchen haiya masalon se holi kheli haiHai farsh ki nayi designya doodh, beer se dhuli hui hainYeh cellphone hai ya dhakkan,sleeping bag ya kisika aanchal,ye airfreshner ka naya flavour hai,ya trash bag se ati badbooYeh pattiyon ki hai sarsarahutke heater phirse kharab hua haiYeh sonchta hain roommate kab se gum sum -Ke jab ke usko bhi yeh khabar haiKe machar nahi hai, kaheen nahi haimagar uska dil hai ke kah raha haimachar yaheen hai, yaheen kaheen hai !Toand ( pet ) ki ye haalat, meri bhi hai, uski bhi,dil mein ek tasvir idhar bhi hai, udhar bhiKarne ko bohot kuch hai magar kab kare humKab tak yoon hi is tarah rahe humDil kahta hai Safeway se koi vaccum cleaner la deye Carpet jo jine ko zoonz raha hai, fikwa deHum saaf rahe sakte hai, logon ko bata dain,Haan hum roommates hai – roommates hai – roommates haiAb dil main yehi baaaat, idhar bhi hai udhar bhi..Sab ko bata dain..

Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga,hum rhe chahe kitna bhi door par dil tumhare paas hoga,khwab na aaye tujhe bewafaai karne ka,warna mera daaman mere aansuo se bhiga hoga~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~mujhe dard-e-ishq ka maja maloom hai,mujhe dard-e-dil ki wajah maloom hai,zindagi bhar muskrane ki dua na dena,mujhe pal bhar muskrane ki sja maloom hai~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~hume zakham to sabne diye par unparmarham lagane koi nahi aata,,,,,,,,ab jab bulate hai unko to kahte hai jaate-jaatehumse tumhara dard nahi sha jaata,,,,,,,,,,,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~hume tumse mila itna dard ki aaj nobat aa higyi mar jaaane ki,,,,,,,,,koshis karte to tumhare pyar se jaag jaatekya jarurat thi humhare zakhmo pa namaklagane ki,,,,,,,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~kya jarurat thi unhe meri mayyat par aanaaa,chale hai jaane ab mere gam ka fasana,ab jab jal rha hun chin se to kahte hai,abhi hai aang kam thoda or jalaana,,,,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~sochte hai kabhi tujhe bhi takleef hogi,jab tu humaare janaaje mein sarikh hogi,jaate jaate do aansu tum bha jaana,kyonki teri meri wo mulakat aakhiri hogi,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~kabhi dusron ke gam ko dekhkar hasa karte the aajkhud gam se gujre to ahsaas ho gya,,,,,,,list pdha karte the gam se marne walo kiaaj us list mein apna naam ho gya

Duniya Ne Chena Woh Sub Kuch Jo Laga Mujhe PyaraHar Koi Mujhse Jeeta or Mein Har Dam HaraJo Saaz Se Nikli Hai, Woh Sada Subne Sunni HaiJo Saaz Pe Guzri hai, Woh Kissi Dil ko Khabar NahiTum Badle, Jahan Badla, Badli Nazar Zamane KiYeh Ansoo Char Baqi Reh Gay Nishani Dil Lagane KiGalat Nahi Kay Zamane Mein Lajawab Hain Hum,Samjh Sake Na Koi, Woh Kitab Hain HuTappish Suraj Ki Hoti Hai, Jalna Zameen Ko Parta haiKasoor Ankhon Ka Hota Hai,Bhugatna Dil Ko Parta HaiIn Udas Mushkurahatoon Kay Pechay Ghum Kay Railay HainAb Tumhain Kya Baaten Kay Tum Bin Hum Kitnay Akelay Hain.Mujhe Is Baat Ka Gham Nahi Kay Badal Gaya ZamanaMeri Zindagi Toh Sirf tum Ho, Kahien Tum Na Badal JanaMana Kay Appki Nazaron Mein Kuch Nahi Hain HumMagar Unse Jakar Pucheay Jinhain Hasil Nahi Hain HumKhuda Kissi ko Kissi Pe Fida Na KarayAgar Karay Toh Qayamat Tuk Judaa Na KarayHui Humse Yeh Nadani Teri Mehfil Mein Aa BaithayHo Kay Zameen Ki Khak, Asmaan Se Dil Laga BaithayJinki Yaad Hai Dil Mein Nishani Ki TarhaWoh Toh Bhool Gaye Humain Kahani Ki TarahMohabbat Kar Kay Dekhi Toh Mohabbat Ko Pehchana HaiWafa Buss Naam Ki, Bewafai Ka Fasana HaiAnkhon Ko Intezar Ka Hunar De Kar Chala GayaChaha Tha Ek Shaks Ko Jane Kidhar Chala GayaLaut Aay Na Kissi Roz Woh Awara MizagKhola Rakhtay Hain Is Aas Per Dar Sham Kay BaidBhol Jana Toh Rasam-e-Duniya HaiApne Kounsa Kamal Kiya

