Dil Haqikat Ko Kuchh Is Kadr Chhupata Hai,Ki Wo Pathar Hai Magar Bahut Yaad Aata Hai,Ek Main Hun Jo Aankhon Me Ask Jawan Liye Hoon,Aur Ek Wo Hai Jo Aaj Bhi Surma Lagata Hai,Dard Mere Seene Me Hai Mujhe Iska Gila Nahin,Gila To Ye Hai Ki Ruk Ruk Ke Aata Hai,Rab Ki Rehmat Ko Bhala Koun Jaan Paya Hai,Jo Kisi Ko Seesa To Kisi Ko Pathar Banata Hai,Dil Haqikat Ko Kuchh Is Kadar Chhupata Hai,Ki Wo Pathar Hai Magar Bahut Yaad Aata Hai..

Being alone doesn t mean you have to be sad and feel lonely most of the time. Instead, make that time as your precioustime, to meditate, to evaluate yourself, to analyze what s going on around you. To trace the path you wan to go, to figure out the things you want to do, and to improve your abilities and skills with your own. So, never bedesperate when you are alone, but give it value and use it for yourself, to finalize what you really want.

Dard main lazat bohotAshkon main ranayi bohotAye ghamain hasti hamainDuniya pasand ayi bohotHo na ho dahshto chamanMain ek tahlouk hay zaroorBahdesahrayi bhi khusboyenUra layi bohotBesaharoon ki mohabbatBenawahoon ka khaloseYeh woh dolat hay kInsanon ne thukrayi bohotMutmahin ho dil to veranoonK sanate bhi geetDil ujar jaye to shairoon mainBhi tanhayi bohotApni fitrat main bhi roshanHoon ge lekin aye zameerMeri ratoon se bhi taroon neChamak payi bohot

Rooh Ko Tadpa Rahi Hai Un Ki Yaad
Dard Ban Kar Chaa Rahi Hai Un Ki Yaad
Ishq Se Ghabra Rahi Hai Un Ki Yaad
Rukte-Rukte Aa Rahi Hai Un Ki Yaad
Wo Hanse Wo Zer-e-Lab Kuch Keh Uthe
Khwab Se Dikhla Rahi Hai Un Ki Yaad
Main To Khudari Ka Qayal Hun Magar
Kya Karun Phir Aa Rahi Hai Un Ki Yaad
Ab Khyal-e-Tark-e-Rabt Zabt Hi Se Hai
Khud B Khud Sharma Rahi Hai Un Ki Yaad

Na jane kyu ho raha hai is Dil ko,Shaayad fir koi yaad aa raha hai is Dil ko,Nahi Chahati main fir kuch likhna or sochna,Par uski yaad hai jo chali aa rahi hai,Kya ye sach hai ya mera Vaham,Ki mera Dil jodne wala hi Dil todde ja raha hai mera,Kyun nahi kahti hu main use sabke samne,Par akele me wo sabse karib lagta hai mere Dil ke,Janti hu main kabhi paa nahi sakti usefir bhi,Kya hoga agar mil jaaye wo mujhe kal ko,Itna chahata raha jise ye Dil-O-Jaan se,Par koi to samjhe is khambhakt dil ko,Na jaane aaj fir kya ho raha hai..Ye mujhse behtar is Dil me rehne wala hi jaanta hai

Suna Hai Is Jahan Me Zindagi Ki Qehat-Saali Hai
Yahan Do Chaar Din Jeene Ka Aksar Zikar Hota Hai
Yahan Har Cheez Faani Hai Sabhi Ko Maut Aani Hai
Yahan Izhaar Kya Karna Yahan Par Pyar Kya Karna
Magar Kuch Yun Bhi Sunta Hun K Aisa Ek Jahan Ho Ga
K Jis Me Maut Aane Ka Koi Dharka Nahi Hoga
Hayat-e-Jaan Vidaan K Sab Wahan Asbaab Rakhe Hain
Ye Mera Tum Se Wada Hai Agar Dono Wahan Mil Gaye
Wahin Iqraar Kar Lein Ge Wahin Izhaar Kar Lein Ge
Wahin Phir Pyar Kar Lein Ge Wahin Phir Pyar Kar Lein Ge...

