Jo hua izn-e-ehel-e-gulshan, to mein har kali se kah doon. . ! Tera muzmahil tabassum mery zauq pe giran hai. . !

Bekhudi Le Gayi Kahan Hum Ko, Der Se Intezaar Hai Apna, Rote Phirte Hai Sari Sari Raat, Ab Yehi Rozgaar Hai Apna..

Mere sabar per koi ajar kya meri dopehar per koi abar kyun, Mujhe orrhne de aziyatain, meri aadatain na kharab kar..

Ye wafa ki sakht rahein, ye tumhary pao’n nazuk…. Na lo intiqaam mujh se, mere sath sath chal ke….

Jise khud se hi nahin furstain, Jise khayal apne kamaal ka, Usey kya khabar mere shoq ki, Usey kya pata mere haal ka..

Waqt hi be’meher tha, halaat hi be’faiz they, Kaun sa gham tha jo Mohsin ne apnaya na tha.. Mohsin Bhopali

Mujhey Daikh Kar Jo Ikk Nazar Mairey Saarey Dard Samajh Sakey Jo Iss Qadar Ho Chara-Gar Mujhey Uss Nigaah Ki Talaash Hai

Har kisi ky Naseeb main kahan likhi hain Chahtein…… Kuch Log Duniya main atae hain Faqat Tanhaiyun ky Liye..

Kasam Tootay Hovay Dil Ki Tumhain Khud Se Juda Ker Kay,, Jahan Tak Hum Ne Daikha Hay Wahaaan Tak Tum Nazer Aaye…!

Mohabbat Dekhi Main Ne Zamane Bhar Ke Logon Ki GHALiB, jahan Kuch “Daam” Zyada Ho Wahan insan Biktey Hain!!!

Hasne Par Hasti Hain Aankhen Rone Par Roti Bhi Hain Aankhen Zakham Bhi Deti Hain Aankhen Jaan Bhi To Le Leti Hain Aankhen

Such hi kaha tha kisi ne khud pe bharosay ka huner seekh lo,,, Muhabbat jitni bhi sachi hoo saath chorr hi jaati hay,,,,,

Yeh kya kam hai key mar janay pe duniya yaad karti hai, Kesi key ishq main duniya lut’ta kar hum bhi dekhain gaye..

Mujhey chor de mere haal per tera kia bharosa hai chara-gar, Ye teri nawazish e mukhtasar mera dard aur barha na de…

Bohat us ko bulata hoon bohat samjhata hoon lekin, Yeh aayiney mein betha shakhss bahar kyon nahin aata.. (aayiney;mirror)