Tere Siva Nahin Aur Kuch Bhi Tere Siva?!!! Mere Dosti Meri Zindagi Meri Khamoshi Meri Be-Basi Mera Alam Bhi Mera Naam Bhi K Meri Subah K Mere Sham Bhi Wo Sabhi Kuch Tujhe Atta Kare Mere Jaan To Yaqeen To Kar Mujhe Mangana Tuna Aa Saka Main Ne Phir Bhi Mangi Yehi Dua K Gawahi De Ga Mera Khuda Maine Jub Bhi Us Se Talab Kiya Nahi Manga Kuch Bhi Tere Siva .. Tere Siva !!

(DUAA)Tu Khush Rahe Khuda KarayMera Dil Yehi Dua KrayTeray Hont Muskarayin SadaTeri Aankh Sada Hansa KrayTeri Bazm Sada Saji RahaySada Bahar Teri Gali RahayTou Gham Se Kbhi Ashna Na HoTou Zeest May Kbhi Tanha Na HoZindagi May Na Kuch Khoay TouMazaq May Bhi Na Roay TouTera Hr Khawab Poora HoKoi Sapna Na Adhoora HoTOU KHUSH RAHAY KHUDA KRAYMERA DIL YEHI DUA KRAY…?

WaqteDua Mai Ek Dua KaronMai RabEKainat Se Ek Eltija KronTu Khush Rahe ,Tu Shaad RaheTere Dil Ka Aangan Abaad RaheTu Hr Pal Yunhi Hansa KarayTu Pholon Ki Manind Khila KrayTeri Zindgi Mai Koi Gham Na HoTeri Ankh Kabhi Num Na HoTujhe Kisi Se Koi Gila Na HoKoi Dukh Tujhe Mila Na HoTeri Rad Kbhi Dua Na HoTere Lab Pe Koi Sada Na HoTujhe Bin Mangay Wo Ataa KrayTeri Maaf Har Ek Khata Kray(Aameen)

Ek Yaar Khafaa Hai Humse,Wo Pyaar Khafaa Hai Humse,Ek Zindagi Thi Jo Meri,Wo Dildaar Khafaa Hai Humse..Kehti Thi Wo Humse,Na Hogi Khafaa Kabhi Humse,Bichad Bhi Jayein Jeevan Mein,Na Hogi Judaa Kabhi Dilse..Ek Arsa Beeta Hai Ae Dil,Na Koi Khabar Mili Unse,Chaahat Mein, IbaadatEIshq Mein,Jaane Kya Khataa Hui Humse..Rooti Hai Humse Wo Dil,Gusse Ki Wajah Keh Humse,Milne Ki Dua De Humko,Ya Marne Ki Dua De Dilse..

Teri tarif karte hain to isamen kya burai haikhuda ne apne hathon se teri surat banai haihazaron ke tarah sun le teri rusavai ke dar seteru tasvir hum ne kitabon mein chupai haiteri masum surat ke yahi tarif hai sun lezaban pe hai yahi sab ke khudai hai khudai haimarz ye ishq ka aisa laga ki phir nahi chutadua bhi hum ne ke “rahi” dawa bhi aazamai haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saeed Rahi

Tere daman ke hawa mangate hainhum bhi jine ke dua mangate hainmutribo koi achuta nagmasaz aahangosada mangate hainmahoanjum ke jharoke aksarkisi ke aariz ke dua mangate hainphir patangon mein khudai jagishole hashrnuma mangate hainbandaparavar koi khairat nahihum vafaon ka sila mangate hainmaikada ho ke kalisa “sagar”sari duniya ka bhala mangate hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sagar Siddiqui

DUA.. Jo Kahin Na Mile Wo Khushi Chahiye Dard Kaisa B Ho Bandagi Chahiye Mujhko Duniya Ki Ab Koi Khuwahish Nhi Aakhrat Ki Mujhe Zindagi Chahiye Tere He Aage Haath Phelaon Ab Aesi ALLAH Mujhe Bebasi Chahiye Tu Ho Jaye Raazi Sanwar Jaun Main Mere Malik Aagahi Chahiye Main Jhukun Or Jhukun Bus Jhuka He Rahun Ibbadat Me Bus Ye Aajizi Chahiye Main Bhatak Jaun To Aasra Dey Mujhe Aesi ALLAH Mujhe Rehbari Chahiye.. Aameen

Hum Tere Shehir Ai Par Tum Ko Khabar Hi NahiHum Tere Intezar Mai Rahe Par Tum Kabhar Hi NahiTere Liye Kai Kai Na Dekha Hum NeHum Kis Hal Mai Rahe Tum Ko Khabar Hi NahiTume Dek Lene Ki Tamana Thi MairiKis Liye Jite Rahe Tum Ko Khabar Hi NahiTumhare Sath Zindagi Guzarne Ki Hai ArzooHumari Kai Khuwahish Hai Tum Ko Khabar Hi NahiTum Ko Har Ao Khushi Mile Jo Muj Ko Mili NahiTere Liye Dua Karte Rahe Tum Ko Khabar Hi Nahi

