Ek Nazar Hamari Ek Nazar TumhariNazar Ne Dil Ki Nazar UtariNazar Ne Dekha Nazar Ko Aise KiKabhi Nazar Na Lage Mahobbat Ko Hamari

Khudko Khudki Khabar Na Lage,Koi Achha Bhi Is Kadar Na Lage,Aapko Dekha Hai Bas Us Nazar SeJis Nazarse Aapko Nazar Na Lage…

Tera Hasta Hua Chehra UDAS Kyun Hai?Barsti Aankhonn Mein Piyas Kyun Hai?Jinki Nazro Mein Tu Kuch NahiWo Tere Liye Itna KHAS Kyun Hai

Honto Pe Ulfat Ka Naam Hota HaiAankhon Main Chhalakta Jaam Hota HaiTalwarron Ki Zarurat Wahan KaisayJahaan Nazro Se QatlEAam Hota Hai

Mere Hothon Ki Muskan Pe Gaur Na KijiyeDil Ke Dard Ko Dekha KijiyeChahata Hai Ye Dil Tumhe Hi KitnaZara Hum Pe Bhi Nazre Karam Kijiye

Honto Pe Ulfat Ka Naam Hota HaiAankhon Main Chhalakta Jaam Hota HaiTalwarron Ki Zarurat Wahan KaisayJahaan Nazro Se QatlEAam Hota Hai

Mere Dil Ki Kitab Ko Padhna KabhiSapno Me Aake Mujh Se Milna KabhiMaine Duniya Sajai Hai Tere LiyeMeri Nazro Ki Ummed Ban’na Kabhi

Har Baar Dil Se Yeh Paigham AayeZubaan Kholon To Tera He Naam AayeTum He Kion Bhaye Dil Ko Kya MaloomJab Nazroo K Saamne Haseen Tamam Aaye

Tujhe Palkon Mein Basaye Rakhte Hain,Duniya Ko Bhulaye Rakhte Hain,Tujhe Nazar Na Lag Jaye Meri Is Liye,Tere Aagey Palken Jhukayen Rahte Hain

Nazron Se Nazrein Tum Churaoge Kab TakDosti Aakhir Chhupaoge Kab TakMere Paigam Tumhe Milte Rahenge Yuhi SadaMere Naam Ko Dil Se Mitaoge Kab Tak?