unhe afsos hai ki mai unse mila nahishikwa tha dil me magar koi gila nahi.khair jo hona tha so to ho hi gayaitezar hua magar phool koi khila nahi.——————————————————–wo mere raste me sir jhukaye bathe haisham-e-roshni kyo bujhaye baithe haikoi jaye jakar unse bhi talab karekyo wo raste ko mehkaye baithe hai—————————– – - – - – - – - – - -ek hawa chali aur ek ada bhi phir chaliwo us raste se kuch is tarah chaliki dekhne walo ne kya kuch nahi kahapar wo to thi manchali apni hi rah chali.———— – - – - – - ———- – - – - – - ——-firdaus tere ane ka mujhe bhi intezaar thanaam mera bahut diljalo me beshumaar thalog kehte mujhe ki ashiq nahi ashiqee hai tumai kya kehta mujhe to sirf isika funkaar tha—— — – - – - ———– – - – - – ———- – - – - ——kitne dino talak mujhe tere jane ka gam rahasataya bahut tumhe par mujhe kaha inkaar thasoya nahi tha rato se din ki khabar kise kahachora tha maine sab kuch jo mera ghar-bar tha——— – - – - – ———– – - – - – ———– – - – - – ——–wo bolte mere kano awaz nahi hoti maine kaha mehke dilo ko saaz nahi hoti.

Dosto ke rehnuma wo hai hum nahiChot pe chot khate wo hai hum nahiPhir bhi duniya hume hi yaad karti haiIs par bhi unhe zara sa bhi gum nahi———–++++++++++——–+++++++———Wo nahi to hum nahi duniya ke ye sitam nahiWo sagar hai unke age to hum bhi hum nahiYe giza hai unki jo Riyaz-e-Syahi me dum haiWarna unke bina to koi Mehfil-e-Zam nahi——-++++++++——-+++++++——-++++——-Tasavur hua unhi se unhi se hai ye jindagikarta hu yaad khuda ko dekh unki bandagiChasme bayaan karte halaat ab unhi keHalaat-e-chasm me jaise thehri hai jindagi——++++++——–+++++++——-+++++——–Furkat ki baat hai ye jaise ho fursat me raatAyi hai ab juba pe to mai likhta hu jindagiIkraar aap bhi kariye ki gujar na jaye ye raatBaato hi baato me jaise hai pal bhar ki jindagi——++++++——+++++++——-++++++———Age abhi aur bhi hai jamane ke rang haseenKi ab na jau sochta hu aye meri mehjabeenRone ki surat nahi hasne ka hai ye palAye mere doston ayunga phir mai kal————————— – - – - – —–Nagme mere ab yu bhujne na dena tumKi yado ke sil sile hai yado me hona tumTum bin ye jindagi ab adhuri si lagti haiKi ayo meri mehfil me jayo na kahi tum—————————————-Kuch ashq hai mere jo shabdo me dikh rahe haiShayad koi gulfaam ho jo pehchaan le inheTo be Continued.. . . . .Riyaza dost that never dies..

