Pard gay zehan ke pardy pay kharashy kitni teri sochon may chupy raaz bhi nokeely thy  

kia meray haal par inhain sach much gham tha qaasid to nay dekha tha staarah sr-e-msrgaa-n koi

Aankh Rakhte Ho To Us Ankh Ki Tehreer Parho, Mu’n Se Iqraar Na Karna To Hai Aadat Us Ki..

Bunyad sy rahy jo yon hi bay bunyad hum ek din kahi ye hum par hi diwar  gir na jai  

Muhabat kia hai do lafzon main tumhe batata hoon, Tera majboor kar dena aur mera majboor ho jaana..

Badal jaty hy ek lamhay may hi tarekh ke dharay kabhi jo moj may a kar qalandar bol uthy hay  

Bholny waly ! waqt ke  aywano may kon teharta hy beeti sham ke darwazy par kis ko bolany ay ga

Teri Aik Muskarahat Pe, Hum Tere Mureed Ho Gaye. Kal Tak To Muflis Thhe, Lakin Aaj Hum Ameer Ho Gaye.

Tasveer me khayaal hona to lazmee saa hai, Magar ek tasveer hai jo khayaalon me bani hai. Nishant Sharma

Naya naya shauq unhe roothne ka lagta hai, Khud hi bhool jaate hai, ke roothe the kis baat par….!

Bachho ke choty hath ke chand sitary ko chony do char kitaben pardh kar ye bhihum jesy ho jaeyn gy  

Tumhari khabon ki absharen bhi sokh jain gi dekh lena jo yon hi raton ko bain karty,dino ko roty rahe musalsal

Pankh laga kar mere khwabo ko le jaao kahi door, Nalayak raat me aate hai or sone bi nahi dete!! Nishant Sharma

Barso bad mila to es ny  hum sy pocha kesy shehar nigara-n ke markaz thy tanha tanha kesy ho    

Ya malik aapne aadalat me , meri hamesha jamant rakhna, Mai rahu ya na rhu mere chahane walo ko hamesh salamat rakhna