Ek Bewafa Se Aik Mulaqat Bohat HaiJitna Diya Humnay Tera Saath Bohat HaiDuniya Ko Dil Ke Daagh Dikhaon To Kis TarahAye Zindagi Yeh Raaz Chupaon To Kis TarahApni Tabahiyoon Mein Mera Haath Bohat HaiJitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat HaiToota Jo Dil Ka Aaina Tootay Sabhee BharamHoti Hai Umar Pyaar Ki Jeenay Ke Liye KammMarnay Ke Liye Dard Ki Raat Bohat HaiJitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat HaiEk Bewafa Se Ik Mulaqat Bohat HaiJitna Bhee Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai

Ek Pal Mai Ek Sadi Ka Maza Hum Se PoochhyeDo Din Ki Zindagi Ka Maza Hum Se PoochhyeBholay Hai Rafta Rafta Unhai Mudato Mai HumQisto Mai Khud Kushi Ka Maza Hum Se PoochhyeAgazEAshiqui Ka Maza Aap JaniyeAnjamEAshiqui Ka Maza Hum Se PoochhyeHansne Ka Shauq Hum Ko Bhi Tha Aap Ki TarhaHansiye Magar Hansi Ka Maza Hum Se PoochhyeWoh Jaan He Gaye K Hume Un Se Pyar HaiAnkho Ki Mukhbari Ka Maza Hum Se PoochhyeNa Doost Banao Huzeifa, Na Qareeb Lao Kisi KoDoosto Ki Bewafai Ka Maza Hum Se Poochhye

Dard Me Doobi Tehreer TeriDil Ke Taron Ko Chhed GayiKyon Ki Teri Aankhon Mein Besabab Udaasi HaiKyon Ki Tere Chehre Pe Dukh Hai, Badhawasi HaiKyon Saughawar Tera Daaman HaiKyon Tere Lahje Me Ajnabi Pan HaiWoh Ke Umr Bhar Jisne Shahar Bhar KeLogon Me Mujh Ko Ham Sukhan Jaana,Dil Se Aashna LikhaKhud Se Meherbaan SamjhaDilruba LikhaLekin……Ab Ke Saada Kaagaz Per Surkh Roshnai SeTune Talkh Lahje MeMere Naam Se Pahle Sirf “Bewafa” LikhaJaane KyonJaane KyonJaane Kyon ?????

Na Tujhay Choor Sakte Hain,Tere Ho Bhi Nahi SakteYeh Kaisi BeBasii Hai Aaj Hum Roo Bhi Nahi SakteYeh Kaisa Dard Hai Pal Pal Humay Tarpayee Rakhta HaiTumhari Yaad Aati Hai To Phir Soo Bhi Nahi SakteChupa Sakte Hain Aur Naa Hum Dekha Sakte Hain Logo KoKuch Aisay Daagh Hain Dil Per Jo Hum Dhoo Bhi Nahi SakteKaha Tha Choor Dein Gay Yeh Nagar Phir Ruk Gaye LekinTumhe Paa To Nahi Sakte Magar Khoo Bhi Nahi SakteHumara Aik Hona Bhi Mumkin Nahi Raha Aab ToJiyeen Kaise Ke Tum Se Door Aab Ho Bhi Nahi Sakte

Tu Bhi Kisi Ka Pyaar Na Paaye Khuda KareTujh Ko Bhi Tera Naseeb Rolaaye Khuda KareRaatoon Mein Tujh Ko Niind Na Aaye Khuda KareTu Bhi DarBaDar Ki Thokrein Khaaye Khuda KareAaye Bahaar Tere Gulistaan Mein Baar BaarTujh Par Kabhi Nikhaar Na Aaye Khuda KareMeri Tarah Tujhe Bhi Javaani Me Gham MileinTu Bhi Duaa Ko Haath Uthaaye Khuda KareTujh Par ShabVisaal Ki Raatein Haraam HoonShammein Jala Jala Ke Bujhaaye Khuda KareHo Jaaein Sab BadDuaaein Meri Dosto GalatAbh Us BeWaffa Pe Koi Harf Na Aaye Khuda Kare

Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di ThiKhuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di ThiChaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh KarUs Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di ThiMaloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi HogaUs Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di ThiSocha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi KoUs Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di ThiKaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh SeApni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di ThiKiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh KarUs Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi

Sar Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho JaayegaItna Mat Chaaho Use Wo Bewafa Ho JaayegaHum Bhi Dariya Hain Humein Apna Hunar Maloom Hai,Jis Taraf Bhi Chal Padeinge Raasta Ho JaayegaKitni Sachchai Se Mujh Se Zindagii Ne Keh Diya,Tu Nahin Mera To Koi Doosra Ho JaayegaMain Khuda Ka Naam Le Kar Pee Raha Hoon Dosto,Zehar Bhi Iss Mein Agar Hoga Dawa Ho JaayegaSab Usi Ke Hain Hawa, Khushboo, ZameenOAasmaan,Main Jahan Bhi Jaaoonga Us Ko Pata Ho JaayegaRooth Jaana To Mohabbat Ki Alaamat Hai Magar,Kya Khabar Thi Mujh Se Wo Itna Khafa Ho Jaayega

Yeh tum se keh diya kis ne. . . Kay tum bin reh nahi saktay. . . Yeh dukh, hum seh nahi saktay. . . Chalo, hum maan laitay hain. . . Kay tum bin, hum buhat roye. . . Ke raaton ko na soye. . . Magar, afsos hai jana. . . Kay ab kay tum jo louto gey. . . Humain tabdeel paao gey. . . Buhat mayoos hogey tum. . . Kay agar poochhna chaho kay, Aisa kyon kiya hum ne. . . To sunn loo ghour se jana. . . Poorani eik riwaayat tang aa ker tor di hum ne… Mohabbat chhour di hum ne… Haan. . . ” mohabbat choour di hum ne… “

aankh padati hai kaheen paon kaheen padta haisab ke hai un ko khabar apani khabar kuch bhi nahishama hai gul bhi hai bulbul bhihai paravana bhiraat ke raat ye sab kuch hai sahar kuch bhi nahihashr ke dhum hai sab kahate hain yun hai yun haifitana hai ek teri thokar ka magar kuch bhi nahinesti ke hai mujhe kuchaehasti mein talashsair karta hun udhar ke ke jidhar kuch bhi nahiek aansu bhi asar jab na kare ae “tashna”fayeda rone se ae didaetar kuch bhi nahi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Alam Tab ‘Tashna’

Ab Aansuoon Ko Aankhon Main Sajaana HogaChiraagh Bhuj Gai Khud Ko Jalaana HogaNa Samjhna K Tumse Bicharh K Khush HainHumain Logon Ki Khaatir Muskuraana HogaPhir Shaam Dhal Gai Tum Aaiee Na Aaj BhiDil Ko Aaj Phir Umeedoon Se Behlaana HogaWaada Khilaafi Kar K Muskurate Ho AapDekhna Aik Din Sanam Aapko Pashtaana HogaLahoo Se Apne Kafan Pe Tera Naam Likh JaoungaThaam K Haath Main Phool Tumko Aana HogaAbhi Se Na Kejiyai TakaazEMasroofiat K AapAbhi Utthna Hai Janaza Kaandha To Daina HogaMuddaton Kiya Hai Tera Intizaar Aai SanamUmar Kat Chuki Ab To Jaana Hoga

Muhabbat tum ne danista ganwaai thi. . ! Tou behtar hai k ab us ko bhula daalo K ab pachtanay se bhi kuch nahi hoga Ye tum ko baarha hum ne kaha bhi tha Suno jana’n! Gulabo’n se ye lamhay hain Inhein khonay se pehlay hi sambhal jao Khiza’n se dosti karna nahi acha Magar tum ko tou zid si thi mitanay ki, jalanay ki, ganwanay ki Jo tum ne aag bharkai thi haatho’n se Tumharay apny daaman tak bhi aa pohnchi tou rotay ho? Suno! pachtanay se bhi kuch nahi hoga Muhabbat tum ne danista ganwaai thi. To behtar hai k ab usko bhula daalo. . !