Albums of Jagjit Singh!1.chak jigar ke see lete haiNjaise bhi ho jee lete haiNdard mile to seh lete haiNashk mile to pee lete haiNaap kaheN to mar jaayeN humaap kaheN to jee lete haiNbejari ke andhi-yaare meiNjeene wale jee lete haiNhum to haiN un fuloN jaisejo kaanTo meiN jee lete haiN2.kabhi khamosh baithogi, kabhi kuchh gungunaaogimaiN utna yaad aaoonga, mujhe jitna bhulaaogikoi jab poochh baithega, khamoshi kaa sabab tumsebahot samajahna chaahogi, magar samjhaa na paogeekabhi duniya mukkammal banake, aayengi nigaahOn meiNkabhi meri kami duniya ki, har ek shey meiN paaOgikahiN par bhee raheN hum tum mohabbat fir mohabbat haitumhe hum yaad aayenge, hameN tum yaad aaogee3.wo kaun hai, duniya meiN jise, gam nahiN hotakis ghar meiN khushi hoti hai, maatam nahiN hotaaise bhi haiN, duniya meiN jinheiN, gam nahiN hotaek hum haiN hamaara, kabhi kam nahiN hotakya surmaa bhari, aankhoN se, aansoo nahiN girtekya mehandi lage, hathoN se, matam nahiN hotakuch aur bhee, hotiN haiN, bigadane ki adaayeNpar meri samaj ye, ek aalam nahiN hota4.aaj ham bichhade haiNto, kitne rangeele ho gayemeri aankheN sukhi, tere haath peele ho gayekab ki patthar ho chuki thee muntazir aankhe magarchhooke dekha to mere hath geele ho gayejane kya ehsas saaz-e-husn taroN meiN haiNjinko chhoote hi mere nagmeN raseele ho gayeab koi ummeed hai sahid, na koi aarzooaasre TooTe to jeene ke waseele ho gaye5.tum ye kaise juda ho gayehar taraf har jagah ho gayeapana chehra na badlaa gayaaayine se khafa ho gayejaane waale gaye bhi kahaaNchand suraj ghaTa ho gayebewafa to na wo the na humyuuN hua bas juda ho gayeaadmi banana aasaaN na thasheikhjee aarasa ho gaye

Albums of Jagjit Singh!1.chak jigar ke see lete haiNjaise bhi ho jee lete haiNdard mile to seh lete haiNashk mile to pee lete haiNaap kaheN to mar jaayeN humaap kaheN to jee lete haiNbejari ke andhi-yaare meiNjeene wale jee lete haiNhum to haiN un fuloN jaisejo kaanTo meiN jee lete haiN2.kabhi khamosh baithogi, kabhi kuchh gungunaaogimaiN utna yaad aaoonga, mujhe jitna bhulaaogikoi jab poochh baithega, khamoshi kaa sabab tumsebahot samajahna chaahogi, magar samjhaa na paogeekabhi duniya mukkammal banake, aayengi nigaahOn meiNkabhi meri kami duniya ki, har ek shey meiN paaOgikahiN par bhee raheN hum tum mohabbat fir mohabbat haitumhe hum yaad aayenge, hameN tum yaad aaogee3.wo kaun hai, duniya meiN jise, gam nahiN hotakis ghar meiN khushi hoti hai, maatam nahiN hotaaise bhi haiN, duniya meiN jinheiN, gam nahiN hotaek hum haiN hamaara, kabhi kam nahiN hotakya surmaa bhari, aankhoN se, aansoo nahiN girtekya mehandi lage, hathoN se, matam nahiN hotakuch aur bhee, hotiN haiN, bigadane ki adaayeNpar meri samaj ye, ek aalam nahiN hota4.aaj ham bichhade haiNto, kitne rangeele ho gayemeri aankheN sukhi, tere haath peele ho gayekab ki patthar ho chuki thee muntazir aankhe magarchhooke dekha to mere hath geele ho gayejane kya ehsas saaz-e-husn taroN meiN haiNjinko chhoote hi mere nagmeN raseele ho gayeab koi ummeed hai sahid, na koi aarzooaasre TooTe to jeene ke waseele ho gaye5.tum ye kaise juda ho gayehar taraf har jagah ho gayeapana chehra na badlaa gayaaayine se khafa ho gayejaane waale gaye bhi kahaaNchand suraj ghaTa ho gayebewafa to na wo the na humyuuN hua bas juda ho gayeaadmi banana aasaaN na thasheikhjee aarasa ho gaye

