Voh JUNOON Kahin Jo Na MITT Sakay, Jo Na MILL Sakay Voh QARAAR Day MIEN Asool-E-ISHQ Ki Bisaat Hoon, TU Ghuroor-E-ISHQ Say MAAT Day…!!!

Dedicated to awl the daughters “umAR bhar jiS phOol ki main nE parwRiSh ki SagAr, jB khuSboo k QabIl hua tO ghairoN ko daY dIA,,…

Zid Pe Aa Jaye Kisi Baat Pe Bacha Jaisay……………… Dil Tere Baad Kuch Is Tarah Sambhala Ham Ne….!

Mohabbat tu barish hai Jisy chony ki khwaish me Hatheliyan to geli ho jati hai, MAGAR ‘Haath’ Hamesha khali he rehty hain….!

Kitaabai’n Ishq ki Parh kar, na samjho Khud ko Aashiq Tum,, Ye Dil ka Kaam.. Dil waalo’n ko karnay do.. tho Acha hai……

Wo Koi Apnay Siwa Ho Tou Oska Shikwaa Karuun ? Judaai Apni Hai Aur Intezaar Apna Hai………………….!

Hum ehl-e-qafas tanha bhi nahi, har roz naseem-e-subha-e-watan Yaado’n se mo’atar aati hai, ashko’n se munawwar jaati hai. . !

Dhal gaye raat’ein dhaltey dhaltey, bujh gaye sham’ein jaltey jaltey.! Janey kitni dour hai manzil thak gaye hum to chaltey chaltey!

Wohi main hoon, wohi hai tere gham ki kar’farmaayi*, Kabhi tanhaai mein mehfil, kabhi mehfil mein tanhaayi.. (kar’farmaayi;blessing)

Dekhne aaye they woh apni mohabbat ka assar, Kehtey hain ke aaye hain ayaadat* kar ke.. (ayaadat;to enquire about well-being, visiting patients)

Honton Ki Hansi Ko Naa Samjh Haqeqat-e-Zindgi ……..MOHSIN……… Mere Dil Mein Utar K Dekh Main Kitna Udaas Hon…!

Maine uskey badlay hue lahje kee wazahat pochhi…., Wo muskurayee aur boli…. PAGAL Jab lahjey badal jayein to wazahaten kaisi….!

Wo chup Rehta Tha Magr Nighahen Bolti Thi” ‘”faraz”‘ kuch Log khamosh Reh Kar B “dil” Jeet Jaty Hain..!

KESE DOOR-E-JAHALAT MEIN G RAHE HAIN HUM,”MOMIN” YAHAN “AADAM” KA BETA KHUSH HOTA HAI, HAWA KI BETI KO BENAQAAB DEKH KAR.

‘TUM’ Ne Hii Kaha Tha k ankh Bhar k Dekh Lia Kro ‘MUJHY’ Ab Aankh BHar Aati Hy Par ‘TUM’ Nazar Nahi Aaty . . .