LOVE AAJ KAL Movie Songs LyricsYe Doorian In Raho Ki Doorian Lyrics Hindi Song Title: Ye Doorian In Raho Ki Doorian : LOVE AAJ KALSinger(s): MOHIT CHAUHANCast(s): SAIF ALI KHAN , DEEPIKA PADUKONE , NEETU SINGH , RISHI KAPOORHindi Lyrics:Yeh Doorian Aaann….Yeh Doorian Aaann….Yeh DoorianIn Raho Ki Doorian Nigahon Ki DoorianHumraho Ki Doorian Fanna Ho Sabhi DoorianKyun Koi Paas Hai, Door HaiKyun Koi Jaane Na , Koi Yahan PeAa Raha Paas Ya Door MeinJa Raha Janoo Na Mein Hu Kahan PeYeh DoorianIn Raho Ki Doorian Nigahon Ki DoorianHumraho Ki Doorian Fanna Ho Sabhi DoorianYeh Doorian Yeh DoorianYeh Doorian Aa….Kabhi Huwa Yeh Bhi, Khali Rahon Pe BhiTu Tha Mere Saath ,Kabhi Tujhe Milke, Lauta Mere DilYeh Khali Khali HaathYeh Bhi Huwa Kabhi, Jaise Huwa AbhiTujko Sabhi Mein Paa LiyaTera MujheKar Jathi Hai Doorian Satathi Hai DoorianTarsathi Hai Doorian Fanna Ho Sabhi DoorianKaha Bhi Na Mein Ne, Nahin Jeena Mein NeTu Jo Na MilaTujhe Bhule Se Bhi, Bola Na Mein Yeh BhiChahu FasalaBas Fasala Rahe Banke Kasak Jo KaheHo Aur Chahat Yeh JawanTeri MeriMit Jani Hai Doorian Begani Hai DoorianHaat Jani Hai Doorian Fanna Ho Sabhi DoorianKyun Koi Paas Hai, Door HaiKyun Koi Jaane Na , Koi Yahan PeAa Raha Paas Ya Door MeinJa Raha Janoo Na Mein Hu Kahan PeYeh DoorianIn Raho Ki Doorian Nigahon Ki DoorianHumraho Ki Doorian Fanna Ho Sabhi Doorian

Kaha naa ….karte hain nafarat apse bahut..Par jo chahte hain chhupana kyu lete ho janAp na jano ye mumkin nahi toh kya…Humare samne toh pesh aya karo bankar humse Anjaan….Hum apko hi chahe ye wada humne kab kia..Jo apko apni chahat pe hai itna Gumaan….Areyy…. ab ap rahne hi dijiyeAb iss suhaane jahan me aur bhi hain,Jo banana lage hain humare dil ke Mehaman…Aur ab ..Pahla aur pahla the hamara Arman… Hum batana nahi chahate par the hamari jan…Ek din me toh dunia ghum jati he..Aur humari chahat kahati haiJo hume chahe raho usase Anjan….Aur jab koi apno se zyada apna hone lageTo karo use Pareshan….Aur jab wo manzar aa pahoche..ki koi jee na sake humare binaa…Toh humari Adayein aur Husn ki shama kahti hai…..le lo usaki JJaann..Ye kam nahi dilwalon ka, aashiqon ka….Humse dil milana nahi hai itna Asaan….Ab ap ye kya soch rahe hain janabhume samjhana hai sirf humari jaan ke bas ka KaamKaha ho ap ye sochke jeete hainKab wo aayenge aur hogi zindgi hum pe Kurban..Humari dastan toh yahi khatm karte hain abToh kahiye kya banenge ap humari jaan????Hey…hey…heyy..ye kuch ye wo aur aisa waisa nahiKah dete hain isame hain bade Imtihaan………….Pahla aur pahla ho hamara Arman… Hum batana nahi chahate par ho hamari jaan…..

Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga,hum rhe chahe kitna bhi door par dil tumhare paas hoga,khwab na aaye tujhe bewafaai karne ka,warna mera daaman mere aansuo se bhiga hoga~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~mujhe dard-e-ishq ka maja maloom hai,mujhe dard-e-dil ki wajah maloom hai,zindagi bhar muskrane ki dua na dena,mujhe pal bhar muskrane ki sja maloom hai~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~hume zakham to sabne diye par unparmarham lagane koi nahi aata,,,,,,,,ab jab bulate hai unko to kahte hai jaate-jaatehumse tumhara dard nahi sha jaata,,,,,,,,,,,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~hume tumse mila itna dard ki aaj nobat aa higyi mar jaaane ki,,,,,,,,,koshis karte to tumhare pyar se jaag jaatekya jarurat thi humhare zakhmo pa namaklagane ki,,,,,,,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~kya jarurat thi unhe meri mayyat par aanaaa,chale hai jaane ab mere gam ka fasana,ab jab jal rha hun chin se to kahte hai,abhi hai aang kam thoda or jalaana,,,,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~sochte hai kabhi tujhe bhi takleef hogi,jab tu humaare janaaje mein sarikh hogi,jaate jaate do aansu tum bha jaana,kyonki teri meri wo mulakat aakhiri hogi,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~kabhi dusron ke gam ko dekhkar hasa karte the aajkhud gam se gujre to ahsaas ho gya,,,,,,,list pdha karte the gam se marne walo kiaaj us list mein apna naam ho gya,,,,,,,,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa denaMujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Jab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jayeNazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Tere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniyaThukara ker mujhe tum kafiir na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Jab dard judai ka tumhe bhi lage sataneeMeri tarah tum bhi AshQ naa baha dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Pass jab tu aati haiN,kheel sa jata mausamBin uske jiiyu ek pal bhi,rab aisa na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~IshQ ke rahooN maiN gar wafa na nibha sakaTu mout se badh kar mujhe koi aur sazaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Teri ek pal ki bhi judai naa ab seh payege oMiMeri khawabo se jakar mujhe shayar na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Phool Khilna Chahta Hai, Kali Khilne Nahin DetiDil Milnaa Chahtaa Hai, Kismat Milne Nahin Deti~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Khuda kisi ko kis par fidaa na kare,Agar kare to Qyamat tak judaa na kare~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Kutta ban gaya hoon tere pyaar mainyakeen nahin aata to suno.Bhow..bhow~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Yeh tera chehra hai yaa kele ka chhilkaJo dekha to dil phisal gaya~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar doHum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do

Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa denaMujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Jab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jayeNazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Tere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniyaThukara ker mujhe tum kafiir na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Jab dard judai ka tumhe bhi lage sataneeMeri tarah tum bhi AshQ naa baha dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Pass jab tu aati haiN,kheel sa jata mausamBin uske jiiyu ek pal bhi,rab aisa na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~IshQ ke rahooN maiN gar wafa na nibha sakaTu mout se badh kar mujhe koi aur sazaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Teri ek pal ki bhi judai naa ab seh payege oMiMeri khawabo se jakar mujhe shayar na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Phool Khilna Chahta Hai, Kali Khilne Nahin DetiDil Milnaa Chahtaa Hai, Kismat Milne Nahin Deti~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Khuda kisi ko kis par fidaa na kare,Agar kare to Qyamat tak judaa na kare~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Kutta ban gaya hoon tere pyaar mainyakeen nahin aata to suno.Bhow..bhow~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Yeh tera chehra hai yaa kele ka chhilkaJo dekha to dil phisal gaya~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar doHum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do.

Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhainJo bhii kaho ge merii dukaan per wo paogeMaine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake haiBolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge`Kuch pal hote hain kuch pal k liyeji le inhe har pal k liyeYe waqt to ret ki tarah fissal jayegade jayega yaade umar bhar k liye.`Khuda se Scooter manga.. Car di;Apartment manga.. bangla diya;dost manga to tumhain diya..Khuda ne is bar aisa zulm kyoun kia`Ladka: Kaash in hasinaaon kay baap mar jayen’bahaana gam kaa hotahum inke ghar to aateaai murkh tere liye yeh bolna bhi paap hoga.… kisi din tu bhi kisi haseena kaa baap hoga !`Meeting you was fate, becoming your friend was choice,but falling in love with you was completely out of my control.`Chaand ko garoor haiki uske pass noor hai to kya huaMujhe bhi garoor haiki mera dost Langoor hai`Suna hai Yaad may hamari,kisi ko loose motion lag gaye hain….?Chalo Hain to ye bhi aansu,bas zara rasta bhatak gaye hain….`Shiyari Se Tujhe Koi Kam Nai,Tu Qatal B Karde Tu Tujh Pe Elzam NaiKabhi Tu Ayega Tu Mere Ghar Dawat KhanePalang Pe Lita K Na Choda Tu Mera Naam Nai.`Shraab dard ki dawa haiPeene se koi khraabi nahiDil ke dard se peete hainWaise hum Shraabi nahi…`Ladki: Chandni chand se hoti hai, sitaron se nahiMohabaat ek se hoti hai, hazaron se nahiLadka: Chandni chand se hogi to sitaron ka kya hogaMohabbat ek se hogi to hazaron ka kya hoga.