Bewafa Zamanay Main Piyar Dhoondnay Walo Matti Ki Moorat Main Bholli Bhaalli Soorat Main Piyar Kesay Milta Hai Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Roo Rahi Hai Shehnaii Bheer Main Hai Tanhaii Rooknay Se Ruktay Hain Kab Bhala Yeh Herjaii Rishtay Kachay Dhagay Hain Yeh Tu Maan Lo Pehlay Yeh Tu Maan Lo Pehlay Benaam Logon K Kitnay Naam Hotay Hain Yeh Bhi Us Ki Qudrat K Kesay Kaam Hotay Hain Kiun Yeh Aisay Hota Hai Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Bewafa Zamanay Main Piyar Dhoondnay Walo Matti Ki Moorat Main Bholo Bhaali Soorat Main Piyar Kesay Milta Hai Yeh Yeh Tu Jaan Lo Pehlay Yeh Tu Jaan Lo Pehlay

Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab DeKYon Wo Chala Gaya Mujhko Chor KeHum To Uski Jhalak Ke Deewane TheUske Chand Se Chehre Ke Parwane TheUski Baaton MainDil Lagai Bethe HenUska Naam Bar Bar Kehte HenWo, Jo Bina Bolay Baat Samjah DeAur Hume Humise Chura LeUske Saath Hum Apne Sapne Saja LenAj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye DilTujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa MilTum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad HumeTumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum HumeTere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen GenTere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen GenYe Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat AnaNa Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo BahanaKyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len GeMera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen….

jo zakhm tu nay diye thay woh bhertay jatay hain charhay hoay thay jo dariya utartay jatay hain yeh ahel_e_shahr_e_wafa hain ajab bahar parust sarooo kay phool faseelo’n pay dhertay jatay hain nahi hai aur tu kuch bhi hamaray hatoo’n main siva_ye_arz_e_tamman na so kertay jata hain ajeeb loog hain , yeh ahel_e_intezaar kay jo khud apni aag main jul kar sa’nwertay jatay hain najanay kaun si basti kay hain yeh bashindey! nazar uthatey nahi aur guzertay jatay hain yeh aaj shaher pay utri hay kis bala ki raat charaagh apni lawoo’n say mukertay jatay hain darakht shaam ko lagtay hain shaher say amjad kay shaakh shaakh parinday utartay jatay hain.

Aaj Maine Apna Phir Sauda KiyaAaj Maine Apna Phir Sauda KiyaAur Phir Main Door Se Dekha KiyaAaj Maine Apna Phir Sauda KiyaZindagi Bhar Mere Kaam Aaye UsoolZindagi Bhar Mere Kaam Aaye UsoolEk Ek Karke Unhe Becha KiyaEk Ek Karke Unhe Becha KiyaAur Phir Main Door Se Dekha KiyaAaj Maine Apna Phir Sauda KiyaKuch Kami Apni Wafaon Mein Bhi ThiKuch Kami Apni Wafaon Mein Bhi ThiTumse Kya Kehte K Tumne Kya KiyaTumse Kya Kehte K Tumne Kya KiyaAur Phir Main Door Se Dekha KiyaAaj Maine Apna Phir Sauda KiyaHo Gayi Thi Dil Ko Kuch Umeed SiHo Gayi Thi Dil Ko Kuch Umeed SiKhair Tumne Jo Kiya Acha KiyaKhair Tumne Jo Kiya Acha KiyaAur Phir Main Door Se Dekha KiyaAaj Maine Apna Phir Sauda Kiya

Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De K Yon Wo Chala Gaya Mujhko Chor Ke Hum To Uski Jhalak Ke Deewane The Uske Chand Se Chehre Ke Parwane The Uski Baaton Main Dil Lagai Bethe Hen Uska Naam Bar Bar Kehte Hen Wo, Jo Bina Bolay Baat Samjah De Aur Hume Humise Chura Le Uske Saath Hum Apne Sapne Saja Len Aj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye Dil Tujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa Mil Tum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad Hume Tumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum Hume Tere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen Gen Tere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen Gen Ye Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat Ana Na Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo Bahana Kyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len Ge Mera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen?.

Mumkin Ho Aap Se Tuo Bhula Dijiyey MujhayPathar Pe Hoon Lakeer, Mita Dijiyey MujhayHur Rooz Mujh Se Taaza Shikayat Hai Aap KoMain Kia Hoon, Aik Baar Bata Dijiyey MujhayMere Siwa Bhi Hai Koi MozooEGuftuguApna Bhi Koi Rang Dikha Dijiyey MujhayMain Kia Hoon, Kis Jagah Hoon, Mujhay Kuch Khabar NahinHain Aap Kitni Duur Zara Sada Dijiyey MujhayKi Main Ne Apne Zakham Ki Tash’heer Ja BajaHum Mantey Hein Jurm, Saza Dijiyey MujhayQaim Tou Ho Sakey Koi Rishta Ap Key SaathGehre Samandaroon Main Baha Dijiyey MujhayShab Bhar Kiran Kiran Ko Tarasney Se FaidaHai Tairgi Tou Aag Laga Dijiyey MujhayJaltey Dinoon Main Khud Pas Deewar Baith KarSaaye Ki Justuju Main Laga Dijiyey MujhayYoun Tou ShoolaEJaan Sard Ho ChukaLaikin Sulag Uthoon Tou Hawa Dijiyey Mujhay

