Zindagi pheli hoi thi sham e hijran ki tarah, Kis ko itna hosla tha kon ji kar daikhta.

Chale hain saif wahan hum ilaj e gham k lie, Dilon ko dard ki dolat jahan se milti hai.

Wo mily ga to us sy poochin gay DOSTO Kis kis ko abaad kiya hai mujhy barbaad kar k,,,,

Kahan hai tu k tere intezar mein ae dost . ! Tamaam raat sulagty hain dil k veeranay. .

Bhoolay sa muskura tou diay thay aaj faiz Mat pooch walwalay dil e naa karda kaar kay !

Aftaab* ho jaise waisa hoon mein, Shaam abhi ayi na thi dooba hoon mein.. (aftaab;moon)

Humain bhi apni tabaahi pe ranj hota hai, Hamarey haal-e-pareshaan pe muskuraao nahin..

Gher Se Chale Hum To Ke Manzil Mil Hi Gayi Warna Teri Manhushiyat Mein Koi Kami Na Thi.

Tarab ka raang muhabbat ki lo nahin daita, Tarab k raang me kuch dard bhi samo lain aaj.

Dil roz sajaata hoon main dulhan ki tarah, Gham roz hi chale aate hain baraat ki tarah..

Talab bhi karte jo hum khoon baha to daita kon, Gala bhi apna tha talwar bhi hamari thi.

Shaid mera wajood hi soraj tha sheher main, Me bhoj gea to kitne gharon me jale charagh.

Sabat howa fashar e lehad se ye aa zameen, To bhi inhen dabati hai jin me ke dam naihin.

Zafar buri nahin hai awaargi, magar phir bhi, Kabhi idhar se guzro to ghar bhi aa jana..

Bey Naam Sa Ye Dard Thehar KiOon Nahi Jata ? Jo Beet Gaya Hay Wo Guzar KiOon Nahi Jata ?