To be sung to the tune of Ai Malik Tere Bandhe HumHey Mumbai tere bandhe hum,Yeh kaise kyun hum-par situm,Na railways chale, na BEST chale,Paidal chalte huwe nikle dum.Hey Mumbai——————Waise office-se jaldi nikle hum,Jamke station-thak badhaaye kadam,Hum khade the magar, gaadi ki na khabar, Tootaummeed-ka papaddum.Aake baahar jab pheri nazar,Dekha Bambai bana tha gutter,Na auto chale aur na taxi rukhe,Ab kaise karenge safar.Hey Mumbai——————Hua baarishse yun saamna,Na kahin bijali, koi phone na,MTNL kho gaya, Ambani bhi so gaya,Andheremein hamein chod diya,Cell-phone bhi kare gadbadam,Yeh kaisa bada sankatam,Bhejemein fikr aur kuch na clear,Bheegke tan man hua bahut naram.Hey Mumbai——————Thoda rukhke maine saans li,Yaad aane laga family,Biwi tum ho kidhar, bachhee hain kya udhar,Ya kahin phas jaayenge raat-bhar,Ab kaise karenge aur sabr,Kare koi na aisa suffer,Mere dilmein fear, aankhonmein tear,Tension chadne laga ekdum.Hey Mumbai——————Chal pada public-ka caravan,Girnewalonko kiya saavdhaan,Hum chalte rahe, saath bhadte rahe,Door manzil, kadi imtihan.Man-holes bhi khule the idhar-udhar,Upar thunder, neeche bhi no cover,Drainage-ke tale khaddepe gire,BMC bhi bada be-sharam.Hey Mumbai——————Yeh meteorology jaaye bhaadmein,Saara metro duba paanimein,Koi Shanghai kahe, future Hong-Kong kahe,Yaaron unko hum paagal kahe,Yeh hota hai year after year,Kab sudhrega apna shahar,Na Government sune, na bhagwan sune,Rothe thairthe aa pahuncha main ghar.Hey Mumbai tere bandhe hum!GOD SAVE MUMBAI.

Aajadi ki kabhi shaam nahi hone denge,Sahidon ki kurbani badnaam nahi hone denge,Bachi ho jo ek bund bhi garam lahu ki.Tab tak bharat mata ka aanchal nilaam nahi hane denge.* Happy Independence Day *Aao jhukke salam kare unko jinke,Hisse me ye mukam aata hai,Khushnasib hota hai wo khun,Jo desh ke kaam aata hai.“Jay hind Jay bharat”* Happy Independence Day *31 states1618 languages6400 castes6 ethnic groups29 festivalS1 COUNTRY, PROUD TO BE: INDIAN :* Happy Independence Day *Na zuban se,Na nigahon se,Na dimag se,Na rango se,Na greeting se,Na gift se,Aapko Jashne Azadi Mubarak direct dil se.* Happy Independence Day *Aaj main aap se apne dil ki bat kahna chata hu.Han wohi 3 alfaz jo aap sunna chahte hai.Wo hi 3 alfaz jo aap k dil ko chulen***HAPPY INDEPENDENCE DAY***Apunka pehala SMS 15th Aug Ko ,ye le pakad leSare zahan se achcha hindusta hamara ,aao milke wada kare jhanda ucha rahe hamara!*Happy Independence Day *Aao desh ka samman kare shahidon ki kurbaniya yad kare,Ek bar fir se desh ki Kamaan hum Hindustani apne hath mai le,Aao swantantrata diwas ka maan kare.* Happy Independence Day *Azad Hindudustan k nalayak nojawano,Agar aaj valentines day hota ya phr frendshp day hota,To inbox full hota..Chalo jaldi se utho aur sab ko“INDEPENDENCE DAY” wish karo.“”"HAPPY INDEPENDENCE DAY”"”Watan hamra misaal mohabbat ki,todta hai deewar nafrat ki,meri khus nasibi,mili zindagi is chaman me,bhula na sake koiiski khusboo saton janam me,” Happy Independence Day”We celebrate Velentine day and We enjoy friendship day.Because we are free and Independent to do this in India.So the biggest acheivement is our INDEPENDENT DAY.* Happy Independence Day *

