Jo kal tha usa bhula kar dekho,Jo aaj hai usa jeekar dekho,Aane wala pal khud hi sawarJaayaga zara iss zindagi seDosti karke to dek hoDilon ki daastan use kahan kubool the,Meri wafayein uske liye fizool the,Koi aas nahi lekin itna bata do,Maine Chahe thi use kya ye meri bhool thi?Majburi kya thi unhone bataye to hoti,Judai ki baat yun sunayi na hoti,Apne khabar ki Mitti b de dete unhe,Kash wo mere maut ki khwahis jataye to hotiMohabbat meri unko bekara karegi,Har dhadkan unke hi intezar karegi,Humne to unse aisi mohabbat ki hai,Ki bewafai bhi 100 baar soch ke vaar karegaIs dil me uske liye itna pyar rahega,Ke waqt bhi uska gawah rahega,Uska pyar shayad kisi aur k naseeb me ho,Uski yaadon ka haqdar rahegaZara si bhool khata ban gayi,Wafayein bhi ab saza ban gayi,Dil liye khela aur tod diya,Meri jaan chali gayi aur unki ada ban gayiKhush hain wo hame yaad na karke,Hans rahe hain wo hame ruswa karke,Ye hansi unke honto se kabhi na jaye,Khuda kare wo hamari MAUT Par Bhi Muskuraye

sochta hoon ek din kuchh aisa karoonga,teri zulfon me sokar apne khwabon ko poora karungateri ye aankhein kar na de mujhe diwana,phir bhi in aankhon me khone ki main khata karunga,teri ye mast ada kar na de mujhe aawara,phir bhi teri har ada ko dekha krunga,sochta hoon. karunga,teri zulfon .. karunga,teri ye surkh honton ki muskurahat .dekhe bina jee nahi sakunga,teri yaadon ki barsaaton ne gher rakha hai mukhe,phir bhi har lamha,har pal yaad main tujhe kiya karunga,sochta hoon..karunga,teri zulfonkarunga,tera ye muskurakar mujhse baat karna,har pal is suhane pal ki main guzarish karunga,agar nahi mili tum mujhe is zindagi mein,apne jism ka har hissa bechkar tujhe paane ki main koshish karunga,sichta hoon..karungateri zulfon.karungatu agar kehde mujhse ke baith jaao ‘kabir’to zindigi bhar na vahan se uthunga ‘jaana’tu agar keh do ke so jaao ‘kabir’to sub-ha qayamat tak main sota hi rahunga’jaana’sochta hoonkarungateri zulfon karunga

sochta hoon ek din kuchh aisa karoonga,teri zulfon me sokar apne khwabon ko poora karungateri ye aankhein kar na de mujhe diwana,phir bhi in aankhon me khone ki main khata karunga,teri ye mast ada kar na de mujhe aawara,phir bhi teri har ada ko dekha krunga,sochta hoon. karunga,teri zulfon .. karunga,teri ye surkh honton ki muskurahat .dekhe bina jee nahi sakunga,teri yaadon ki barsaaton ne gher rakha hai mukhe,phir bhi har lamha,har pal yaad main tujhe kiya karunga,sochta hoon..karunga,teri zulfonkarunga,tera ye muskurakar mujhse baat karna,har pal is suhane pal ki main guzarish karunga,agar nahi mili tum mujhe is zindagi mein,apne jism ka har hissa bechkar tujhe paane ki main koshish karunga,sichta hoon..karungateri zulfon.karungatu agar kehde mujhse ke baith jaao ‘kabir’to zindigi bhar na vahan se uthunga ‘jaana’tu agar keh do ke so jaao ‘kabir’to sub-ha qayamat tak main sota hi rahunga’jaana’sochta hoonkarungateri zulfon karunga.

