Mujh Ko Rula Kar Vo Bhi Roya To Hoga Mooh Aansuon Se Usne Bhi Dhoya To Hoga Agar Na Kiya Hai Hasil Kuch Humne Pyar Mein Kuch Na Kuch Usne Bhi Khoya To Hoga

Karam Kar Do Ya Sitam Kar DoHum Tum Se Gila Nahi KartyKhiza Main Phool Khila Nahi KartyMila Do Khak Main Lekin Yaad RahyHum Jesy Log Dobara Mila Nahi Karty

Guzry Dinon Ki Bhuli Hui Bat Ki TarhaAankhon Main Jagta Hai Koi Rat Ki Tarha.Us Se Umeed Thi K Nibhaye Ga SathMagar Woh Bhi Badal Gaya Mery Halaat Ki Tarha

Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar k Naam SeBewafai Mili Sirf Wafa k Naam SeZakhm He Zakham Diye us ne Dawa k Naam SeAsman Bhi Ro Para Meri Muhabat k Anjam Se

Sab Kuch Hai Mere Pas Per Dil ki Dawa NahiDoor wo Mujhse hai Per Main Khafa Nahi.Maloom hai Ab bhi Pyar Karta hai Mujhe.Wo Thora Ziddi Hai Magar Bewafa Nahi

os sy juda to ho gaya per un laga mujhy jesy jahan main koi apna nahin raha wo bewafa nahin mager itna zaroor hai pehly wo jis terha ka tha ab wesa nahi raha

Wo Kahin B Rahen Sar Pe Uske Ilzaam To HaiUske Hathon Ki Lakiron Me Mera Naam To HaiWo Mujhe Apna Banaye Ya Na BanayeZamane Me Mere Naam Se Woh Badnam To Hai

Hota Kaise Unhe Gam Hamari Ruswai KaJab Fark Pada Hi Nahi Unhe Hamari Judai KaKhamoshi Se Saha Hamne Jab Har GamTo Ilzam Laga Diya Hum Per Bewafai Ka

teri aankhon se kaash koi ishara to hota,kuch to meri jaan jeene ka sahara to hota,tod dete hum har ek rasam zamane ki,tune ek baar mohabbat se pukara to hota

Kaha tha na sahib ish ishk men barbad ho jao gaye———men say ham, ham say tum, or tum say kon ho jao gaye——Shared by : Shahzad

Ye Aur Baat Hai K Wo Dushman Hua Aaj MagarWo Mera Dost Tha Kal Tak,Use Bura Na KahoNajane Koun Si Majbooriyon Ka Qaidi HaiWo Sath Chor Gaya To Use Bewafa Na Kaho

Lamha Lamha Saanse Khatm Ho Rahi HaiZindagi Maut Ke Pahloo Me So Rahi HaiUs Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki WajahWoh To Bus Zamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai

Apna Maqsad Sa Tum Youn Door Chali Jao GiRakh Ban Jao Gi Afsano Mein Dhal Jao GiApni Matti Mein Bhi Chalna Ka Saliqa SekhoSangamarmar Pe Chalo Gi To Phisal Jao Gi

Woh kehte hai mujhe bewafa ho tummujhe mili zindagi main woh saja ho tumhalat se majboor aur waqt se bebas teh humis liye aaj khusiyon se kusu dur hai hum…

Ye aur baat hai k Dushmn hua hai aj magar Wo mera Dost tha kal tk usy bura na kaho Najany konsi majbooriyon ka Qaidi ho Wo sath chor gya hai to usy bewafa na kaho