Kahaan Aa Kay Rukney Thay Raastey,Kahaan Moor Tha, Ussay Bhool Jaa,Joo Mil Gaya Ussay Yaad Rakh,Joo Nahien Mila Ussay Bhool Jaa,Woh Tere Naseeb Ki Baarishein,Kisi Aur Chhat Pe Pe Baras Gayien,Dil-e-Bekhabbar Meri Baat Sun,Ussay Bhool Jaa, Ussay Bhool Jaa,Mein Too Gum Thaa Tere Hi Dehyaan Mein,Teri Aass Tere Gumaan Mein,Saba Keh Gayi Mere Kaan Mein,Mere Paas Aa Ussay Bhool JaaKisi Ki Aankh Mein Nahien Ashq-e-Gham,Tere Baad Kuch Bhi Nahien Hai Kam,Tujhe Zindagi Ney Bhulaa Diya,Tu Bhi Muskuraa Ussay Bhool JaaNaa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa,Dil-e-Muntazir Too Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,Ussay Bhool JaaYeh Joo Raat Din Ka Hai Khel Saa,Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa KarNahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena, Ussay Bhool JaaJoo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,Woh Joo Raastey Mein Palatt GayaUssay Rookney Sey Husool Kya,Ussay Matt Bulaa Ussay Bhool JaBHOOL JA

Rishton Ki Ye Dunya He NiraliSab Rishto Se Pyari He Dosti TumhariManzor Hain Anso Bi Akhon Mai HamariAgar Ajae Muskan Hoton Mai Tumhari.`Mohabbat Ka Pata Bataya Nahi JataKisi Dost Ko Kabhi Bhulaya Nahi JataApko Rakha Hai “Dil” Main Us Jaga ParJaha Har Kisi Ko Sajaya Nahi Jata.`Tumhari Pasand Hamari Chahat BanjaeTumhari Muskrahat Dil Ki Rahat BanjaeKhuda Khushyon Se Itna Khush Kr De ApkoK Apko Khush Dekhna Hamari Adat Banjae.`Maante Hain Sara Jahan Tere Saath Ho GaKhushi Ka Har Lamah Tere Paas Ho GaJis Din Toot Jain Gi Saansein HumariUs Din Humari Kami Ka Ehsaas Ho Ga.`Kbhi Kbhi Ye Sub Apna Khayal Lgta HaiWo Mera Hai Ya Nhi Uljha Sawal Lgta HaiMain Wafa Kr K B Badnamiyoun Main HoWo Bewafa Ha Mgar Bemisal Lgta Hai.`Wafa K Rang May Dubi Her Shaam Tere LiyeYe Nazar Ye Nagar Meri Hr Sans Tere LiyeTu Mehekta Rahe Chandni Raton Ki TarahIs Dost Ka Har Din Har Sham Tere Liye.

From Saawariya MovieTeri Baat Hi Sunane AayeDost Bhi Dil Dukhane AayePhool Khilte Hain To Hum Sochte HainTere Aane Ke Zamane AayeDil Dhadkta Hain Safar Ke SamayKaash Phir Koi Bulane Aaye …….Dil Yaad Hume Kabhi Kabhi Karta HogaDhadkan Bekabu Roz Na Hota HogaHumare To Lahu Main Ghuli Hey Teri DostiAur Awaz Waha Se Aati Hey Teri Wafaon Ki…..Mehefilo Main Auro Ko Khush Kiya Jata HeyTanhaeeyo Main Khud Ko Khush Kiya Jata HeyTanhaee Ki Is Khubsurtiko SamjoAur Mast Ho Zindagee JiyoPhir Chahiye Mehefil Ho Ya TanhaeeKhushiya To Har Jagah Milegee…..Pyar Ho Ya Dosti HoInme Wafadaree Ki Koi Baat Nahin HotiInme To Bus Ehesas Hoten HeyJinme Bewafaee Ke Liye Koi Jagah Nahin Hoti…Nakhuda Maan Ke Baithe Hai Jinki Kashti Mein,Woh Hume Maujo Mein Le Aye Hai Dubone Ke Liye,Woh Hawaon Ki Tarah Rukh Badal Lete Hai,Hum Naseebon Se Ladhe The Jinhe Pane Ke Liye……

