Ghamo Ka Fasaana Toh Dikhai Deta ThaAaj Kal Judaai Ki Baat Hoti Thi

Kya Zindagi Jeete In Logon Ke BeechWafaao Se Maut Ki Baat Hoti Thi.

Is Dard-E-Dil Ki Wo Dawa Bangayi,Dil Ka Sukun Rooh Ki Pyaas Bangayi,

Main Tujhe Bhoolkar Bhi Nahi BhooltaPyar Sona Hai, Sone Ka Pani Nahi

Khwab Rehteh The Jo Kabhi Palkon Pe,Moti Bankar Aankhon Se Gir Gaye,

Na Jaane Kyun Aaj Sab Begaane Ho GayeGhar Mein Apno Ki Baat Hoti Thi

Meri Aankho Mein Gham Ki Nishani NahiPathar Ke Piyaalo Mein Pani Nahi

Sham ko suraj meri tanhani ko
ek hassen yadd bna deta hai

Bichi Thi Har Taraf Aankhein Hi AankheinKoi Aansu Gira Tha, Yaad Hoga

DIL ki Khamoshi Par Mat Jao
Raakh k Neechay Aaag Dabi Hai

Dhundhle Raaste, Manzil Bhi Anjaani Si,Rukte Kadam Phir Aage Badh Gaye,

Yun Hi Khatam Ho Jayega Hr Ek IntezaarKya Hua Jo Kuchh Hasraten Baki Rhi

Mere Mizaaj Ki Ye Madrana* Fitrat HaiSavere Saare Dard Main Bhool Jayunga

Na Jeet Hui, Na Haari Baazi Humne,Kabhi Khudse, Kabhi Kismat Se Lad Gaye,

Phir Yeh Kya Kiya Tune Dil Badal Sa GayaKyon Ho Gaya Yeh Dil Ab Bezaar Tujh se