Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry mat khata imarat ki tehreer pardha ka

Thaky howay hay sabhi paimal raho par kahe sy dhond kar phir tazah rah guzar lana

Tum apne khayalat mujhe sonp ker dekho Her shakhs amanat mein khayanat nahin kerta

Barha ye hawa ja kar tery darwazy tak hum palat ayen hy nakam dua kia tarah  

Bhala raha ho may wo sanway salony diyar wo sham yad na kar abjo ka zikar na chaird

oland awaz dy ke dekh lo koi tu ho ga jo galyan so gy hy tu parindy jagty hy  

Apny par ganwa kar bhi, apny rang luta kar bhi titliyon ka khoshbo ko khojna ny jata

Thakan ko ordh ke nikaly thy,panyon ki taraf badan ki naoo thi sara safar bhi apna tha

Bhala ke wo hamey heran hy to kia ke abhi esi tarah ka hamey bhi kamal karna hy  

Tujh Se Kaha Na Tha Ke Ye Nafratain Na Paal Lawaa Ubal Para Hai To Ab Zalzalay Bhi Dekh.

Wo tha mahir hai har hunar air chalbazi ka , Hame to hoshiyari ka bhi falsfa aata na tha.

Kisi Bhi Dard Ki Had Se Zara Ghuzarne Tak Me Khud Ko Jhorrta Rehta Hooh Phir Bikharne Tak

Apne haalat se sulah to main kar lu lekin, Mujh mein rooh-posh jo ek shaks hai mar jayega

Pal raha hy tamaddan bay hisi ki good may es ki har basti may ab yom-e hisab any ko  

Badal gia hy es qadar chalan hawao-n ka kali bhi badalti hy ab perhan badalty howay