Ae Nazar Meri Nazar Ko Oss Nazar Se Na DekhKe Meri Se Meri Nazar Ko Nazar Lag Jai

Le Le Deke Apne Paas Faqat Ek Nazar To HaiKyo Dekhe Zindagi Ko Kisi Ki Nazar Se Hum

Le Le Deke Apne Paas Faqat Ek Nazar To HaiKyo Dekhe Zindagi Ko Kisi Ki Nazar Se Hum

Tujh ko Dekha Tha Faqt ZouqeNazr Ki Khatir..Ye Na Socha Tha Ke Tum Dil Mein Utar Jao Ge.!!

Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lage,Koi Accha Bhi Is Kadar Na LageAap Ko Dekha Hai Bas Uss Nazar Se,Jis Nazar Se Aap Ko Nazar Na Lage

Bana bana ke tamanna mitai jati haitarah tarah se wafa aazamai jati haijab un ko meri muhabbat ka aitabar nahito jhuka jhuka ke nazar kyon milai jati haihamare dil ka pata wo hamen nahi detehamari cheez hamin se chupai jati hai‘shakeel’ duriemanzil se naummid na homanzil ab aa hi jati hai ab aa hi jati hai Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeel Badayuni

Uthi Nahi Nigah Kisi Ki TarafPaband Kar Gayi Kisi Ki Nazar Mujhay

Nazar Se Nazar Mili Nazar Ko Nazar MiliNazar Se Tum Mili Tum Se Nazar Mili..?

Nazar Ke Saamne Rahe Wo Kisi Bahaane SeKhuda Kare Nazar Hate Na Us Diwaane Se

Mere Dil Main Koi Aawaz Ubhar Aati HaiTeri Hi Shakal Kitabon Main Nazar Aati Hai

Mere Dil Main Koi Aawaz Ubhar Aati HaiTeri Hi Shakal Kitabon Main Nazar Aati Hai

Ye Tanhai, In Shamon Ki, Khamoshiyon Ka ManzarDekhna Tum Chaho Gar, To Le Lo Meri Naza

Ye Tanhai, In Shamon Ki, Khamoshiyon Ka ManzarDekhna Tum Chaho Gar, To Le Lo Meri Naza

Khata Karte Hain Tedhe TeerYe Kahne Ki Baate HainVo Dekhe Tirchi Nazro Se Ye Seedhe Dil Pe Aate Hain

Khata Karte Hain Tedhe TeerYe Kahne Ki Baate HainVo Dekhe Tirchi Nazro Se Ye Seedhe Dil Pe Aate Hain