Mumkin Ho Aap Se Tuo Bhula Dijiyey Mujhay Pathar Pe Hoon Lakeer, Mita Dijiyey Mujhay Hur Rooz Mujh Se Taaza Shikayat Hai Aap Ko Main Kia Hoon, Aik Baar Bata Dijiyey Mujhay Mere Siwa Bhi Hai Koi Mozoo-E-Guftugu Apna Bhi Koi Rang Dikha Dijiyey Mujhay Main Kia Hoon, Kis Jagah Hoon, Mujhay Kuch Khabar Nahin Hain Aap Kitni Duur Zara Sada Dijiyey Mujhay Ki Main Ne Apne Zakham Ki Tash?heer Ja Baja Hum Mantey Hein Jurm, Saza Dijiyey Mujhay Qaim Tou Ho Sakey Koi Rishta Ap Key Saath Gehre Samandaroon Main Baha Dijiyey Mujhay Shab Bhar Kiran Kiran Ko Tarasney Se Faida Hai Tairgi Tou Aag Laga Dijiyey Mujhay Jaltey Dinoon Main Khud Pas Deewar Baith Kar Saaye Ki Justuju Main Laga Dijiyey Mujhay Youn Tou Shoola-E-Jaan Sard Ho Chuka Laikin Sulag Uthoon Tou Hawa Dijiyey Mujhay

Gungunatey Huye Aanchal Ki Hawa Dey Mujh KoUngliyaan Pheir Kar Baloun Mein Sula Dey Mujh KoJiss Trah Faaltu Guldaan Parey Rehtey HeinApney Ghar Key Kisi Koney Sey Laga Dey Mujh KoYaad Kar Key Mujhay Takleef Hi Hotti Ho GiEik Qissa Houn Purana Sa Bhula Dey Mujh KoDoubtey Doubtey Aawaz Teri Sun JaounAkhri Baar Tu Sahil Sey Sada Dey Mujh KoMain Tery Hijar Mein Chup Chap Na Mar Jaoun KaheinMain Houn Saktey Mein Kabhi Aaa Kar Rula Dey Mujh KoDekh Main Ho Gya Houn Badnaam Kitboun Ki TrahMeri Tashheer Na Kar Ab To Jala Dey Mujh KoRoothna Tera Meri Jaan Liye Jata HaiAisy Naraz Na Ho,Hans K Dikha Dey Mujh KoAur Kuch Nahein Manga Meray Malik Tujh SeyUs Ki Galiyoun Ki Khak Bana Dey Mujh KoLog Kehtey Hein K Yeh Ishq Nighal Jata HaiMain Bhi Is Ishq Mein Aya Houn,Duaa De Mujh KoYahi Auqaat Hai Meri Teray Jeevan MeinKoi Kamzore Sa Lamha Houn,Bhula De Mujh Ko

Maine To Tumse Pyar Kiya ThaDil Jaan Apna Tum Pe Nissar Kiya ThaChorhogi Na Saath Mera Saari ZindagiWafa Ka Tumne Bhi Ikraar Kiya ThaHamne To Tumhari Rahon Par Phool Bichaye TheUn Rahon Ke Kaante Apne Haathon Se Uthaye TheMagar EyBewafa Tune Meri Wafa Ka Kya Sila DiyaGair Ki Khatir Mujhko Dil Se Bhula DiyaMain Koun Hoon Tumhara Jo Mujhe Yaad Karo TumApne Do Aansoo Bhi Mujh Par Barbaad Karo TumKhud Ki Naav To Kinaare Par Laga LiMujhe Beech Manjhdhaar Main Hi Chod DiyaIs Dil Main Jo Basa Tha Pyar TeraMaine Bhi Us Dil Ko Hi Tod DiyaJo Gali Tere Ghar Tak Jaati ThiUs Gali Se Hi Maine Mooh Morh LiyaBadnaam Na Ho Jaaye Tu Dunia Main KaheenIsliye Tera Naam Lena Hi Chod DiyaJab Kabhi Bhi Yaad Aayegi TumhariSamjhain Ge Kabhi Tumhe Chaha Hi NahiJab Bhi Tum Rahon Main Nazar AayogiSochainge Tumhe Dekha Hi NahiTu Jahaan Bhi Rahe Sada Khush RaheTujhe Dil Se Main Bhula Raha HoonTere Pyar Ki Jo Haseen Yaadain Hain Dil MainUn Yaadon Ko Louta Raha HoonTumhari Bewafai Ka Kya Charcha KaroonApni Wafa Pe Sharma Raha HoonMujhe Tumhari Bewafai Se Koi Shikwa NahiMain Tumhari Zindagi Se Ja Raha Hoon

ajanabi apne qadmon ko roko zarajanati hun tumhare liye gair hunphir bhi thaharo zarasunate jao ye ashkon Bewafa dastansath lete chalo ye mujassim fuganaj duniya mein mera koi bhi nahimeri ammi nahimere abba nahimeri aapa nahimere nanhe se masum bhaiya nahimeri ismat ki magrur kiranen nahiwo gharonda nahi jis ki saye taleloriyon ki tarannum ko sunati rahiphul chunati rahigit gati rahimsukurati rahiaj kuch bhi nahimeri nazaron ki sahame hue aainemeri ammi ki mere abba ki aapa kiaur mere nanhe se masum bhaiya ki khoon sehain dahashatzadaaj meri nigahon ki viraniyanchand majaruh yadon se aabad hainaj meri umangon ki sukhe kanvalmere ashkon ki pani se shadab hainaj meri tadapati hui sisakiyanek sazeshikasta ki fariyad hainaur kuch bhi nahibhuk mitati nahitan pe kapada nahiaas madum haiaj duniya mein mera koi bhi nahiajanabi apne qadmon ko roko zarasunate jao ye ashkon bhari dastansath lete chalo ye mujassim fuganmeri ammi banomere abba banomeri aapa banomere nanhe se masum bhaiya banomeri ismat ki magrur kiranen banomere kuch to banomere kuch to banomere kuch to banoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Balraj Komal