Khareed sakte tou usey zindagi beich karke khareed lete Par kuch log keemat se nahin kismat se mila karte hain…

Kaunsa jakham tha jo taza na tha, Itna gum milega andaza naa tha, Aapkh jheel si aankho kaa kya kasoor, Dubne wale ko hi gehrai kaa andaza naa tha.

jakhm itne gahre hai ke ijhaar kya kare. hum khud nishana ban gaye waar kya kare. mar gay hum khuli rahi aankhe ab is se jayada unka intjaar kya kare.

hari duniya humare dilko is kadar satati rahe, tere hote hue hum kisi or ko chahte rahe, tujhse dur jane k bare mai sochkar, tujhse dur or dur bahut dur jate rahe,

Arman Koi Seene Mein Aag Laga Deta Hai, Khwab Koi Aker Raton Ki Neend Uda Deta Hai, Punchhta Hoon Jisse Bhi Manzil Ka Pata Ab To, Vo Rasta Tere Gher Ka Hi Bata Deta Hai.