Log Pyar Dil Se Nahi Chehare Se Karte hai,
Wo Dil Pe Nahi Sundarta Par Marte hai,
Hum Sundar Nahi Par Dil Ke Saaf hai,
Isliye Bahut Kam Log Hume Pasand Karte hai …

Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…

Rah rah kar tera gam satata hai,
tujhe jitna bhulana chahu, tu utna yaad aata hai,
teri chahat ne is kadar deewana kiya hai mujhko,
k ab to aayine me bhitera aks nazar aata hai...

Jo kabhi mila nahi, woh mera nahi
Jo khawab deka tha wo pura hua nahi
Jo chahat thi meri usse bataya hi nahi
Kash ke jeet loon sab ka Dil lekin
Itni mohalat kabhi kisi ne di hi nahi

Kuch Nahi Kehta Yeh Dil Chupchaap Sa Rehta Hai,Dard-E-Dil Itna Hai Ki Har Pal Ashq Behta Hai,Dekhta Hun Jab Bhi Kisi Toote Huye Taare Ko,Na Jaane Kyun Wo Kuch Keh Raha Sa Lagta Hai,Yeh Duniya Kyun Itni Matlabi Ban Chuki Hai,Rishto Se Jyada Ab Paise Pe Kyun Tiki Hai,Har Ek Saks Dil Ko Seeshe Ki Tarah Pehle Todta Hai,Jaroorat Padti Hai To Phir Kyun Ise Jodta Hai..

Mujhe Pyar Karna Sikha De KoiIs Baans Ko Bansuri Bana De Koi

Aaj Hum Sab Ke Sath Khoob HanseAur Fir Akele Der Tak Udas Rahe

Meri zindagi aaj ek kahani kah nikliankhon se boondoon ke nadyan bah nikli

Shayari Ka Hunar Apni Aankho Ko SikhayengeRoyenge Bahut Lekin Aansu Nahi Aanyenge

Jab koi dekh ke bhii andekhna ker de
Tb nigahon se bhii chhot lgtii hain

Jab Thi Main Shak Mein Kai Woh Hai Aik Fareb Kaar,Maine Ussey Dil Lagaya Hi Kyun Tha,

Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aisi To Na ThiJaisi Ab Hai Teri Mehfil Kabhi Aisi To Na Thi

Dimag pe zor daal ke ginte ho galtiya meri
kabhi dil pe hath rakh ke pucho kassor kiska hai

Hum Na Rahenge Fasane Na RahengePhir Yaad Aane Ke Zamane Na RahengeTum Yaad To Karoge HumeMagar Paas Bulane Ke Bahane Na Rahenge.

Mujhe bhula kar sona to teri aadat hi ban gayi hai
Aye DOST
Kisi din hum so gaye to tujhe neend se nafrat ho jayegi