Raat Si Tanha Khamoshi Hai Mere Dil MeinShayad Kuch Jazbaat Ki Kami Hai Iss Dil MeinPehle To Hum Harr Baat Par Haste Ya Rote ThePar Ab Shayad Koi Ehsaas Hi Nahi Hai Mere Dil Mein!!

Ik Karb E Wafa Musalsal Mujhe Sone Nahi DetaDil Sabar Ka Aadi Kabhi Rone Nahi DetaMain Uska Hoon Ye Raaz To Woh Jaan Gaya HaiWoh Kis Ka Hai Ehsaas Ye Hone Nahi DetaShare By : Avid Khan

Mere Naseeb Main Tu Nahin ShayadKyun Khel Aisa Taqdeer Ka Hota HaiLakerain Nahi Milti Hain UnseJin Se Ye Dil Milta HaiDuniya Kehti HaiChand Lamhun Ka Saath ThaYe Dil Jaanta HaiYe Umar Bhar Ka Ehsaas Tha !!!

Mere Naseeb Main Tu Nahin ShayadKyun Khel Aisa Taqdeer Ka Hota HaiLakeerain Nahin Milti Hain UnseJin Se Ye Dil Milta HaiDunya Kehti HaiChand Lamhon Ka Saath ThaYe Dil Jaanta HaiYe Umr Bhar Ka Ehsaas Tha !!!

Kareeb Aakar Hum Dono Dur Itne Kyon Ho GayePal Bhar Mein Hi Sapne Tut Ke Kyon Tinko Mein Bikhar GayeTeri Maujidgi Ke Ehsaas To Ab Tanhayion Mein Hota HaiJab Bhingi Palkein Tumhare Chale Jaane Ka Ehsaas Dila Jaati Hai

Har Dil Ko Kisi Na Kisi Dilbar Ka Intezaar Hota HaiKayi Saari Raahon Se Gujarte Yeh Jeevan Paar Hota HaiHar Pal Dil Sapne Bunta Hai Tanhaiyon Ke Saaye MeinMohabbat Se Hi To Yaaro Jeene Ka Ehsaas Hota Hai…Share By : Sam Momin

os pade bahar par aag lage kanar meintum jo nahi kanar mein lutf hi kya bahar meinus pe kare khuda raham gardisherozagar meinapni talash chodakar jo hai talasheyar meinhum kaheen janevale hain damaneishq chodakarzist tere huzur men, maut tere dayar meinPoet of the poem  / Ghazal or Nazam :Jigar Moradabadi

Kabhi Jo Ehsaas Ho Tum KoKeh Tum Acha Nahin KerteJo Mujh Ko Yun Rulate HoLahu Merra Jalate HoAgar Iss Agg Mein Jal KerMein Ik Din Raakh Ho JaoonMujhe Dil Se Bhulla DenaSamundar Mein Baha DennaMagur Yeh Yaad Rakhna TumKhuda Se Yeh Dua KernaKeh Jo Acha Lagge Tum KoWoh Tum Jaisa Na Ho HergizWagarna Tum Bhi Roo GeMujhe Jaise Rulate Ho

Ek Tera Ehsaas HaiJo Har Waqt Mere Sath HaiEk Teri Yaad HaiJo Din Raat Mujhe Tarpaati HaiEk Umeed Hai Tere Aane KiApna Tujhe Banane KiNa Chain Hai Na Sukoon HaiYe Kaisa Mera Haal HaiRatain Hogai Hai Itni LambiJo Kaate Nahi KatteenNa Bhook Hai Na Pyaas HaiNa Koi Aas Hai Na Koi Paas HaiBas Ek Tera Ehsaas HaiJo Har Waqt Mere Sath Hai

Tumhain Ik Baat Kehni HaiTumhain Ehsaas Hota HaiTumharey Reeshmi Kadmo Ki Aahat SayKisi BNoor Chehray PerKai Rang Muskuraty HainTumhain Ehsaas Hota HaiKoi Neechi Nighaon SayNajany Kis Zamany SayTumhain Takta Hi Rahta HaiKoi Tum Ko Tumhari Sab Hadon Say Dour Chahta HaiTumhain Kuch Kehna Chahta HaiTumhary Aagay Aa Kar Sharma Sa Jata HaiYounhi Ghabra Sa Jata HaiTumhain Ehsaas Hota Hai

Jo NaMumkin Hai Chaahta Kyun HoonTujhse Hi Tujhko Maangta Kyun HoonKoi Mujhpe Bhi Jaan Nisaar KareAise Armaan Paalta Kyun HoonDil Toh Veeraan Hai Ek Zamaane SeAaj Bhi Issme Jhaankta Kyun HoonApni Tanhayee Se Gale Lag KarRaat Aankhon Me KaatTa Kyun HoonZikr Kaanton Ka Hai Kubool MujheBaat Phoolon Ki Taalta Kyun HoonKar Ke Taqseem Sab Me Khushiyon KoSare Gham Khud SanbhalTa Kyun Hoon