Zindagi Ne Sikhaya Hamein,Kissi Par Umeed Na Rakana,Par Rakana Aithbar Har Kisi Pe ..Zindagi Ne Sikhaya Hamein,Agar Tum Kudh Ko Chaho Gay,Tho Har Koi Acha Lagey Ga..Zindagi Ne Sikhaya Hamein,Tum Ko Bura Nahin Lagey Ga,Agar Dekho Ge Samne Wale Ki Nazar Se..Zindagi Ne Sikhaya Hamein,Na Rona Uss Par Jo Nahin Hai Tumara,Jo Hai Tumara Ussi Se Kush Rahena..Zindagi Ne Sikhaya Hamein,Nafrat Se Mohabbat Karo Ge To,Nafrat Ko Mohabbat Ho Jaye Gi,Mohabbat Se Nafrat Karo Ge To,Mohabbat Nafrat Mein Badal Jaye Gi..Zindagi Ne Sikhaya Hamein,Na Dhoon Do Kushi Ko,Na Dhoon Do Chain Ko,Kushi, Chain Dhoone Se Nahin Milti,Yeh Hain Kudh Ke Andhar, Mehesoos Karke Dekho..Zindagi Ne Sikhaya Hamein,Bewafa Wafa Nahin Kar Sakthey,Wafa Kare Jo Woh Bewafa Nahin Ho Sakthey..Zindagi Ne Sikhaya Hamein,Maut Ne Ki Wafa To,Zindagi Ko Bewafa Kahe Diya..Zindagi Ne Itna Sikhaya Hamein Ke,Abb Nahi Hai Koi Gilaâ Zindagi Se.

Jaa Rahe Hoo Phir Se Mujhe Rula Rahe HooSapne Deekha K Deep Bujha Rahe HoooKion Suna Rahe Hoo Aur Ab Kion Tarpa Rahe HooHumari Zindagi Le Ke Kahan Jaa Rahe HooBata To Doo K Humien Chorh Kar Konsa Sagar Pa Rahe HoSagar To Hi Hai Meri Zindagi BhiiAb Kisko Sagar Bana Rahe HoooNa Jao Kahien Ke Ab To Hai Andaz E Ravan AurKion Itne Kadam Door Jaa Rahe HooooPass Ana Hai Mushkil Gar TeraMujhe Phir Kion Nahi Bula Rahe HooMien Pass Ana Chata Hoon TereMujhe Kion Doori Ka Ehsas Dila Rahe HooKion Door Jaa Rahe HooKion Muskura Rahe HooKiya Khush Hoo Tum Bhi Ya Meri Tarah Ansoon Baha Rahe HoDil Mien Kiya Hai Tere Yeh Janta Hoon Mien BhiPar Lagta Hai K Tum Bhi Meri Trah Kuch Chupa Rahe HoPyar Hai Humari Zindagi Par Chor Ke Ja Rahe HoKion Ajj Mujhe Is Gham Mien Ab Aur Tarpa Rahe HoAjana Jaldi Se ,K Dil Lagta Nahi Hai Tere BinHumien To Tum Udass Karke Ja Rahe HooPyar To Hai Magar ,Is Pyar Mien Tarpa Rahe Ho

Mai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiMujh ko raton ki siyahi ke siwa kuch na milaMai wo nagma hon jise pyaar ki mahfil na miliWo musafir hon jise koi bhi manzil na miliZaqam paye hain baharon ki tamanna kit hiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiKisi gaisu kisi anchal ka sahara hi nahiRaste mai koi dhandla sa sitara hi nahiMeri nazron ne nazaron ki tamanna ki thiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiDil me nakam ummidon ke basere payeRoushi lene ko nikla to andhere payeRang aur noor ke dharon ki tamanna ki thiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiJo baat tujh me hai teri tasweer me nahiRangon me tera aks dhala na to dhal sakiDilbar se pyaar ke shararon ki tamanna ki thiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thiDuniya me koi cheez nahi hai teri tarahPhir ek bar aaja samene mere kisi tarahApne sanam se mine bahanon ki tamanna ki thiMai ne chand aur Sitaron ki tamanna ki thi.

Maine muh ko kafan me chhupa jab liyatab unhe mujhse milne ki fursat mili.haal-e-dil poochhne jab vo ghar se chaleraste me unhe meri mayyat mili..vo jafa karke bhi qabil e qadar hai,mujh ko meri wafa ka ye sila mila,jeete je main to ruswa raha umar bhar,bad marne mujh ko bhi tohmat mili,Maine muh ko kafan me chhupa jab liyatab unhe mujhse milne ki fursat milimeri mayyat ko deewan ki Laash hai,aisa kahker shaher me ghumaya gaya,istarah unko shohrat khuda ki qasam,meri rusvayion ki badolat mili,Maine muh ko kafan me chhupa jab liyatab unhe mujhse milne ki fursat mili.ek hi shaaq per saaz do gul khile,chaal qismat ki laikin zara dekhiye,ek gul qabar per meri sharminda hai,ek vo unki zulfaoon me izat mili,Maine muh ko kafan me chhupa jab liyatab unhe mujhse milne ki fursat mili.haal-e-dil poochhne jab vo ghar se chaleraste me unhe meri mayyat mili..This is my fav,,,,this is song by chandan daas.