Har Shyam-e-roz Dil Ko Behla Leta Hoon..Tanhai Mein Khud Ko Hi.. Dost Bana Leta Hoon.. KabhiYaad Unko Kar.. Muskura Leta Hoon..Guzre Lamho Ko Phir.. Kareeb Bula Leta Hoon..Shyam Jab Aati Hai.. To Pooch Jaati Hai..Kyaa Aaj Bhi Aasoo Bahaoge? Mein Has Deta Hoon.Har Shyam-e-roz Dil Ko Behla Leta Hoon..Tanhai Mein Khud Ko Hi Dost Bana Leta Hoon..Zindgi Ko Jeenewala..Aaj Kyun Chup Baitha Hai..Jab Maa Yeh Poochti Hai.. To Sir Jhuka Leta Hoon.Pooche Gar Koi..Ke Meri ye Haalat Ka Zime-daar kon,To Aayine Mein Dekh Khud Pe Ungli Utha Deta Hoo..Har Shyam-e-roz Dil Ko Behla Leta Hoon..Tanhai Mein Khud Ko Hi Dost Bana Leta Hoon..

Usey Ehsas Janey Kab HogaMain Apni Zindagi Na Kho BethoonMain Apni Her Khushi Ganwa BethoonUsey Khaber Hai Sab MagerNajaney Kyun Mujhey Rulata HaiNa Janey Kyun Mujhey Satata HaiMain Khilkhilati Hoon Bas Us K LiyeMain Ro Bhi Jati Hoon To Us K LiyeUsey Ehsas Janey Kab Hoga!!!Main Apni Zindagi Na Kho BethoonMain Apni Her Khushi Ganwa BethoonTamam Umer Phir Woh Terpega Merey LiyePhir Woh Chaheyga Bhi To Kia HogaPhir Woh Aawaz Bhi Dega To Kia HogaPhir Chah Ker Bhi Na Kuch HogaPhir Her Taraf Khamoshi HogiUssey Her Pal Yaad DilaigiJo Usey Her Ghari SataigiMain Apni Her Khushi Ganwa BethiMain Apni Zindagi Ko KhobethiUsey Ehsas Janey Kab Hoga. .

Bikhrey aansoo k moti hum piro na sakeTeri yaad me saari raat so na sakeBeh na jaye aansoo main tasvir teriBus yahi soch kar hum ro na sakeWo mil jatey hain kahani bankarDil mein bas jatey hain nishani bankarJinhe hum rakhte hain apni aakho meinKioon nikal jatey hain wo pani bankar Khayaalo ko kisi aahat ki aas rehti haiNigaaho ko teri talaash rehti haiTere bina koi kami nahi lekinTere bagair tabiyat udaas rehti haiSamjha na koi dil ki baat koDard duniya ne bin soche hi de diyaSeh gaye jo hum agar dard ko chupke seTo phir humko patthar dil keh diyaAgar hum na hote to gazzal kon kehataAapke chehare ko komal kon kehataYe to karishma hai mohabbat kaVarna patthar ko TAJ-MEHAL kon kehataDard se dosti ho gayi yaarooZindagi bedard ho gayi yaarooKya huwa jo jal gaya aashiyana hamaraDoor tak roshni to ho gayi yaaroooU ME OUR HUM

