वो वाकिफ है मेरी बुज़दिली से इसी लिये ये सितम करता है
वो जानता है मौत से ये शक्स डरता नही पर उसके दूर जाने से डरता है

इतनी हिम्मत नही मुझमे की तुझे दुनिया और मुक़द्दर से छीन लाऊँ मैं
लेकिन मेरे दिल से तुझे कोई निकाले इतना हक़ तो मैंने खुद को भी नही दिया

ज़रूरी नहीं कि जीने का कोई सहारा हो,
ज़रूरी नहीं कि जिसके हम हों वो भी हमारा हो,
कुछ कश्तियाँ डूब जाया करती हैं,
ज़रूरी नहीं कि हर कश्ती के नसीब में किनारा हो

Hadd ho gai intezar ki
aisi ki taisi aise pyar ki

Aksar Ye Ehsas Hota Hai Mujhy
Tumhein Koi Ehsas Nahiin Mera

Khud hi de jaoge to behtar hai
Warna hum dil chura bhi lete hain

Kiya Mila Mujhe Saari Umer Mohbbt Kr Ke
Bs Ek Shayri Ka Hunar 0r Aik Raaton Ka Jagna

Na jaane kiske muqaddar mein wo likhi hogi
Magar ye sach hai k umeedwaar main bhi hoon

Dekha wahi hua na bichadne par baat aa phunchi
mene tujhse kaha tha purani baat mat ka

Apne wajood pe itna to yaqeen hai mujko.
Koi chor to sakta hai mujhe bhula nahi sakta...

Ab Bus Bhi Kar Dy Logon Ko Toot Kar Chahna
Wo Daikh Aik or Shakhs Tujhy Chor Kar Ja Raha Hai

Kamal ka jigar hai unka dosto
unko malum hai hum unke bina nahi reh sakte
fir bhi chhod kar chale gaye

kabhi kabhi meri ankhain yun he roo parti ha

main in ko kaisay samjaon k koi shakhs chahne se apna nhi hota

आज तो मौत सी थकावट है
जिँदगी उतारकर रख दूँ

साफ साफ बोलने बाला कड़वा जरुर होता है
पर धोखेबाज नही