To be sung to the tune of Ai Malik Tere Bandhe HumHey Mumbai tere bandhe hum,Yeh kaise kyun hum-par situm,Na railways chale, na BEST chale,Paidal chalte huwe nikle dum.Hey Mumbai——————Waise office-se jaldi nikle hum,Jamke station-thak badhaaye kadam,Hum khade the magar, gaadi ki na khabar, Tootaummeed-ka papaddum.Aake baahar jab pheri nazar,Dekha Bambai bana tha gutter,Na auto chale aur na taxi rukhe,Ab kaise karenge safar.Hey Mumbai——————Hua baarishse yun saamna,Na kahin bijali, koi phone na,MTNL kho gaya, Ambani bhi so gaya,Andheremein hamein chod diya,Cell-phone bhi kare gadbadam,Yeh kaisa bada sankatam,Bhejemein fikr aur kuch na clear,Bheegke tan man hua bahut naram.Hey Mumbai——————Thoda rukhke maine saans li,Yaad aane laga family,Biwi tum ho kidhar, bachhee hain kya udhar,Ya kahin phas jaayenge raat-bhar,Ab kaise karenge aur sabr,Kare koi na aisa suffer,Mere dilmein fear, aankhonmein tear,Tension chadne laga ekdum.Hey Mumbai——————Chal pada public-ka caravan,Girnewalonko kiya saavdhaan,Hum chalte rahe, saath bhadte rahe,Door manzil, kadi imtihan.Man-holes bhi khule the idhar-udhar,Upar thunder, neeche bhi no cover,Drainage-ke tale khaddepe gire,BMC bhi bada be-sharam.Hey Mumbai——————Yeh meteorology jaaye bhaadmein,Saara metro duba paanimein,Koi Shanghai kahe, future Hong-Kong kahe,Yaaron unko hum paagal kahe,Yeh hota hai year after year,Kab sudhrega apna shahar,Na Government sune, na bhagwan sune,Rothe thairthe aa pahuncha main ghar.Hey Mumbai tere bandhe hum!GOD SAVE MUMBAI- Urmila Shah’s poetryWith Best Regards,

Hayat-o-Hurmat,Maher-o-Wafa ki Shaan hai Aaurat,Shabaab-o-Husn,Andaaz-o-Ada ki Jaan hai Aaurat,Hijaab-o-Asmat-o-Sharm-o-Haya ki Kaan hai Aaurat,jo Dekho Ghaour se har Mard ka Eimaan hai Aaurat,Agar Aaurat na Aati Kul Jahan Matam Kadah hota,Agar Aaurat na hoti har Makaan ek Gham Kadh hot hota,Jahan mein ek Sache Mard ki Taqdeer hai Aaurat,Tilism Aalam Bala ki ek Akseer hai Aurat,Ye Kudrat mein ek Chalti hui Shamsheer hai Aaurat,Zameen par Fitrat-e-Masoom ki Tasveer hai Aaurat,Jahan mein karti hai Shaahi magar Lashkar nahin rakhti,Diloun ko karti hai Zakhmi magar Khanjar nahin rakhti,kahin Masoom Tifli is ke Naghmoun se Bahlti hai,kahin Be-Khud-o-Jawani is ke Nosh-e-Lab se Phalti hai,Kahin Majboor Peeri iski Batoun se Sanbhalti hai,Kahin Aaraam se Jaan iske Qhadmoun par Nikalti hai,Nahin hai Kibruyaai Laikin wo Shaan-e-Kibryaai hai,Hamari Saari Umar par iski Khudai hai,Ussi ki Buu hai Duniya ke Lahekte Ghancha Zaroun mein,Ussi ka Rang Gulshan ki Mahekti Nau Baharoun mein,Ussi ke Naghme Jannat ke Machlte Aabsharoun mein,Ussi ka Noor Khudrat ke Bahaarein Jalwa Zaroun mein,Bahaar Afreenash hai Shabaab-e-Zindagani hai,Jawan Fitrat ka ek Khoya Hua Khuwaab-e-Jawani hai,Wo Rooti hai to Saari Kaynaat Aansu Bhati hai,WO Hansti hai to Fitrat Be-Kudi se Muskurati hai,Wo Sooti hai to Saatoun Aasman ko Nieend Aati hai,Wo Uthti hai to Kul Khuwabidah Duniya ko Uthati hai,Wohi Arman Hasti Wohi Eimaan Jaheti Hai,Badan kahey agar Hasti ko to Wo Jaan-e-Hasti hai,Wo Caahe to Jalwe de Naqal Zaar Hukmraani ko,Wo Caahe to Badal de Rang-e-Bazam-e-Aasmani ko,Wo Caahe to Uulat de Pardah Duniya-e-Fani ko,Wo Caahe Mitta de Josh-e-Baher Zindagani ko,Wo Kahde to Bahaar-e-Jalwa Mitt Jaye Nazaroun se,Wo Kahde to Libaas-e-Noor Chin jaye Sitaroun se.