Mai to pahle aisa likhata nahi tha,Dil me tha jakhm par dukhta nahi tha,Mujhe jukaya kisi ki bewafai ne,Warana mai kisi ke aage jukta nahi tha,Doli nikalegi jab ghar se teri,Ashk ki bahenge tab najar se meri,Jab kabi hoga tera shamsano me aana,Naam tera he gunjega kabra se meri.Jab tut ta hai dil to awaaj nahi hoti,Tum jaisi haseen kisi ka mahothaj nahi hoti,Tum meri jindagi kya swarogi,Ye jindagi khuli kitab nahi hoti.Jindagi ke gum nasur ban jaye,To muskurata kaun hai?Jab dil me lage aagto bhujata kaun hai?Ishq ki chot ka kuch,dil par asar ho to sahi,Dard cum ho ya jyadaMagar ho to sahi.Hum me hi thi na koi baat,Yaad na tumko aa sake,.Tune hume bhula diya magar,Hum na tumhe bhula sake.Aao hum tum sanam,Milkar ye vada karen,Tum mere dil me raho,eMai tere dil me rahu.Gum mila hai jo mujhe dil lagane se,Kya kahun mai is jamane se,Yaad aata hai jab vo pyar ka wada,Ab mere honth jalate hai muskurane se.Kaise samjaun mai bala,In reshmi balon ko,Chum rahe hai juk karJo tumhare galon ko.

Zindagi Guzar Rahi Hai Uss Ke Khayalon MeinAjeeb Si Ik Laali Thi Uss Haseen Ke Gaalon MeinSocha Tha Bhool Jayenge Uss Bewafa Ko Hum LekinEik Bhi Yaad Na Mit Saki Dekho Itne Saalon Mein !!Dua Karti Hai Har Saans Mairi, Ke Tum Ho Ya Koi Bhi Na HoRahey Haath Mein Haath Apna, Kabhi Dil Say Na Tum Juda HoMairey Dil-o-Dimagh Pey Humdum, Kuch Aisey Hai Tera BaseraIkj Shakhs Ho Tum Sab Ke Waastey, Mairey Liye Saara Jahan Ho !Hota Hai Jab Pyar To, Bharosa Aa Hi Jaata HaiShaq Iss Mohabat Ko To Bilkul Kha Hi Jaata HaiLaakh Bachney Ki Koshish Karo Lekin Mairi JaanIss Bhari Dunya Mein Koi Bhaa Hi Jaata Hai !Jiss Ne Judai Ki Chuban Ko Na Kabhi Mehsoos Kiya HoJiss Ne Dil To Liya Ho Par Apna Dil Na Diya HoWoh Pyar Ki Kashish Ko Bhala Kaisey Jaan Paaey GaBass Iss Khoobsurat Ehsaas Say Woh Mehroom Reh Jaaey Ga !Kabhi Kabhi Insaan Iss Haal Mein Bhi Hota HaiKoi Wajah Bhi Nahin Hoti, Phir Bhi Woh Rota HaiHonton Pey Liye Muskaan Woh, Khushiyaan Hain Bant-taaPar Tanhai Mein Woh Apni Aankhon Ko Bhigota Hai !

Ager main yeh jantaTere pass Dil NahiBalkah Seeny mainsang e mur mur ka ik tukra haito meri jaankabhi na tum se dil lagatakabhi na tum se pyaar kertaAger mujhe es ka ilam hotakah sabez ankhainto bewafai ki hain alamatkabhi na mainen main jhank kertum seapni ankhon ko chaar kertaAger mujhe es ka ilam hotake teri zulfon k jaal mainmain ulajh kephir na nikal sakon gakabhi na mainunn k saye main beth kergum apna iqrar kertaager mujhe es ka hota ihsashusan tera fareeb thakhud meri nazar kakabhi na be ikhtiaar ho kemain apni jaan o dil kotum per nisaar kertamager meri jaansach to yeh haihaqeeqatain talakh hi sahi perkadi jawani kegaram khoon ki harartoon maintamam jazbaat andhy hoty hainkhawahishon ke ubalty lawey ke samnaykuch nahi thehertajo apny jadbaat ke sumader main doob jayehazar koshish karephir nahi ubhertaIsi liay Jaansach to haiyeh sara kuch janty huye bhimain manta hoonmain janta hoonyeh dil mery apny buss main hotaYA MUJH KO BE IKHTIAAR KERTAMAIN PHIR BHITUM SE HI PYAAR KERTA!!

