Pal Hai Imtihan, Pal Hai Judai,Pal Mein Dakho Meri Aankh Bhar Aayi,Pal Ka Hisaab Mere Zakhmo Ka,Pal Dard Bhari Hai Tanhai,Pal Mein Badal Jaateh Hai Log Yaha,Pal Mein Milti Hai Bawafai,Pal Mein Hua Tha Pyar Aur,Pal Mein Mili Humko Ruswayi,Pal Ko Samajh Pateh Toh Shayad,Pal Mein Na Hoti Jag Hasai.

Zindgi ka pahla pyar kaun bhulta hai
Ye pahli bar hota hai jab koi kisi ko
Khud se badhkar chahta hai,
Uski pasnd uski khwahish me khud ko bhul jata hai,
Hota hai itna khubsurt pehla pyar to na jane
Kyu aksar adhura reh jata hai…

Rok lo qadam jee bhar ke dekhlohamara tumhara saath bas yahin tak thamanzil mile na mile ab hamari kismatke zindagi ke saath safar bas yahin tak thatum chal nahi sakte is se aage ek qadamruk jao ke phoolon ke chaman yahin tak thaaage arahe hain gham mujh se milne galeke apni khushiyon ka thikana bas

Yehi aarzoo rahi umr bhar k muhabbaten mery saath honkabhi aesa ishq nahin kiya k nadaamten mery saath honkoi aesa harf nahin likha k ho sharm saar qalm merakoi aesa jurm nahi kiya k wazahten mery saathonfaqt aik shakhs ki aarzoo m guzar rahi hai yeh zindagiyeh talab nahin k tamaam sheher ki chahten mery

Yeh daagh daagh ujaala, yeh shab gazida saharWoh intizaar tha jis ka, yeh woh sahar to nahinYeh woh sahar to nahin jis ki aarzoo lay karChaley tthey yaar key miljaegi kahin na kahinFalak kay dasht mein tarron ki akhiri manzilKahin to hoga shab-e-sust ghum ka saahilKahin to jakey lageyga safina-e-ghum-e-dil

Duniya ke liye banaa yeh aadmi?Ya Admi ke liye banaya yeh duniya?Pyaar Ke Liye Banaya yeh Dil?Ya Dil ke liye Banaa hai pyaar?Botal ke liye banaya yeh sharaab?ya sharaab ke liye bani yeh botal?Main banaa nahi tha tumhare liye,Naa tum bani thi mere liye.Par woh yaadein bani kiske liye?Na tere liye, Na mere Liye..

Teri Bewafai Ka Kuchh Aisa Asar Tha,Meri Wafao Se Khuda Bhi Bekhabar Tha,Wo To Ho Gya Jo Wo Chahati Thi,Mgar Afasos Yaaro Ho Wo Bhi Gya Jiska Muzhe Darr Tha,Aankho Se Neend Gyi Dil Ka Krar Gya,Zakham Bhi Nasoor Mile Dil Ko Samjhana Bekar Gya,Mar-Mar K Jiya H Harpal ‘Kumar’ Kuchh Aisa Mera Hasar Tha.

Baat din ki nahi ab raat se dar lagta hai
Ghar hai kaccha mera barsaat se dar lgta hai
Tere tohfe ne to bas khoon ke aansoo hi diye
Zindagi ab teri saugaat se dar lagta hain
Pyaar ko chhod kar tum aur koi baat karo
Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai

Baat din ki nahi ab raat se dar lagta hai
Ghar hai kaccha mera, barsaat se dar lgta hai
Tere tohfe ne to bas khoon ke aansoo hi diye
Zindagi ab teri saugaat se dar lagta hain
Pyaar ko chhod kar tum aur koi baat karo
Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai

Maine To Bahut Chaha Magar Wo Mila Hi NahiLakh Koshish Ki Magar Faasle Mite Hi NahiUss Ko Majboor Zamane Ne Iss Kadar Kar DiyaKe Mere Kisi Aansu Se Woh Pighla Hi NahiKhuda Se Jholi Faila Ke Manga Tha UseyKhuda Ne Meri Kisi Dua Ko Suna Hi NahiHar Ek Se Puchi Vajah Uss Ke Na Milne KiHar Ek Ne Kaha Wo Tere Liye Bana Hi Nahi

Dard to Zindagi ki sabse badi sachchai hai,Zindagi kab bhala Dard se bach payi hai,MaiNe socha tha dard door hai mujhe se bahut,Har pal mili mujhe dard se ruswai hai,Halat-e-dil kaise bataon main tumhe,Pyar mein tere chot bahut ghadi khayi hai,Dil ne socha tha kare gaye Mohabbat ki baatain,Kyun pyar mein ki tune bewafai hai

Sabse usne dostana bana rakha haiHar kisi ko apna deewana bana rakha haiHar koi dekh leta hai uski surat me apni suratJaise usna apni surat pe koi aina laga rakha haiLakho gayal hue uski teero nazar seLaakho ko usne nishana bana rakha haiAre jagmeet tu kyu shamil hota hai un bewkuffo meBewkoof to usne sara jamana bana rakha hai

Ashkoan Ki Barsaat De GayeeWo Jaate Jaate,Aahon Ki Saughat De Gayee,Wo Jaate Jaate,Dil Ne Chaha Tha Bhar Lenge Use, Baahon Me,Aarzuon Ki Bouchhar De Gayee,Wo Jaate Jaate,Badhaya Jo Khadam Maine Use, Chhune Ke Liye,Raahon Me Kaantein Bikher GayeeWo Jaate Jaate,Lada Tha Main Duniya Se Jiski Khatir,Hami Par War Kar Gayee, Vo Jaate Jaate.

Aao janch letay hain dard k trazo per,
Kis ka gham kahan tak hy,
Shidatain kahan tak hain,
Kuch aziz logon se pochna to parta hy,
Aj kal mohabat ki keemtain kahan tak hain,
Ek shaam aa jao khul k hal-e-dil keh len,
Kaun jaaney Saanson ki Mohltain kahan tak hain..!!

Jab Bhi Yaad Aate Hain Afsaane Apni Mulaqaton Ke,Dhadkane Lagne Lagti Hain Parayi Aur Rukene Si Lagti Hain,Hosh Kahin Jaise Kahin Gum Ho Jata Hai,Aankhen Tujhe Dekhene Ko Tadapti Hain,Yeh Zindagi Ek Bhoj Si Lagene Lagti Hai,Tujhse Judi Koi Dil Ki Dor Si Lagti Hai,Har Taraf Ek Ghana Kohra Sa Lagta Hai,Waqt Bhi Kuch Thehra Khoya Hua Sa Lagta Hai..