Bad gaya tha pyas ka ehasas dariya dekh karhum palat aaye magar pani ko pyasa dekh karhum bhi hain shayad kisi bhataki hui kashti ke logchikhane lagate hain khvabon mai jazira dekha karjis ke jitani haisiyat hai usake nam utana khulusbhik dete hain yahan ke log kasa dekh karmangate hain bhik ab apne muhallon mai faqirbhuk bhi muhatat ho jati hai khatra dekh karkhudkushi likhi thi ek beva ke chehare par magarphir wo zinda ho gayi bacha bilakata dekh karPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meraj Faizabadi

Judai ke ghum mein ashakbaar rehta hoon
har pal har ghadi mein sogwaar rehta hoon
jis din tujh se meri baat nahi hoti
teri awaz sunane ko beqraar rehta hoon
sab meri judai ka sabab poochte hein
wo kya janein mein kyon sogwaar rehta hoon
yadon ke samandar mein jab dhoob jata hoon
youn lagta hai jaise beech manjdaar rehta hoon
teri chahat mein jo Asghr ko ghum milte hein
unein khushion mein karta shumaar rehta hoon

Duniya bani to hamdosuna ban gai gazalutara jo nur nurekhuda ban gai gazalgunja jo nadbrahm bani raqsemaharomahzarre jo thartharaye sada ban gai gazalchamaki kaheen jo barq to ehasas ban gaichai kaheen ghata to ada ban gai gazalaandhi chali to qahar ke sanche mein dhal gaibadesaba chali to nasha ban gai gazalhaivan bane to bhuk bani bebasi baniinsan bane to jazbevafa ban gai gazalutha jo dardeishq to ashkon mein dhal gaibechainiyan badi to dua ban gai gazalzahid ne pi to jamepanah ban ke rah gairindon ne pi to jamebaqa ban gai gazalarzedakkan mein jan to dilli mein dil baniaur shahar lakhanau mein hina ban gai gazaldohe rubai nazmen sabi ‘tarz’ the magarasnafeshayari ka khuda ban gai gazalPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ganesh Bihari Tarz

Ahsaas Hai Mujhe Ki Woh Ab Nahi HaiNahi Hai Wo Mere Sang Nahi HaiDoor Toh Woh Tha Hee  MagarMagar Ab Woh Hai Hee Nahi Hai !!Hai Nahi Koi Umeed Fir Bhi Kyun…Nazar Meri Kuch Dhoondh Rahi Hai ?.Dhoondhna Chahti Hai Kyun Ab Bhi Woh..Uske Lavzo Me Mera Naam Jo Ab Wahan Nahi Hai !Wahan Kuch Surkh Ho Gaya Hai Ya..Yahan Kuch Khalti Kami Hai ?Khalti Hai Nazar Mujhe Meri JoHarr Taraf Teri Hi Nazar Dhoondh Rahi Hai !Mujhe Ahsaas Hai Ki Teri Hansi Mein ..Hai Chhupi Meri Hansi Hai !Garr Baha Ek Bhi Qatra Yahan Gham Ka..Gham Woh Gham Nahi Garr Fiza Teri Mehki Hui Hai !Meri Shikayat Uss Tak Naa Pohochegi ..Na Pohochegi Kyunki Uski Rehmat Bhi Badi Hai,Badi Hai Uski Harr Kahani KyunkiUss Kahani Usne Khushi Teri Likhi Hai !Main Na Hi Uska Rasta Naa Koi Manzil…Yeh Toh Usay Kahin Aur Hi Dikhi Hai !Shahakaar Mere Hai Khuburat KyunkiUnme Tera Aks.. Meri Zindagi Bhari Hai ..Dikh Toh Jayega Usko Usme Kuch ..K Usme Mere Tassavur Mein Tuh Judi Hai..Judi Hai Jaane Kis Dorr Sae Tuti PatangNahi Pata Ki Ye Meri Khata Ya ..Isme Abhi Bhi Kuch Taan Padi Hai ??Ahsaas Hai Mujhe Ki Woh Ab Nahi Hai..Kitna Asaan Hai Dekho Jeena ZindagiK Zindagi Bhi Ab Soch Mein Padi Hai.Kar Di Khali Maine Soch Kisi Ki ..Soch Mein Kyun Ab Meri Khushi Padi Hai ?..Kushi Hai Kashmakash Mein Lekin ..Kashmakash Beparwah Khadi Hai ..Pata Hai Usko Ki Kisi Ko Ab Khushi Mili Hai !Aah Na Pohonchegi Wahan  KyunkiAah Dard Ae Sabab Uske Liye Fir Bani Hai..Daba Diya Hai Isko Kahin..Kahin Chupa Diya Naa Ab Ye Samne Bachi Hai..Jaa Chuke Hain Woh Unke Liye AbManzar Khudai Lekar Naya Khadi Hai..Naya Manzar Toh Yahan Bhi Hai ..Kahi Koi Baat Khaali Toh Kayi Baaton Ki Jhadi HaiAhsaas Hai Mujhko K Woh Ab Nahi HaiJo Nahi Thi Haath Mein Ab Ankhon Se Bhi Ojhal Ho Chali Hai