Kasam Tootay Hovay Dil ki Tumhain Khud se Juda ker kay Jahan Tak Hum ne Daikha hay Wahaaan tak Tum Nazer Aaye…!!!

Tafarqa* daalna aur aag lagatey rehna, Apne ghar ki bhi magar kher manatey rehna.. (Tafarqa;causing a misunderstanding)

Wafa ka is shehar main hum jesa suda-gar na mile ga aee doost, Hum tu anson bi kharid lete hain apni muskrat de ka. . .

“Wo mujh se bichar kar ab tak nahi roya………… koi to humdard hai jo ussay rony nahi daita!.

Hum Ne Chaaha Magar Parha Na Gaya… Oska Chehra Kitaab Jaisa Tha………………!

Ye Jo Zindagi Ki Kitaab Hai Ye Kitaab Bhi Kyaa Kitaab Hai, Kahin Ik Hasin Sa Khvab Hai Kahin Jaan-levaa Azab Hai…

Jab gulista’n mein baharo’n k qadam aatay hain. . ! Yaad bhoolay huay yaaro’n k karam aatay hain. . !

Udaas udaas har shaam thi, meri zindagi bhi veeraan thi, Nikle ujalon ke safar mein hamara muqadar to andheri raat thi..

WO shakhs ab pehle se bhi ziyada awargi mein rehta hai.!, Hum ne tO suna tha ke lOg sudhar jaty hain bichar jane k baad.

Tumhain meri Muhobbat ki Qasam sach sach bata dena Galay mein daal kar baanhain Manana kis se Seekha ha……!!!

Main jis ki khatir mohabbaton ki har ek had sy guzar gaya ho wo ab bhi mujhe sy ye pouchta hy k sach btao wafa karo gay.

Aseb Zadda Ghar Ka Main Wo Daricha Hon “Mohsin” Deemak Ki Tarha Kha Gai jise Dastak Ki Tamanna……

tanhai to hai saathi apni zindagi k her ek pal ki faraz… chalo yeh shikwa bhi door huwa k kisi ney saath na diya..

Ghani zulfo’n k saye mein chamakta chand sa chehra. . Tujhy dekhoo’n to kuch ratain sohani yaad aati hain. !

Doob jaye’in gey sitarey aur bikhar jaye gi raat.. Dekhti reh ja’ein gi ankh’ein guzar jaye gi raat.!!