Hal-e-dil kehnay bari shan sey aaye thay ‘Khumar’.. Ab jo sun’ney ko wo bethay hein to kuch yaad nahi…

wo mila to sadyon baad bhe mere lab pay koi gila na tha……,,, usay meri chup nay rula dya jisay guftgu me kamal tha..

“Neendoon” ki Baghawat se Ye Nuqsaan Huwa Ha… Ik “Shakhs” Key Khawaboon Ko Tarasti Rahien Ankhien.

Mujhe sab qabool he lekin ?gham e yaar? mujh se talab na kar, Me USEY kese khud se juda karoOn jo meri umar bhar ki talaash hai.

Hum to aaj bhi usko usi tarah chahte hain, “MOHSIN” Jaisey kOi sukha hOwa darakht barish ka talabgar hOta hai…

w0 sacH kehtA thA k usaY merI muskarahaT sE pyaR hai.. “D0ST” iS liyE jatE jatE w0 merI muskarahaT bhi le gya…

Mohabbat kisi se tab hi karna jab mohabbat nibhana seekh lo Majbooriyon ka sahara lay kar chor daina wafadari nahi hoti…!!

Chamakta hai shaheedo’n ka lahu fitrat k parday mein. . ! Shafaq ka husn kia hai phool ki rangee’n qaba kia hai. . !

tum badalte rahte ho….roz …ek nayaa chehraa; kuchh khabar bhi hai,pyaare!….aainon kaa kyaa hogaa…….

“Kitna Naz Tha Shajar Ko Apni Ghani Chaaon Per” “Us K Saaye Talle Koyi Jal Gaya Usse Khabar Bhi Na Huyi”.

Sangsaari* ki sazaa hai manzoor mujh ko, Hath jiss ke na hon alooda* woh pathar marey.. (sangsaari;throwing stones, alooda;dirty)

Usey Keh Dena Is Khush Fehmi Main Mat Rahy K Tum Se Ab Hum-Kalam Hon Gay Hum To Khud Se B Khafa Hon To Sadiyan Khamosh Rehty Hain

JhalaKti Hai TaSveerr UsKi BariSh Ki B0nd0n Main”.. ** WASI ** Aaj Phir Bheeg Bethy Usy Paany Ki Chaah Main”…!!

?”Umeed-e-Wafaa” Na Rakh Un “Logon” Se Jo “Miltay” Hain Kisi Se aur Hotay Hain Kisi K….

Mohabbat Ki Kahani Main Koi Tarmeem Mat Karna, Mujhay Tum Tor Dena Par Taqseem Mat Karna…!!! (tarmeem;edit)(taqseem;divide)