Har Baar Unki Salamati Ki Dua Karenge,Unki Aarzo Me Apni Hasti Fanaah Karenge,Woh Chahe Daaman Bacha le Humse Lekin,Hum Marte Dum Tak Unse Wafaa Karenge.Barsaat ki har boond me samaye ho tum..Mere dil me khaas jagah banaye ho tum..Yun to humdard ki kami nahi..Par na jane aaj bohot yaad aa rahe ho tumKar K Aankhe Nam,Kya Dikhana Chahti He Zindgi?Dekar Itne Gum,Kya Sikhana Chahti He Zindgi?Pehle Mila Kar Fir Taqdeer Me Likh Deti He Judaai,Ye Dard-E-Dil Se Hume Kya Mitana Chahti He Zindgi??Har Baar Unki Salamati Ki Dua Karenge,Unki Aarzo Me Apni Hasti Fanaah Karenge,Woh Chahe Daaman Bacha le Humse Lekin,Hum Marte Dum Tak Unse Wafaa Karenge.Na to yaado ko yaad rakhte hain.Na hi sapno ko saath rakhte hain.Hum to bus unko yaad rakhte hain..Jo hame dil ke paas rakhte haiHar mode par shuruwat ho sakti haikabhi bhi khin bhi baat ho sakti hamana ki bahot door ho aapaankhe band karo to mulakat ho sakti hai.

Mere daman me jo khusiya hai to kya gum haiEk tu hai jindagi me to ye duniya bhi kum haiWo log jo chahato ko nahi samajhte haiYe kasoor unka nahi ye jamane ka brahm hai______ — – - – - – -_______- – - – - – - ________Mar ke bhi jeete hai kuch log yahaJo agar jeete hai ko jeete hai kahaTumne nahi dekha jamane ka dos kyaMat ja tu udhar ki yahi hai tera jaha____- – - – -______ – - – - – -______ – - – -______wo jami hai to mai bhi aasma huwo gali hai to mai bhi karwa huwo jaye to sahi mere didar binawo sahil hai to mai bhi dariya huRok lunga use aur aage kahi na jane dungaJakar ke baho me na use sharmane dungaJo deedar hoga to sirf nazro se nazro kaNa huwa jo ye to use hi aag lagane dunga_____- – - – - – -________- – - – - ________Ek Farmaish agle din ke liye ..Mujhse wo ansu nahi dekhe jaate

DostooN ek bar fir se main oMi, hazir hun, aap ke liyekuch pyar bhare kuch ehsaas lekar..umeed karta huN ki, mere yeh ehsaas aapko pasand aayeNge..sukriyaa..~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa denaMujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa denaJab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jayeNazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa denaTere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniyaThukara ker mujhe tum kafiir na banaa denaJab dard judai ka tumhe bhi lage sataneeMeri tarah tum bhi AshQ naa baha denaPass jab tu aati haiN,kheel sa jata mausamBin uske jiiyu ek pal bhi,rab aisa na banaa denaIshQ ke rahooN maiN gar wafa na nibha sakaTu mout se badh kar mujhe koi aur sazaa denaTeri ek pal ki bhi judai naa ab seh payege oMiMeri khawabo se jakar mujhe shayar na banaa dena~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Meri Apni Qalam se — OMi ” Tanha ”~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Adab!Yeh gazal ap logon ke pesh e khidmat hai!!!Woh shakhas mere Dil se utar kion nahi jataIs rah guzar se woh guzar kion nahi jataAb aur bhi kuch log mere Dil mein hein rehteyTu hai to phir dhihan udher kion nahi jataDekhey ga kon jab chaka chond hon ankheinTu aur zara sa phir sanwar kion nahi jataPhir sab ne hi tu jatey hoey dekha tha usse perUs shakhas ka Dil se per asar kion nahi jataKi jati hai ab muhabbat mein sabar ki talqeenSeedha sa nahi kehtey keh mer kion nahi jatajo log yahan kertey hein sachai ke daweyHairat hai ye keh un ka phir sar kion nahi jataYeh shakhas roz phirta hai sarkon pe awaraIs ko to pocho ke yeh ghar kion nahi jataWoh shakhas nahi na us ki koi chiz yahan haiUs shakhas ka mosam e hijar kion nahi jataYeh tu bahut mushkil hai ke woh muj ko pehchaneyUs se mil jane ka phir dar kion nahi jataMehboob mera jab dekhna chahta hai tamashaDushman mein to Aneel phir ghir kion nahi jata.