Har kisi ko dost banaya nahi jaatayeh woh rishta hai jo aajmaya nahi jatahaath toh mil jaate hai aksar ajnabiyo semagar dil har kisi se milaya nahi jata***************************************Jiski jhalak mein karaar bahut haiuska milna dushwaar bahut haijo merey haathon ki lakheeron mein nahinus shaks se hamey pyaar bahut haijisko mere dil ka raasta bhi nahin maloomfir bhi dhadkanon ko unka intezaar bahut haiye ho nahin sakta o humey bhuladeykya karein humko unpar aitebaar bahu hai..***************************************Kitni jaldi ye mulaqaat guzar jati haipyaas bujty nahin barsaat guzar jati haiapny yaadon se kehdo is tarah na aaya kareneed aati nahin raat guzar jaati hai***************************************Aap ke khayalon se fursat nahin miltihumey ek pal ki raahat nahin miltimil to jaata hai sab kuchbus aap ki ek jhalak nahin milti***************************************Hum hoto se nam lete haiaankh mein aasu ajate hai,kal tak hazaron baatein kiya karte the unse,aaj awaaz sunne ko bhi taras jate hai***************************************aankho mein kyun aansu jhalak jaate ha intanhaiyon mein kyun gham yaad aate haiaansu pochkar koi ye bata de hameinbhul jaane wale aksar kyun yaad aate hai***************************************Ek Din Baharo Ke Phul Murja Jayenge,Bhul Se Hum Tumhe Kabhi Yaad AAyehge,Ehsas Hoga Tumhe Mere Pyar Ka,Jab Bahut Dur Hum Tumse Chale Jayenge.***************************************kashti behti hai kinare ki talash me,log milte hai pyar ki aas me.hum milne nahi aa paate aapse to kya hua,magar waqt to bitate hai sirf aapki yaad me.***************************************Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi

Fir bhi ..Hum unki chhah main tadapkar rote hai,aansoo hamare dikaye nahi dete hai,unki yaadonmain ratbhar jagate hai,aur dinka chain bhi khote hai,fir bhi wo aisa kyon samazati hai ki,sare mard ek jaise hote hai,.Hum unki khushi ko apna samazate hai ,aur unke gum main bhi to saath nibhate hai,unki musibato ko khud zelate hai,aur fir bhi muskurate hai,fir bhi wo aisa kyon samazati hai ki,sare mard ek jaise hote hai,.Unke ha main main ha milana hamari majbori hoti hai,kyon ki koi galatfehmi na ho iske liye ye zaroori hoti hai,wo apne aapko hi sabkuch samazati hai,aur hame apni ungaliyon pe nachati hai,hum nachate bhi hai,fir bhi wo aisa kyon samazati hai ki.sare mard ek jaise hote hai,.Dhoka to wo bhi deti hai humko,magar fir bhi badnam hume hi karti hai,dil to wo bhi dukhati hai humara,magar fir bhi ilzam humko hi deti hai,sub gile shikave bhulkar hum unko manate hai,fir bhi wo aisa kyon samazati hai ki,sare mard ek jaise hote hai,.Muze to ab aisa lagata hai,sari ladakiya yahi sochati hai,hum maise bhi kio accha ho sakata hai,kyo nahi wo apne dil se dekhati hai,tumhare pyar ke khatir hum apna sab kuch lutate hai,fir bhi wo aisa kyo samazati hai ki,sare mard ek jaise hote hai,. .Bahot dukh hota hai,bahot takalif bhi hoti hai,kaise samazaye hum unko ki,aankhen hamari bhi roti hai,magar hum chupke chupke aansoo pi lete hai,fir bhi wo aisa kyo samazati hai ki,sare mard ek jaise hote hai,.Sari ladakiya aisa na samze to accha hai,pyar hum jo karte hai dilo jan se tum pe,wo bhi utnahi saccha hai,agar kisi ki galatfehami ka tum shikar ho,to wo us ek ki burai hai,kyon dosh deti ho tum ham sab ko,humse tumhri kya ladai hai,fir bhi .tum ko jo chhahe tum karo,tum ko jo chhahe tum kaho,tumhe puri azadi hai,mard aur aurat main beti baap aur bhai bahanbhi to hote hai,kya fir bhi tum kahogi ki,sare mard ek jaise hote hai !

Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahiRishtonki Haqiqath koi kya samjhega.Dilon ki zaroorath koi kya samjhega,Unki muskurahat hai toh zindagi hai Hamari,Uss muskurahat ki keemat koi kya samjhega.Wo ankhon me ashq liye baite hai,Hum bhi unki pyar me pagal huye baite hai,Hum toh jaan dene ko bhi tayyar hai,Magar woh hamari jaan bankar baite hai.Har Subhah Teri Muskarati Rahe,Har Shyam teri Gungunati Rahe,DOST tu Jise se bhi Mile,Her Milane walo Ko Teri Yaad Aati Rahe..Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Gaye,Mile To Mulakat Ban Gaye,Bichhre To Yaad Ban Gaye,Aur Jo Dil Se Na Gaye,Wo AAP Ban Gaye.Aap khubsurat hain itne,ke har shakhs ki zuban par aap hi ka tarana hai,hum nacheez to kahan kisi ke kaabil,aur aapka to khuda bhi diwana hai.Is DiL Mein Aa Saka Na Koi,Is DiL Ko Chura Saka Na Koi,Kasoor Is Mein Kisi Ka Nahi,Aap Jaisi Jagah DiL Mein Bana Saka Na Koi..Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Gaye,Mile To Mulakat Ban Gaye,Bichhre To Yaad Ban Gaye,Aur Jo Dil Se Na Gaye,Wo AAP Ban Gaye.Aap khubsurat hain itne,ke har shakhs ki zuban par aap hi ka tarana hai,hum nacheez to kahan kisi ke kaabil,aur aapka to khuda bhi diwana hai.Is DiL Mein Aa Saka Na Koi,Is DiL Ko Chura Saka Na Koi,Kasoor Is Mein Kisi Ka Nahi,Aap Jaisi Jagah DiL Mein Bana Saka Na Koi..Dur nighaon se bar bar jaya na karoDil ko iss kadar tadpaya na karotum bin ek pal bhi jee na sakenge humyeh ehsas bar bar dilaya na karoZindagi se meri mujhe koi shikayat nahiha magar dil ki sunai deti koi aahat nahisuna suna sa hai, berang hai bazaar-e-zindagi,kya nazaraa hai ki ab maut ko bhi meri chahat nahiYe dil na jane kya kar baitha,Pooche bina hi mujhse faisla kar baitha,Is zameen par toota sitara tak nahi girta,Aur ye paagal dil chaand se pyaar kar baitha.