*Vo Boli, Main Suhaney Mausamon k Geet Jaisi HoonMain Bola, Tum Haseen Deyhaation Ki Preet Jaisi HoVo Boli, Main Chamakti Chandni k Rang Jaisi HoonMain Bola, Tum Muhabbat k Puraney Jhang Jaisi HoVo Boli, Main Lehakti Waadion Ki Khushbouu JaisiMain Bola,Qaaf Ki Shehzadion Ki Khushbouu JaisiVo Boli, Main Samander Paar Ki Jannat Se Aayi HoonMain Bola, Main Tumharey Khas Istaqbaal Ko AayaVo Kehti Hay, k Mujh Se Tiltliyan b Pyar Karti HainMain Kehta Hon,Unhein Tum Baag k Phoolon Si Lagti HoVo Kehti Hay, Mujhay Jugnu b Chooney k Liye AyeinMain Kehta Hon, Tumhein Vo Chand Ki Mehman Samajhty HainVo Kehti Hay, Meri Aawaz Ko Gunmbad Tarastey HainMain Kehta Hoon, Tumhari BaazGasht Meharban ChaheyVo Kehti Hay, Main Hans Doon To Fizayein Raqs Kar UtheinMain Kehta Hoon, Tu Ro Dey To Ghatayein Raqs Kar UtheinVo Kehti Hay, Parinday Pyar Se Mujhko Bulatey HainMain Kehta Hon, Shajar Aksar Tery Qissay Sunatey HainVo Boli, Dard Aksar Raat Ko Soya Nahi KartaMain Bola, Iss Tarah To Koi b Roya Nahi Karta.!!!*

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho JaiseKoyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho JaiseTune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho JaiseJaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho JaiseJaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho JaiseJaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho JaiseHar Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota HaiHar Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota HaiMujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho JaiseRaah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota HaiRaah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota HaiWoh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho JaiseWoh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho JaiseEk Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka SafarEk Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka SafarZindagi Tej Bahut Tej Chali Ho JaiseZindagi Tej Bahut Tej Chali Ho JaiseIs Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon MainIs Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon MainMeri Har Saas Tere Naam Likhi Ho JaiseMeri Har Saas Tere Naam Likhi Ho JaiseKoyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho JaiseTune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho JaiseJaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho JaiseJaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Doston,Aap ko Deepawali Mubarkh ho.Ek kavita pesh kar raha hoon.aadat semazboor hoon, isliye chand labz is kavita ke baare mein.Insaanmarne ke baad agar kuchh sochta hai, to woh kya ho sakti hai?? sayadye bhi soch sakta hai jo is kavita mein likhi gai hai.Haan ye koihaqeeqat to nahin magar kahin ek soch jo mere andar thi use mainraushni mein laya hoon is kavita ke roop main.Disha – Maut ke Baadsone jaa rahe the hum maut ke baho meinchand saanse aaye hamein jagane le liyeiskadar nashe mein khoye huye the humiltaza kiya unhe chale jaane ke liyeraat kali nazar aaye hamein,palke band ho jane ke baadyakeen tha hamein rausni mein na aayenge kabhirooh kehene laga humse,chhod kar zishm hamaranaye chehre mein hi sahi par aa jayenge kabhisukun se dam nikla soch kar yehibagair hamare waqt theheregi nahinaaj hum nahin hain to naa sahikal phir nazar aa jayenge kahinaaj maut naseeb hui hai, kal phir gale lagayegiwohi purana rooh hamara, roop badalti jayegiwohi purana rooh hamara, roop badalti jayegi

Ab hum juda ho kar sayad mil na pain gain.Aik dosray ko magar phir bhi yaad ayen gain.Dhoonda karain gi baharain humain gulshan main ja ja kar.Udaas si ho jayen gi humain wahan na pa kar.Ab mosamee bahar ko hum ghar main hi manyen gain.Ab hum juda ho kar sayad mil nay payen gain.Dil tumhain pukaray ga dhonday gi nazar hamari.Har aik lamha hum ko aye gi yaad tumhari.Tanhia main beth kar hum phir dil ko yeh samjhayen gay.Ab hum juda ho kar shayed mil na payen gay.Rehain lain gain hum bhi is dunya main kahin bus kar.Sabab ansouoon ka taal dain gay sab ko hans kar.Teray bagair bhi ab meray din guzar jain gay.Ab hum juda ho kar shayed mil na payen gay.Tum na ho gay to meray geet kon sunay ga.Hontoon par meray lafzoon ka jaal kon bunay ga.Hal-e- dil hum apna phir kis ko sunain gay.Ab hum juda ho kar shayed mil na payen gay.Ab jo hum milain to woh jazbaat to na houn gay.Pehli mohabbat kay woh ehsasaat to na houn gay.Ab jo hum milain bhi to kiya payen gay.Ab hum juda ho kar shayed mil na payen gain.