Dard ki dil pe hakumat thi, Kahan tha us waqt ? Jab mujhe teri zaroorat thi, Kahan tha us waqt ? Maut ke sukh mein chala aya mujhe dekhne ko, Zinda rehne ki museebat thi, Kahan tha us waqt ? Dil ke darya’on mein ab rait hai sehraon ki, Jab mujhe tujhse mohabat thi, Kahan tha us wakt ?

Tu Kya Jaane Aasman Ko Chune Ki Tammana Kya Hoti HaiTu Kya Jaane Tujh Se Pyaar Karne Ki Sazaa Kya Hoti HaiArey Tu Kiya Jaane Samander Ki Gehrayion Mein Kya Hota HaiJo Mehsos Hota Hai Wo Dard Mujhe Tere Pyaar Mein Mila HaiArey Pyaar Mein Tere O SanamEBewafa Naa JaaneKitno Ka Lahoo Bhi Baha Hai

Mohabbat hum ne ki jo ek khata hogayi Ki wafa or zindagi saza hogayi Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan Phir ibadat khud ek gunah hogayi Kitna suhana tha safar jab sath thay hum Phir kia howa kyun manzil juda hogayi Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi wo gaya to laga dunya fana hogai?

Tu Kya Jaane Aasman Ko Chune Ki Tammana Kya Hoti Hai Tu Kya Jaane Tujh Se Pyaar Karne Ki Sazaa Kya Hoti Hai Arey Tu Kiya Jaane Samander Ki Gehrayion Mein Kya Hota Hai Jo Mehsos Hota Hai Wo Dard Mujhe Tere Pyaar Mein Mila Hai Arey Pyaar Mein Tere O Sanam-E-Bewafa Naa Jaane Kitno Ka Lahoo Bhi Baha Hai

Kuch Ajeeb Faaslo Ka Janam Ho Raha HaiNaseeb Mera Jaagkar Bhi Soo Raha HaiKaise Keh Du Tuta Dil Dhadakta NahiJabki Aaj Dil Ka Har Tukda Ro Raha HaiDekhte Dekhte Tu Meri Zindagi Ban GayiPhir Na Jane Kaise Meri Bandagi Ban GayiAe Humnawa To Mujhe Yuh Majhdhaar Mein ChhodkarJane Kyo Is Tarah Bewafa Ban Gayi

Meri Mohabbat Ki Bas Itni Si Kahani HaiDard Main Doobi Hui Yeh Zindagani HaiRista Hai Zakhm Ban Ke Aankh Ka AansuRooh Par Jafaaon Ki Gehri Nishaani HaiSaansen Hain Lekin Dhadkanen Nahin HainLahu Thama Sa Hai, Na Koi Ravaani HaiKho Diya Jisne Umar Bhar Ka SukoonMuskurati Hai Phir Bhi, Ladki Deewani Hai !!

Kabhi Humko Rab Ki Khudai Ne Mara,Kabhi Sang Dil Mahboob Ki Judai Ne Mara,Bari Muddat Tak Kabhi Tanha Rahe Hai Hum,Kabhi Humko Ghamgeen Tanhai Ne Mara,Mahboob Se Hum Pyar Ka Ikrar Nahi Karte,Aur Hume Dar Aur Ruswai Ne Mara,Ye Tha Mera Mazi Aur Ab Mera Haal Ye,Mujhe Ab Mahboob Ki Bewafai Ne Mara…!!!

kushyun ki aarzu mein mudadar bhi so gaye , aandhi chali kuch aisi apne hi kho gaye , kya khoob tha uska ye andaz-e-pyaar dene aaye thay palken bhigogaye , wo manzilain bhikho gayen wo rastay bhi kho gaye , jo aashna sey loog thay wo ajnabi sey ho gaye , na chaand tha na chaandani ajeebthi wo roshani ….

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe?!!!

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe?.!!!

Kya hai wafa kya bewafayi maloon nahi Wo apni thi ya paraayi maloom nahi,, Maiyet pe hazir the jabke dost-o-dushman Ek wo kiyun nahi aayi maloom nahi,, Puchha jo logo ne mere marne ka sabab Nazar usne kiyun jhukaayi maloom nahi,, Mohabbat nahi thi to baad tere jane k Asgher Wo is kadar kiyun royi maloom nahi…..

chaman ke baharon mai tha aashiyanana jane kahan kho gaya wo zamanatumhen bhulane ke main koshish karungaye wada karo ke na tum yad aanamujhe mere mitane ka gam hai to ye haitumhen bevafa kah raha hai zamanakhudara meri qabr pe tum na aanatumhen dekh kar shaq karega zamanaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Qamar Jalalvi

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay DouUs Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi MujhePathar Samajh Kar Paonâ Se Thokr Laga DiaAfsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi MujheKya Umedein Baandh Kar Aaya Tha SamnayUs Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe…!!!

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay DouUs Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi MujhePathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga DiaAfsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi MujheKya Umedein Baandh Kar Aaya Tha SamnayUs Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe….!!!

Geya zamana badha sohana jo yaad Aaon to lot Aana, Wo Aankhon Aankhon main baat karna wo baton baton main raat karna, hansi chupane ko lab k Aage Haseen komal se Haath Karna kabi hansana kabi rolena, Ye baat tum bi kabi to samjo Hamari chup main bi Guftago hai, !mansha! Samajh sako to Hamen batana Jo yaad Aaon to lot Aana.