Kyon Yaaaaaad Aati Ho Itna,Ke Jeena Dushwar Ho Geya,Yaaaad Karte Karte Tumko,Humko Tum Se Pyar Ho Geya !!`Khushbu Ki Tarah Aapke Pass Bikhr Jaynge,Sukun Bankar Dil Main Utar Jayege,Mehsus Karne Ki Koshish To Karo,Dur Hote Hue Bhi Paas Nazar Aayege !!`Tute Khwabo Ko Sajana Aata Hai,Ruthe Dil Ko Manana Aata Hai,Aap Humare Gam Ko Dekhkar Pareshan Na Hona,Hame To Dard Me Bhi Muskurana Aata Hai !!`Ho Sakta Hai Ki Hum Saath Reh Na Paye,Ek Dusre Se Hum Kuch Keh Na Paye,Itni Nazdikiya Mat Badao Ki Hum Dooriya Seh Na Paye !!`Is Sham Ki Tanhai Se,Is Dard Ki Gahrai SeYe Dil Kuch Baat Kar Raha Hai.Zara Samjho In Fizaon Ki Chubhan Ko,Aaj Fir Tumhe Koi Yaad Kar Raha Hai !!`Zikar Hua Jab Khuda Ki Rahmato Ka,Hamne Khud Ko Khusnasib Paya,Tamanna Thi Ek Pyare Se Yaar Ki,Khuda Khud Yaar Bankar Aapke Roop Me Aaya !!`Kashish Honi Chahiye Kisi Ko Yad Karne Ki,Lamhe To Apne Aap Mil Jate Hain.Waqt Hona Chahiye Kisi Ke Saath Gujarane Ke Liye,Bahane To Apne Aap Mil Jate Hain !!`Lamha Lamha Jod Kar Zindagi Banai,Zindagi Me Aapki Dosti Se Mehak Aai,Dosti Ke Naam Kar Diye Kuch Lamhe,Baki Lamho Me Aapki Yaad Aai. !!`Na Hi Dil Me Armaan Koi Rakna,Duniya Ki Bhid Me Pahchan Koi Rakna,Achhi Nahi Lagti Jab Rahti Ho Udas,Hotho Pe Sada Muskan Wahi Rakna !!`Is Kadar Na Har Baat Yaron Se Pucho,Jo Baat Raaz Ki Ho Woh Isharo Se Pucho.Lehro Se Khelna To Samandar Ka Shouk Hai,Lagta Hai Chot Kaise Yeh Kinaro Se Pucho… !!`Pyar Agar Maine Tumse Kiya,To Firz Hai Tumhara Tum Bhi Nibhogi,Pyar Me Agar Dhokaaa De Sakti Ho,To Zahar Bhi Tum Hi Pilaogiiiii..!!`Pucho Na Us Kagaj Se,Jis Pe Hum Dil Ke Bayan Likhte Hai.Tanhayino Me Beeti Baate Tamam Likhte Hai,Wo Kalam Bhi Dewani Ho Gayi, Jis Se Hum Aap Ka Naam Likhte Hai !!`Intezaar Rehta Har Shaam Tera,Rate Katati Hain Le-Le Kar Naam TeraMuddat Se Baithe Hain Yeh Aas Paale,Ki Aaj Aayega Koi Paigaam Tera !!`Love &

Diwali Parva hai Khushio ka,Ujalo ka, Laxmi ka…. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho…Happy DiwaliDiwali aai, masti chahi, rangi rangoli,deep jalaye, Dhoom Dhadaka, chhoda phataka, jali Phuljadiyan,Sabko Bhaye, “Happy Diwali”Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye,Diwali ki Dhero Shubh KamanayeDeep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,Jab tak zindagi hai, dua hai hamari ‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe…’ Happy DiwaliSafalta Kadam Chumti rahe,Khushi Aaspas ghumti rahe,Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,Happy DiwaliTroubles as light as Air,love as deep as Ocean,Friends as Solid as Diamonds,and Success as bright as Gold…These are the wishes for you and your family on the eve of Diwali and EID. Eid ki Mubarakbadi aur Diwali ki Shubhkamana!Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.Happy DiwaliThe generations have passed by hindu culture,is getting stronger and stronger lets keep it up.Long live the tradation of hindu cultureBest Wishes for DiwaliAaj se aap ke yahan,Dhaan ki barsat ho,Maa laxmi ka vas ho,Sankatto ka nash hoHar dil par aapka raj ho,Unnati ka saar par taj ho,Ghar mein shanti ka vas ho“Happy Diwali”Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen,Dukhon ka naas karen.Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare.Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen.Happy deepawaliSri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen. Happy deepawali

