Yeh Jo Deewane Se Do Chaar Nazar Aate HainIn Main Kuch Saahib E Israar Nazar Aate HainTeri Mehfil Ka Bharam Rakhte Hain So Jate HainWarna Yeh Log To Beedaar Nazar Aate Hain

Tu Ne Deekha Hai Kabhi Aik Nazar Sham K BaadKitnay Chup Chap Se Lagtay Hain Shajar Sham K BaadItnay Chup Chap K Rastay Bhi Rahain Ge LailmChor Jain Ge Kisi Roz Nagar Sham K Baad

Naa Shayar Hoon, Naa Haasil Hai Hunar Ghazalon MeBayaan Karta Hoon Haal Dil Kaa Chand Lafzon MeKhataEIshq Chaahoon Karnaa Main Bhii Ek BaarSamaa Paaye Agar Koi Mujhko Apni Nazron Me

Mana Teri Nazar Main Tera Pyaar Hum NaheKaise Kahen K Tere Talabgaar Hum NaheKhud Ko Jala K Khak Kar Dala,Mita DiyaLo Ab Tumhari Raah Main Dewaar Hum NaheJis Ko Sanwara Humne Tamannaon K Khoon SeGulshan Main Us Bahar K Hakdar Hum Nahe

Tum Aisa Karna Ke Koi Jugno , Koi Sitara Sambhal RakhnaMere Andhero Ki Fikar Choro , Tum Apne Ghar Ka Khyaal RakhnaYe Dhoop Chaoo Ka Khel Hai Ya Khizaa Baharo Ki Tak Mai HaiNaseeb SubaEUrooj Ho To Nazar Mai Sham Zawal RakhnaAizaaz Ahmed Aaza

Dayaregair mein koi jahan na apna hoshadid karb ke ghadiyan guzar chukane parkuch ittefaq ho aisa ki ek sham kaheenkisi ek aisi jagah se ho yun hi mera guzarjahan hujumegurezan mein tum nazar aa jaoaur ek ek ko hairat se dekhata rahePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Akhtar ul Iman

mere chehare se gham aashakara nahiye na samajho ke main gham ka mara nahidubne ko to dube magar naz haiahlesahil ko hum ne pukara nahiyun dikhata hai aankhen hamen bagbanjaise gulshan pe kuch haq hamara nahizikresaqi hi kafi nahi ae ‘fana’bepiye maikade mein guzra nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Fana Nizami Kanpuri

Tere aane ke jab khabar mahaketere khushbu se sara ghar mahakesham mahake tere tasavvur sesham ke bad phir sahar mahakeraat bhar sochata raha tujh kozahanodil mere raat bhar mahakeyaad aaye to dil munavvar hodid ho jaye to nazar mahakewo ghadi do ghadi jahan baithewo zamin mahake wo shajar mahakePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nawaz Deobandi

jag mein aakar idhar udhar dekhatu hi aaya nazar jidhar dekhajan se ho gaye badan khalijis taraf tune aankh bhar ke dekhanala fariyad aah aur zariaap se ho saka so kar dekhaun labon ne ke na masihaihum ne sau sau tarah se mar dekhazor aashiq mizaj hai koi“dard” ko qisaemukhtasar dekhaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Khwaja Mir Dard