Maine jo socha wo kabhi paya nahi,
Chahakar bhi main usko bhul paya nahi,
Chahata to tha main usko apnana,
Par maine usko kabhi ye bataya nahi…

Mouth k baad yaad aa raha hai koi,
Meri kabr se mitti utha raha hai koi,
Aye Khudha do pal ki zindagi aur dede,
Meri kabr se udaas ja raha hai koi…

Kadam Yuhi Dagmagane lge Raste me
Varna Sambhlna Hum bhi Jante the

Thokar bhi lagi to Us Paththar se

Jise Hum Aapna Khuda Mante the..

Insaan ke kandhe pe insaan jaa raha hai
Kafan me lipta kuch armaan jaa raha hai
Jise naa mili ho mohabbat es jahan mein
Shayad use pane wo kabristaan ja raha h

Tera dar chod ke kahan jaye,
jo tujhe bhulade to kiska naam gun gunaye,
tere jaisa dusra mila na sare jahan mein,
tu hi bata e-zindagi hum kaise tujhe bhul jaye...

Tum bin zindagi suni si lagti hai,
Har pal adhuri si lagti hai…
Ab to in saanson ko apni saanson se jodde,
Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai…

kisi k pyer mein gehri chot khai hai,
wafa se pehle he bewafai pai hai,
log to dua mangte hain is haal me marne ki,
par hum ne us ki yaadon mein jeene ki kasam khai hai....

`
Ya khuda maaf karna tere is gunehgaar bande ko,
Jo tumhari chamatkaar me dakhil hota hai,
Sirf ye poochne ke liye aaya hu mein,
Ke kyun har raat tanhai mein mera dil rota hai

Jado mere baare koi dasdi saheli hou
Pahuncheya ha kithe jad paundi koi paheli hou
Honi pachataundi rukh pyaara vadd ditta main
Sochdi tan honi ae
Sochdi tan honi ae ki kyu chadd ditta main,

Aaj To Hum Maut Ki Dua Kar Ke Roye HainDobara Aaj Khuda Se Gila Kar Ke Roye HainKyon Na Likh Saka Tu Us Ko Taqdeer Mein MeriYeh Aik Khayal Soch Kar Phir Hum Roye Hain.Sapne Ki Tarah Aakar Chale GayeGamo Ki Neend Sulakar Chale GayeKis Bhool Ki Saza Di Humko??Pehle Hasaya Aur Fir Rulakar Chale Gaye. Hum ko to muskranay ki Aadat si haiAnsoon ko Chupanay ki Aadat si haiDuwa na hi Dawa Kaam kerti Hai hum per..Ab to Zakhm Khanay ki Aadat si Hai..Paane se khone ka maza aur haiBandh aankhon main rone ka maza aur haiAansoo bane lafz aur lafz bane ghazalaur uss ghazal main tere hone ka maza aur hai

Kisi din teri nazro se dur ho jayenge hum,Dur fizaon me kahi kho jayenge hum.Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum,jab zameen ko odh ke so jayenge hum.2.Meri barbadi par tu koi malal na karna,bhul jana mera khyal na karna,hum teri khusi k liye kafan ODH lenge,pr tu meri laash se koi sawal na karna.3.Nazron ko nazaron ki kami nahi hoti,phulon ko baharon ki kami nahi hoti,fir kyu hume yad karoge Aap,Aap toh Aasman Ho aurAsman Ko Sitaron ki kami Nahi Hoti.4. Mana k kal hum akele reh gaye,judai k aansu ankho se beh gaye,rothe hue ko koun chup karayega,jo chup karathe the wo hi aaj chup hogaye.!5.Tamannao me Uljhaya Gaya hoon,khilone de k behlaya gaya hoon,Kafan me kyun na Jaun muh chupa k,Bhari mehfil me Utaya Gaya hoon.6. Aaj kareeb se guzar kr gayi hai,Andaaz be nam kr gayi hai,Maiyat pe meri ruk kr anjaan ban gayi hai,poochthi hai logo seye kis ki maiyat sajayi gayi hai,7.Rulane wale akhir hume rula denge,zehar de k gehri neend sula denge,fir b koi gam na hoga hume,dard tho tab hoga jab app hamesath chor ne ko kehenge.8. Mouth k baad yaad aa raha hai koi,Meri kabr se mitti utha raha hai koi,Aye Khudha do pal ki zindagi aur dede,Meri kabr se udaas ja raha hai koi.9.Nakaam mohabat ka bhi afsaana hoga,sache pyar ka b harzana hoga,apne aankho se dekh lena Zalim,teri “DOLI” se khubsurat mera “JANAZA” hoga..10. Me duba tho kinare pe khadi thi dunia,Hasne walo me mera mukadar b shamil tha,Ro raha tho jo Janaze se lipat kar mere,kaise keh dhoo k wahi mera katil tha!11. Wo ayenge gar pr mere,sun k mout ki kabr meri,yaro zara kafan hata dena,kamaskam deedar tho hoga myyat ko meri.Dek k agar wo ro dhe tho utha dena,agar kamosh rahe tho chera chupa dena,humse agar wo krti hai mohabbt tho izhar wo karegi,agar na kare izar tho beshrm ko dak k mar k hakaal dena..

Ho Chuka Ab Kisi Ka Wo,Kabi Meri Zindgi Tha Wo,

Aas Hogi Na Aasra HogaAane Wale Dino Mein Kya Hoga

Zindagi Ke Udas Kissey HainEk Ladki Ka Naam Aur Sahi

Voh Nahi Hai To Uski Yaad RaheEk Jaye To Ek Paas Rahe