Kathin Andhairon Ki Raah Guzar Pay Charaagh E Subho Jala Jala Kar Qasam Say Aankhein Thak Gaii Hain Tmhary Aansoo Chupa Chupa Ka

Na Jane Kiya Kaha Doobnay Walay Nay Samander Say “MoHsIn” Keh Lehraen Aaj Tak Sahil Pay Apna Sir Patakhti Hain…!

wo ajab shaks tha aey zindagi jisay samjh kar bhi na samjh saka mujhay chahta bhi ghazab ka tha or mujhay chor kar bhi chala gia,,

Saleeka Ho Agar Bheegi Hoi Aankhon Ko Parrhney Ka”….. To Phir Behty Huye Aansu Bhi Akser Baat Krtey Hain”…

Do he lafzon ka tha ye afsana, jo suna ker khamosh ho baitha Ibtada ye hai ki tum ko paya tha, inteha ye hai ki khud ko kho baitha

Jo Rukay To Koh-e-Giran Thy Ham, Jo Chalay To Jaan Sey Guzar Gaye Raah-e-Yaar Hamney Qadam Qadam Tujhe Yaadgaar Bana Diya ….

Na hongay hum tou aey “jan-e-tamanna”,,,,, !!! terey jalwey bhi Bari mushkil main par jaein gay mehroom-e-nazar ho ka

“Kis baat pe rootha hai pata ho to manaon “GHALIB” “Wo rooth tu jata hai, Shikayat nhi karta”…!

Nafrat Ki Aag Ko Mohabat Ke Lahoo Se Bujha Dena Fitrat Hai Hamari, Ham Tu Wo Deewaney Hain,Jinhen Kisi Ki Nafrat Sey Bhi Pyaar Hai.

ujra chehra,bihkri zulfain,be’jaan aahnky “mohsin”… muhjye to tum be kise kii chahat key maqrooz lagty ho..

Taweel mayusi ney himmat past ker di ‘Arzoo’.. Thandi saans’ain le hein bars’on, dil mein ab garmi kahan..!

Kesi muhabbat’ kesi chahat’ Ham par sab kuch roshan tha Yonhi zara saa shoq howa k’ aao dil barbaad karain …

alwida kehty hue jab maine us bewafa se talab ki ik nishani….. wo muskura k b0la daag-e-judai hi kafi hai agar yaad rahy t0u..

Kaha Sirf us Ne Itna Ke Khamoshi Hai Mujhe Bohat Pasand . . Itna Sun’na Tha Ke Hum Ne Shor Machati Apni Dharkanen bhi Rok lee.

toot jatey hain bikher jate hain kanch ke ghar me muqaddar apne, ajnabi tou pyar se milte hain, bhool jaty hain to akser apne….