Yadon ke sath jeene mai kya maja haiKhyalo mai pyar kiya to kya kiyaHer lamha tanha saa haiHamsafar hi sath Na ho to Safar ka kya mazaKoi gila nahi koi sikwa Na rahe aap seYeh aarjon hai ke silsila rahe aap seBas is bat ki Bari ummed hai aapseKahfa Na hona gar ham khfa rage aap seNajro se jab najar ka taqrar hota haiHer morh pay Kisi ka intezaar hota haiDil rota hai zakahm haste haiShayad isi ka naam pyar hota haiDil hi Dil mai ham unhe pyar karte haiChup chup ke unki mohabbat ka intezar karte haiJin rahon pay unka chalna mumkin nahiUN rahon pay ham unka intezaar karte haiPyar maim mout se darta kon haiPyar ho jata hai karta koun haiAap jaisa yaar dunya pay qurbanOr aap jaisa yaar milta kha haiKisi morh pay ham aapko khone nahi dengeJuda hona chao to bhi nahi hone denge*Chandi raton mai aayegi yad meriMeri yad ke who pal aapko sone nahi denge

Kahaan Aa Kay Rukney Thay Raastey,Kahaan Moor Tha, Ussay Bhool Jaa,Joo Mil Gaya Ussay Yaad Rakh,Joo Nahien Mila Ussay Bhool Jaa,Woh Tere Naseeb Ki Baarishein,Kisi Aur Chhat Pe Pe Baras Gayien,Dil-e-Bekhabbar Meri Baat Sun,Ussay Bhool Jaa, Ussay Bhool Jaa,Mein Too Gum Thaa Tere Hi Dehyaan Mein,Teri Aass Tere Gumaan Mein,Saba Keh Gayi Mere Kaan Mein,Mere Paas Aa Ussay Bhool JaaKisi Ki Aankh Mein Nahien Ashq-e-Gham,Tere Baad Kuch Bhi Nahien Hai Kam,Tujhe Zindagi Ney Bhulaa Diya,Tu Bhi Muskuraa Ussay Bhool JaaNaa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa,Dil-e-Muntazir Too Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,Ussay Bhool JaaYeh Joo Raat Din Ka Hai Khel Saa,Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa KarNahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena, Ussay Bhool JaaJoo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,Woh Joo Raastey Mein Palatt GayaUssay Rookney Sey Husool Kya,Ussay Matt Bulaa Ussay Bhool JaBHOOL JA

Saath Humara pal bhar ka sahi,par woh pal aise jaise koi kal nahirahe zindagi mein shayad phir milna humaarapar mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi.`Aap to chand ho jise sab yaad karte hai,humari kismat to sitaro jaisi hai,yaad karna to door.log apani khwahish k liye bhihumare tootne ka intezar karte hai.`Lamhe judai k bekrar karte hai,Halat mere Mujhe lachar karte hai,Aankhe meri padh lo kabhi,Hum khud kaise kahe ki,Aapko kitna yaad karte hai..`Har roj fariyaad karoge,Mehfil me nahi to tanhai me yaad karoge,Hum sa na mile hai na milega is dunia me,Kabhi to apni kismat par naaz karoge.`Kabhi jazbat to kabhi yadon ko bayan karte hain,Kabhi aansu to kabhi dard piya karte hain,Aap humein bhool na jayen isliye waqt baywaqt msg kiya karte hai..`Kuch beete hue lamhon se mulakat hui,Kuch bhule hue sapno se bat hui ,Yaad jo karne baith un tamam yadon koto apki hi yadon se shrovat hui..`Tumse dur jane ka irada na tha ,sada sath rehne ka bhi vaada na tha,Tum yaad na kroge ye jante the hum,Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha.