Diwali Parva hai Khushio ka,Ujalo ka, Laxmi ka…. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho,Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho…Happy DiwaliDiwali aai, masti chahi, rangi rangoli,deep jalaye, Dhoom Dhadaka, chhoda phataka, jali Phuljadiyan,Sabko Bhaye, “Happy Diwali”Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye,Diwali ki Dhero Shubh KamanayeDeep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,Jab tak zindagi hai, dua hai hamari ‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe…’ Happy DiwaliSafalta Kadam Chumti rahe,Khushi Aaspas ghumti rahe,Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,Happy DiwaliTroubles as light as Air,love as deep as Ocean,Friends as Solid as Diamonds,and Success as bright as Gold…These are the wishes for you and your family on the eve of Diwali and EID. Eid ki Mubarakbadi aur Diwali ki Shubhkamana!Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi,Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai.Happy DiwaliThe generations have passed by hindu culture,is getting stronger and stronger lets keep it up.Long live the tradation of hindu cultureBest Wishes for DiwaliAaj se aap ke yahan,Dhaan ki barsat ho,Maa laxmi ka vas ho,Sankatto ka nash hoHar dil par aapka raj ho,Unnati ka saar par taj ho,Ghar mein shanti ka vas ho“Happy Diwali”Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen,Dukhon ka naas karen.Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare.Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen.Happy deepawaliSri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen. Happy deepawali

LOVE AAJ KAL Movie Songs LyricsTwist And We Twist Lyrics Hindi Song Title: Twist And We Twist : LOVE AAJ KALSinger(s): NEERAJ SRIDHARCast(s): SAIF ALI KHAN , DEEPIKA PADUKONE , NEETU SINGH , RISHI KAPOORHindi Lyrics:(Round De Chak Round De ChakRound De Chak Alloma Lao Say)-2Let’s Have Some Ranouk ShaunakLet’s Have Some Party NowLet’s Have Some Ralla RaftaRound De Chak Hey Round De ChakLet’s Have Some Dhol DhamakaLet’s Call The Dholi NowLet’s Have Some Matti TappaChalo Chalo Ji Lak Lak Ga LoChalo Chalo Ji Mauj Mana LoChalo Chalo Ji Nach Lo Gaa LoPakad Kisi Ki Wrist(And We Twist (We Twist)-3 ) – 4(Round De Chak Hey Round De Chak Round De Chak)-3Bekad Shikad Se, Duniya Chal LeTher Bhi Chal Le, Balle BalleHo Gaayi Haan Ho GaayiOh Hassi Khusi Mein, Gham Ki BaddiHawa Mein , Mauka TaloKho Gaayi Haan Kho GaayiHooohooo..Choodo Choodo Sab Rone DhoneChoodo Choodo Dukh Aage HoneDekho Dekho Dil Sone MoneYeh Life Ki Jist(And We Twist (We Twist)-3 ) – 4(We’ll Be Singing Dancing Hot RomancingMasti All The Time Any Season Need No ReasonFor Some Place N Feeling FineHere’s The Party, EverybodyMove Your Body Shake ShakeBreak Your Body Get Down On ItLet The Music Play )- 2Sone Mone, Mallo Malli Kar Gaye TalliAankh Waank Si Ladh Gayi Haan Ladh GayiBotthle Shootle Kholi BinaDaaru Shaaru Bin Peethe HiChad Gayi, Haan Chad GayiOhhhhooooDekho Dekho Sab Ghoom Raha HaiDekho Dekho Jag Jhoom Raha HaiYeha Wahan Dil Dhoond Raha HaiAab Khusiyon Ki ListEverybody In The Spot Tonight(And We Twist (We Twist)-3 ) – 2Let’s Have Some Ranouk ShaunakLet’s Have Some Party NowLet’s Have Some Rolla RaftaRound De Chak HeyLet’s Have Some Dhol DhamakaLet’s Call The Dholi NowLet’s Have Some Matti TappaChalo Chalo Ji Lak Lak Ga LoChalo Chalo Ji Mauj Mana LoChalo Chalo Ji Nach Lo Gaa LoPakad Kisi Ki Wrist(And We Twist (We Twist)-3 ) – 4