Sahil ki geeli rait pr main ny us sy poocha, tera mashgala kia hai? …US ny palkain jhuka kr muskura kr, mera ‘Naam’ likha aur mita dia…!!

Kaash k usay chahnay ka Arman na hota, Main hosh main hote howay anjaan na hota, Ya pyaar na hota kisi patthar dil se hamain, Ya koi patthar dil hi insan na hota

Wo Loog Batayein Ge Qayaamat Kia Hai……………. Jin Loogon Ne Dekhi Hai Jawaani Oski……………….!

Hamein Pata Tha K Teri Muhabat K “Jaam” Mein “Zehar” hai “BEWAFA Lekin.! Tere Pilany Mein Khaloos itNa Tha k HuM Thukra Na Skay… !

“Chalo Ab uth b jaao ae “Mehwy-e-khuwab” husan-e-jana”! “Main Pagal Sa ho gaya hoon tamaam Raat tery Husan ki Hifaazat karty karty”!

Ikhlaas Ki Daulat Ko Hum Ehl-e-Mohabbat……………….. Taqseem Tou Kar Daitay Hain Baicha Nahee Kartay….! Ikhlaas=Sincerity, Love

Jab teri yaad me misraa koi likhane baitha Me ne kaghaz pe bhi chalon ka gulistan daikha To ne daikha hai mandairon pe charaghon ko faqat Me ne jalta hoa har doaur me insan daikha

,”Mere Hathon Se Uss Ka Hath Faqat Isliye Choota”,,, ..!”’ Faraz ”’! ,,,”Wo ‘ANM0L’ Itna Tha K Men Uss Ki Keemat Na De Saka”,

Shayari khoon-e-jigar ka labaa-lab saagar hai, Kisi kam-zarf ki tafreeh ka saaman nahin… (Labaa-lab:Filled to the top)(Kam-zarf:Unaware,Uneducated,Someone having very little knowledge)

Mohabaton Main Jo Gham Mila Hai. Yehi Bohot Hai. Wo Roney Ka Keh Gaya Hai, Yehi Bohot Hai. Agar Ab Wo Shakhs Mera Nahi To, Koi Gham Nahi. Gaye Dino Main Mera Raha Hai, Yehi Bohot Hai…!!!

Ajab”chiragh” hoon “din “raat” “jal” raha hoon “FARAZ” “Main”thak gaya hon hawa”say kaho “bhuja”day mujhay!!!