1.Dard se khelna sikh gaye humBewafayi ko jhelna sikh gaye ham kya btayeHame zindagi ne kis kadar saqth bana diya,Ke maut se pehle kafan odna b sikh gaye hum!2.Hamne tho apna dil unke hath me thama tha..Mohabbt karte hai unse ye ehsaas dilaya tha..unhone b kya koob natak nachwaya tha..tod k dil bazar me dande se tookwaya tha..dil to pagal tha sab kuch seh paya..dek k unki bewafi kuch na kr paya..rooh ko apni izaat pyari thii..kaa k kasammouth ko apni gale lagwaya.3. Kisi Aur k nam ki mehandiapne hatho me tho tum saja chuki ho,sirf rang utar na baki hai,hamara dil tod k tum hamari jaan lechuki ho,sirf kafan se chupana baki hai4. Legayi sb kuch magar bs kafan rehne dia,Yuhi meri zindgi ka akri rehnuma rehne dia,Hum gaye they unko loutane k liye.Wo kha k raham rehne diya5. Mili he bahut saja unse Dil lagane kiNazr lag gai mere pyar ko zmane kiMarkr b KABAR se Nikle rahe 2no hathArju rh gai unhe gale Lgane Ki.6. Unko Jana Tha bait k Doli me wo Chale GayeHamko rokna Tha magr roke na rukeDhono ka safar tho churu hogaya tha,Fark To Sirf Itna Tha,Unko doli me bitaya gaya,aur Hame dole me sulaya gaya7. “Kafan na dalo mere Chehre par.” mujhe Aadat hai muskuraney ki.”aaj ki raat na dafnao mujhe yaroon,”aaj umeed hai unke Aane ki”..:8. Mohabbt me yeh Hum kahan agaye!Gar se nikle the aur Maikane pahunch gaye,ye mohbbt b kya cheez hai yaro,jab ek moqaam se nikal gaye,tho dusre moqaam pahunch gaye,jab maikane se nikle the,Aaj kabrstan pahunchaye gaye..9. Khuda ki mahobbat fanah kaun karega..Sabhi neak ban gaye to gunah Kaun karega..Aye khuda bewafa sanam ko bachaye rakhna..Warna hamari maut ki dua kaun karega.

Dur reh kar bhi teri fariyad karte hain.Apni tanhayi se teri baat karte hain.Tu bhul ja ya khuf-ae-badnami se ho juda.Har ghari har pal tujhi ko yaad karte hain.`Wohi Gham Wohi TanhayiThe Sorrow The LonlinessBojheen Saanson Ka Bhari Hai BahutHo Gaya Mushkil Uthana Kia BataunUs Shahar Ki Us Gali Main Woh Makan ThaUs Main Tha Kis Ka Thikana Kia BataunBand Khidki Ke`wo hame dekh ke hasti thiishara karket kuch kahati thikabhi sharmati thiwo mujhe dosti karne me majboor karti thiab milti nahi dikh ti nahi mujhe pagal banati thi`Mohabbaton se jaane kyun yaqeen ab to uth sa chala haiWafa bhi khaye kasam jiski, mujhe us wafa ki talash hai !!!!`Dil Hi Dil Mein,Unhe Chahte Hai,Dil Hi Dil Mein,Unhe Pyaar Karte Hai,Mushkil Hai Unka Raah Se Guzarna,Fir Bhi Har Mod Pe,Unka Intezaar Karte Hai`Khoob Gaye Pardes,Ke Apne Deewaron-Dar Bhool Gaye….Sheesh Mahal Ne Aisa GheraMitti Ki Ghar Bhool GayeUski Galiyoon Se Jab LauteApna Bhi Ghar Bhool Gaye`Iss shaam ko hum nahin bhole gaye aur na hi aapko,kyun ki sham bhi saat chor deygi aur aap bhi…..`Kisse Se Mange Dawa Zakhmon KiSabhi Ne Chotein Khaain HaiKisi Ka Sanam Bewafa Hai ToKisi Ka Sajan Harzaai Hai`Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi HaiNa Thodi Na Bahut Tamaam Likhi HaiKabhi Humaare Liye Bhi Dua Kar Liya KaroKyon Ki Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai`Kaghaz pe hum ne zindagi likh di,Ankhon se seench kar apni har khushi likh di,Dard jab hum ny utara lafzon may,Zamanay ny kaha WAH kia ghazal likh di.`Kuch loog bhool kar bhe bhulaey nahi jatay,Aetibaar itna k azmaey nahi jatay,ho jatay hain dilon pe kuch is tarhan musalat,Kay naksh un k,dil se mitaey nahi jatay.