Larkiya Be Wafa Nhe Hote….Wo To Majboriyo My Lipte Hain,Apny Shidat Bhary Heyalo May,Apny Andr Chupi Ik Aurat May Wo Hmesha Hi Drte Rehte Hain,Na To Jete Hain ,Na To Mrte Hain,Larkiya Be Wafa Nhe Hote…..Pr Hamesha Drte Rehte Hain,Apni Reet Ar Rawajo Sy,Any Waly Naey Azabon Sy,Zardorat May Khily Gulabo Sy,Pyar Krte Hain Aur Chupate Hain,Larkiya Be Wafa Nhe Hote….Kiun K Majboriyo May Lipti Hain,Ar Hr Lamha Drte Rehte Hain,Apny Pyar Sy,Apny Saye Sy,Apny Rishto Sy,Dil Ki Darkan Sy,Apni Khuwaish Say,Apni Khushiyon Say,Larkiya Be Wafa Nahe Hote..

Apni Tanhai Mere Naam Pe Abaad KareKaun Hoga Jo Mujhe Usski Tarah Yaad KareDil Ajab Shehr Ke Jiss Per Bhi Khula Dar Iss KaWoh Musafir Issay Her Simt Se Barbad KareApne Qatil Ki Zehanat Se Pareshan Hon MeinRoz Eik Maut Naye Tarz Se Ejaad KareSalbEBenaai Ke Ehkaam Mile Hein Jo KabhiRoshni Choone Ki Khwahish Koi ShabZaad KareSoch Rakhna Bhi Jaraaim Mein Hai Shamil Abb TouWahi Ma’soom Hai Her Baat Pe Jo Saad KareJub Lahoo Bol Pare Iss Ke Gawahon Ke KhilaafKaaziEShehr Kuch Iss Baab Mein Irshaad KareUss Ki Muthi Mein Bohot Roz Raha Mera WajoodMere Saahir Se Kaho Abb Mujhe Azaad Kare

Bewafa Zamanay MainPiyar Dhoondnay WaloMatti Ki Moorat MainBholli Bhaalli Soorat MainPiyar Kesay Milta HaiYeh Tu Jaan Lo PehlayYeh Tu Jaan Lo PehlayRoo Rahi Hai ShehnaiiBheer Main Hai TanhaiiRooknay Se Ruktay HainKab Bhala Yeh HerjaiiRishtay Kachay Dhagay HainYeh Tu Maan Lo PehlayYeh Tu Maan Lo PehlayBenaam Logon KKitnay Naam Hotay HainYeh Bhi Us Ki Qudrat KKesay Kaam Hotay HainKiun Yeh Aisay Hota HaiYeh Tu Jaan Lo PehlayYeh Tu Jaan Lo PehlayBewafa Zamanay MainPiyar Dhoondnay WaloMatti Ki Moorat MainBholo Bhaali Soorat MainPiyar Kesay Milta Hai YehYeh Tu Jaan Lo PehlayYeh Tu Jaan Lo Pehlay

Damesubah bazmekhush jahan shabegam se kam na thi meharabanki chirag tha so to dud tha jo patang tha so gubar thadilekhasta jo lahu ho gaya to bhala hua ki kahan talakkabhi sozesina se daag tha kabhu dardogam se figar thadilemuzatarib se guzar gai shabewasl apni hi fikr meinna dimag tha na farag tha na shakeb tha na qarar thaye tumhari in dinon dostan mizhgan jis ki gham mein hai khunchakanwahi aafatedileashiqan kisu waqt hum se bhi yar thakabhu jayegi udhar saba to ye kahiyo us se ki bewafamagar ek “meer”eshikastapa tere bagetaza mein khar tha Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Mee