Main Shayar To Nahi….Magar Ae Haseen…Jab Se Dekha..Maine TujhkoMojhko Shayari Aa GayiLog Kaato Se Bachkar Chalte Hai Aur HumHai Jinhone Phulose Chot Khaye Ha

Iss Dunya Mein Jo Humko Dil Ke Hein Rog Mile Khushion Ki Talaash Mein Jo Humko Hein Sog Mile Matlabi Zamane Ki Matlabi Galion Mein Doston Ke Roop Mein Sab Dushman Log Mile

So Doorion Par Reh Kar Be Wo Mujh Say Juda Na ThaWoh Meri Zindagi Tha Magar BeWafa Na ThaDol Na Zara Si Baat Ko Qayamat Bana DalaWarna Kabhi Woh Mujh Say Itna Khafa Na Tha

Mat pooch meri mohabat ki intehaa kaha tak hai, Tu kar le sitaam teri taaqat jahan tak hai, wafa ki ummeed jinhe hogi unhe hogi, Dekhoon tou zara tu beewafa kaha tak hai..

Shayari on Ishq and Pyaar Ishq Ke Raston Mein Judai Na Mili HotiHume Pyaar Mein Ye Bewafai Na Mili HotiKhush Hote Hum Bhi Auron Ki TarahAgar Hume Unse Ye Ruswai Na Mili Hoti

Ek Tum Keh Dil Mein Dard Kisi Ghair Keh LiyeEk Hum Keh Dard Ban Gayae Khud Aap Keh LiyeHum Apnae Aashiyanae Mein Teray MuntazirTum Tinkay Chun Rahae Thae Kisi Ghair Keh Liye

Jo Wafa K Badle Sirf Bewafai Pate HaiDard Ko Chupakar Jo Hasna Sikh Jate HaiDik Tutne Ka Dard Kuch Isa Hme Sikha Jata HaiJo Ise Jamajte H Wo Ouro K Liye Ek Misal Ban Jate Hai

Hamein Aapki Yaad Na Aaye To Hum BewafaAap Hamein Bulaein Aur Hum Na Aaein To Hum BewafaHammein Zahar Dene Ki Kya Zaroorat HaiAap Chehra Mod Le Aur Hum Na Marein To Hum Bewafa

So Doorion Par Reh Kar Be Wo Mujh Say Juda Na Tha Woh Meri Zindagi Tha Magar Be-Wafa Na Tha Dol Na Zara Si Baat Ko Qayamat Bana Dala Warna Kabhi Woh Mujh Say Itna Khafa Na Tha

Hamne Bhi Pyar Dekar Sanam Se Pyar Manga Tha100 Bar Nahi Bas Ek Bar Iqrar Manga ThaJab Giri Bijli Inqar Ki Hum Par Uske To Fir SeKhud Ki Numaish K Liye Gham Ka Darbar Manga Tha

Baheti hui naadi mein unka peaas hainjalti hui shama mein unki gharmi ka ehesaas hainkisi aur ke saath ghar basa liya humneseene mein basi wahi bewafa pyar ka zeher ki raas hain

Ek Toote Dil K Piche Ek Bewafa Chehra Hota HaiKoi Bhar Na Sake Wo Zakhm Itna Gehra Hota HaiRo Ro Kar Sath Chod Deti Hain Saansain ParAakhri Saans Tak Intzaar Us Bewafa Ka Hota Hai

Jidher Bhi Jaoon Nazar Mein Us Ka Chehra Rahta HaiWo Mere Dhiyan Ke Sabhi Raastoon Mein Rahta HaiBicharh Kar Us Se Pereshan Mein To HoonPar Suna Hai Wo Bhi Uljhanoon Mien Rahta Ha

Aam Logon Ki Tamanna Khaas Ho Toh Kya KareinDard Ka Patthar Ko Bhi Ehsaas Ho Toh Kya KareinKaun Samjhaye Hamein Ye Ishq Ki MajbooriyanSoch Mein Tanha Koi Jab Paas Ho Toh Kya Karein

Ye Haqeeqat Hai Ki Hota Hai Asar Baaton MeinTum Bhi Khul Jaaoge DoChaar Mulaaqaaton MeinTum Se Sadiyon Ki Wafaaon Ka Koi Nata Na ThaTum Se Milane Ki Lakeerein Thi Mere Haathon Mein