Maslay Hoy Pholon Say Aada Mangtay RehnaViraan Drichon Say Sada Mangtay RehnaYe Koi Dukh Hay Kay Kufranay Mohabat?Apnay Liay Her Bar Saza Mangtay RehnaAankh Drichon Pay Ogay Nergasi ChehrayUn Kay Liay Lafzon Ki Rida Mangtay RehnaKhushal Rahien Younhi Sabhi Dost TumharayUn Kay Liay Aachi Duaa Mangtay RehnaHath Uthtay Rahay Berson Ju Teri Duaa KoUn Kay Liay Sajid Hina Mangtay RehnaPoet: Sajid Hadayat(+92 333 4123 685)

Dua nahi to gila deta koi meri wafaon ka sila deta koi jab mukadar hi nahi tha apna deta bhi to bahla kya deta koi hasil-e-ishq faqat dard hai aye kash pehle hi baat deta koi taqdeer nahi thi agar aasmaan chuna khaq me hi mila deta koi bewafa bhi humein bewafa keh gaya is se zyada kya daga deta koi guman hi ho jata kisi apne ka daman hi pakar kar hila deta koi arse se atka hai hinchkiyoun pe dun acha hota ke bhula deta koi

Jo Khushi Tumharay Kareeb HoWo Sada Tumhain Naseeb HoTujhe Wo Khulos Milay Ke JoTeri Zindagi Pe Muheet HoJo Mayaar Tujhko Pasand HoJo Tumhare Dil Ki Umang HoTeri Zindagi Jo Talab KareTeray Hamsafar Ka Wo Rang HoJo Khayaal Dil Main Aseer HoOr Dua Main Bhi Taseer HoTeray Haath Uthtay Hi Khuda KarayTeray Saamne Tabeer HoTujhe Wo Jahan Milay JidharGhamon Ka Koi Guzar Na HoJidhar Rooshni Ho Khuloos KiOr Nafratoon Ko Khabar Na Ho

DayarEGair Mein Kaise Tujhe Sada DeteTu Mil Bhi Jata To Tujhe Ganwa DeteTumhin Ne Ham Ko Sunaya Na Apna Dukh WarnaDua Wo Karte K Ham Asman Hila DeteHamein Ye Zom Raha Ab K Wo PukarengeUnhen Ye Zid Thi K Har Bar Ham Sada DeteWo Tera Gam Tha K Tasir Mere Lahje KiK Jis Ko Hal Sunate Use Rula DeteTumhen Bhulna Hi Awwal To Dastaras Mein NahinJo Ikhtiyar Bhi Hota To Kya Bhula DeteTumhari Yad Ne Koi Jawab Hi Na DiyaMere Khayal K Ansu Rahe Sada DeteSamton Ko Main TaUmr Kosta SyedWo Kuch Na Kahte Magar Honth To Hila Dete

Tu hai gar mujh se khafa khud se khafa hun main bhimujh ko pehchan ki teri hi ada hun main bhiek tujh se hi nahi fasletamanna shadabwohi mausam hun wohi aabohava hun main bhisabt hun dastekhamoshi pe hina ke suratnashunida hi sahi tera kaha hun main bhichand ban kar tere aangan mein utar hi jaunraat ke pichale pahar mangi dua hun main bhiyun na murjha ki mujhe khud pe bharosa na rahepichale mausam mein tere sath khila hun main bhijane kis reh chalun kon se rukh mud jaunmujh se mat mil ki zamane ke hawa hun main bhiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mazhar Imam

Mohobbat Ik Dua HaiMujhay Bus Ye Dua DainaKhata Koi Ju Ho JaeyKabhi Lehja Badal JaeyZaroori Baat Reh JaeyMera Chehra Bigar JaeyAger Pehchaan Na PaoonTumhay Gar Jaan Na PaoonDua DainaMohobbat Ik Dua HaiTum Mujhay Bus Ye Dua DainaSitaray Toorna PaoonTumharay Kaam Na AaonTawazun Ju Na Reh PaeyNazar Bandi Nazar AaeyIshara Ho Shararat KaKoi Dhoka Basarat KaDua DainaMohobbat Ik Dua HaiTum Mujhay Bus Ye Dua DainaMain Tum Se Keh Nai PayaTumharay Naam Ka SayaMeray Humrah Rehta HaiMujhay Her Pal Ye Kehta HaiKoi Mushkil Ju Dar AaeyTasawur Mera DhundlaeyDua DainaMohobbat Ik Dua HaiTum Mujhay Bus Ye Dua Daina….

pabagil sab hain rihai ke kare tadabir kondastbasta shahar mein khole meri zanjir konmera sar hazir hai lekin mera munsif dekh lekar raha hai mere fardejurm ko taharir konmeri chadar to chini thi sham ke tanhai neberidai ko meri phir de gaya tashahir konneend jab khwabon se pyari ho to aise ahad meinkhwab dekhe kon aur khwabon ko de tabir konret abhi pichale makanon ke na vapas aayi thiphir labesahil gharaunda kar gaya tamir konsare rishte hijraton mein sath dete hain to phirshahar se jate hue hota hai damangir kondushmanon ke sath mere dost bhi aazad haindekhana hai khenchata hai mujh pe pahala tir konPoet of the poem  / Ghazal or Nazam :Parveen Shaki