Narawa Kehiay, Nasaza KehiayKehiay Kehiay Mujhay Bura KehiayDil Main Rakhnay Ki Baat Hai GhamEIshqIsko Hergiz Na Bermala KehiayAa Gai Aap Ko MaseehayeeMernay Walon Ko Marhaba KehiayHosh Jatay Rahay Raqeeboon KDaagh Ko Aur Bewafa Kehiay

Main Sansoo May Samoo Loon Ga Tumhari Her Amanat KoYe Vehshat Naak Sanatay, Ye Tanhai Mujhe Day DoTumharay Baad Her Manzar Mujhey Be Rang Lagta Hay……!!Ye Aankhain Cheen Lo Ya Apni Benayi Mujhay Day Do………!!!

Humne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate HaiAapka Rishta Kisi Our Ke Saath HaiHum Yehi To Aapko Samjhate HaiAapke Haath Pe Jiski Angoti HaiUseh Ka Aap Pe Haq HaiHumne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Rulate Hai

Humne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate HaiAapka Rishta Kisi Our Ke Saath HaiHum Yehi To Aapko Samjhate HaiAapke Haath Pe Jiski Angoti HaiUseh Ka Aap Pe Haq HaiHumne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Rulate Hai

Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se

Wo kaha karta tha Jab Mein tujhy bhoolunga To wo din zindagi ka Akhri din ho ga Us raat taaray Na chamkaingy Us subha Suraj na Nikley ga Wo kaha karta tha Meri har Saans se Tu wabasta hai Aaj jab us Ne rasta badla Tou Yaad aya Wo kaha karta tha

Narawa Kehiay, Nasaza Kehiay Kehiay Kehiay Mujhay Bura Kehiay Dil Main Rakhnay Ki Baat Hai Gham-E-Ishq Isko Hergiz Na Bermala Kehiay Aa Gai Aap Ko Maseehayee Mernay Walon Ko Marhaba Kehiay Hosh Jatay Rahay Raqeeboon K Daagh Ko Aur Bewafa Kehiay

Ye Meri Talkh NawaaiiYe Meri Talkh HansiYe ZeherKhund Sa LehjaYe Guftagu MeriYe Na Samajh Ae Meri Jaan!K Atta Teri HaiMain Jaanti Hun To ItnaK Khatta Meri HaiBus Issi Baat Ki Khud KoYun Saza Deti HunMain Aur Kissi Se NahinKhud Se Khafa Rehti Hun..

Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate Hai Aapka Rishta Kisi Our Ke Saath Hai Hum Yehi To Aapko Samjhate Hai Aapke Haath Pe Jiski Angoti Hai Useh Ka Aap Pe Haq Hai Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Rulate Hai

Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate Hai Aapka Rishta Kisi Our Ke Saath Hai Hum Yehi To Aapko Samjhate Hai Aapke Haath Pe Jiski Angoti Hai Useh Ka Aap Pe Haq Hai Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Rulate Hai

Mein ik pal bhi ghar sey nikl’on To wo mujh sey pocha kerti thi Tum kahan gaye thay Kis sey milney gaye thay Kia kam tha tujh o Aisey be-wajha Ghar sey na nikla karo Zamana bohat kharab hai Aaj teen shab bad Jab mein ghar lauta to Yaad aya Wo pocha kerti thi

Kab Tak Raho Ge Aakhir Yoon Door Door Hum Say? Milna Paray Ga Aakhir Ek Din Zaroor Hum Say..! Daman Bichaane Walay Ye Be-Rukhi Hai Kesi? Keh Do Ager Hua Hai Koi Qasoor Hum Say..! Hum Cheen Lenge Tumse Ye Shan-e-Benayazi, Tum Mangte Phiro Gay Apna Garoor Hum Say…!!

Siraj Tujh Sa Koi Bad Naseeb Kya Hoga… Tamam Umer Wafa Ki Aur Bewafai Milli…. Kay Tu Nay Khuwab To Dekhey They Sath Rehney Kay Magar Naseeb Tha Aesa Kay Bus Judai Mili ….. BAna Kay Chour Diya Tujh Ko ishq Ka Qaidi Yani Kay Jaan Gai Aur Phir Rihaai Mili …!

Juda Honay Ka Andesha juda hony se pehle tha,Wo mujh se intehai khush khafa hone se pehle tha,Junoon ka doar guzra to mujhe b bhool betha wo,Namazeishq tha lekin, qaza hone se pehle tha,Main kese soch sakta tha mujhy wo chor jayega,Bohat hi ba’wafa wo bewafa hone se pehle tha.

Bohat din ho gaye shayed sahara ker liya uss ne, Humaray baad b aakhir guzara ker liya us ne Humara zikr to uss k labon pr aa nahi skta, Humain ehsaas hai hum se kinara ker liya us ne Bhula ker pyaar ki kasmain woh waday tor kr saray, Ksi ko zindagi se b pyara ker liya us ne……..